Pyaar Hai To Zindagi Haseen Hai,..

by Jaanasheen on March 13, 2006, 09:27:42 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3907 times)
chitra
Guest
«Reply #15 on: March 17, 2006, 09:49:39 AM »
Reply with quote
khaaye hai mohbbat mein kai thokhe
isliye har kadam ab soch ke rakhte hai

chhod na de tu kanhi beech rah mein
yahi hai wajah ke tujhe azmate hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
<<<<<<Zindagi haseen hai.......>>> by hariom in Shayeri for Dard -e- Bewafai
zindagi ke haseen pal aur intezaar........ by aamna_zoya in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindagi, Utni Haseen Nahi jitni kay nazar aati hai! by Neralla Narayanswami in Shairi - E - Zindagi
Kuch Pal Ki Haseen Zindagi Mein.. Rishi by Rishi Agarwal in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
HASEEN ZINDAGI by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: March 17, 2006, 09:54:32 AM »
Reply with quote
Hume Is Baat Ka Gham Nahi Ke Tumne Aazmaya Hai,..
Baat To Ye Hain Ki,..Ab Bhi Tumhe Mujhpar Aitbaar Nahi,..
Logged
chitra
Guest
«Reply #17 on: March 17, 2006, 10:16:37 AM »
Reply with quote
Aitbaar hai pura par dil pe khud ke yakeen nahi
ger ho gayi haseen bhool fir se to kya ho..
is jahan ab dard aur sahne ki himmat hi nahi
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #18 on: March 17, 2006, 10:21:57 AM »
Reply with quote
Chitra aur Jaanasheen

Kya khoobsurat likha hai

Likhte rahiye

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: March 17, 2006, 10:22:06 AM »
Reply with quote
Jab Aitbaar Tha To Shak Kyun Kiya,..
Humne To Tumpar Zindagi se Zyada Aitbaar kiya,..
Tumne Mujhse Aisa Kyun Kiya,..Jis Se Aaj Bhi Mere Ansoon Behte Hain,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: March 17, 2006, 10:23:14 AM »
Reply with quote
Shukriya rajbir.,.
Logged
chitra
Guest
«Reply #21 on: March 17, 2006, 10:37:58 AM »
Reply with quote
Hum abhi nadan hai khataa ho jati hai
par sach hai teri yaad rah rah ke aati hai
na bahao in ashko ko ke
mere JAAN baichen yaqinan ho jati hai
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #22 on: March 17, 2006, 10:39:13 AM »
Reply with quote
Chitra

Bahut khoob !

Aap bahut achcha likhti hain

Rajbir
Logged
chitra
Guest
«Reply #23 on: March 17, 2006, 10:43:24 AM »
Reply with quote
Thanks RAJBIR JI......

Bas koshish rahti hai..........warna hum to kuchh nahi
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #24 on: March 17, 2006, 10:55:14 AM »
Reply with quote
well done everybody !!

Zra ankhon ka yeh chilman hatao sanam
Dekho! tumhari nazaron se aaj peena hai
Ab sharma ke aur na humko stao tum
Aa jao bahoon mein ke sawan ka mahina hai !!
Logged
chitra
Guest
«Reply #25 on: March 17, 2006, 02:07:27 PM »
Reply with quote
HUM TUM JI

chilman mein hum sanam ko chhipaye baithe hai
badee muddat se mile hai ke laboo se unko pilaaye baithe hai
na do sawan ka wasta
ise to hum ghtaao mein humari chhipaye baithe hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: May 22, 2006, 11:46:51 AM »
Reply with quote
Shukriya Hum Tum Ji,..
Apne Aur Chitra Ne Bahoot Khoob likha hai,..

Zindagi Ko Sawarte Dekha Hai Mohabbat Ke Pehloo Mein,..
Pehle To Zindagi Soyi Hui Thi Mohabbat ke Bina,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: May 27, 2006, 10:36:50 AM »
Reply with quote

Mohabbat Na Hoti To Duniya Na Hoti,..
Mohabbat Na Hoti To Zindagi Mein Roshniaan Na Hoti,..
Mohabbat ke Naam Se Chalta Hai Ye Sab Karwaan,..
Mohabat Na Hoti To Zamaane Mein Khushiaan Na Hoti,..
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #28 on: May 27, 2006, 11:48:56 AM »
Reply with quote
Sabne Accha Likha Hai
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #29 on: May 27, 2006, 02:02:59 PM »
Reply with quote
god si post... chitra...

Quote from: "chitra"
Hum abhi nadan hai khataa ho jati hai
par sach hai teri yaad rah rah ke aati hai
na bahao in ashko ko ke
mere JAAN baichen yaqinan ho jati hai
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 07:07:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer