%%Pyaar mein dil %%

by honeyrose on February 03, 2008, 08:50:16 AM
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2828 times)
honeyrose
Guest
«Reply #30 on: February 26, 2008, 10:23:20 AM »
Reply with quote
Zindagi toh hai par jiski hai woh nadaan hai
jisne pyaar kiya woh nadaan hai
jisne dil diya woh nadaan hai
kyoki pyaar toh tab hota hai jab dono hi wafai karne wale ho
jab dono hi is zimmedaari ko uthana chahte ho

Pyaar mein dil jane kaise anjaan ho jata hai
pyaar mein dil kaise tadpane lagta hai
pyaar mein dil bahut rota hai
yahi humne sab ke labo par suna hai ,
pyaar mein dil bahut pareshan ho jata hai.........

bas ek baat kahoongi

pyaar karo toh usay nibhao
usay puri wafai se nibhao
usay apni zindagi banao
usay apna naseeb se mila touhfa samjho............

************************************Muskan*********************

Bohat khoob muskan ... Usual Smile

Pyaar toh diwana hai har kadam pey ek imtihan hai
Pyaar toh hum dil sey karte hai..

Zindagi ka khaas dil sey samjh the hai..
Pyaar mein hoti hai ruswai aur judai..

Jab bhi woh humhe yaad karte hai
Hum unkhe saason ki kushbu mein kho jate hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyaar mein dhoka by nishita in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 8 9 »
ye sab pyaar mein............. by Arifa in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 6 7 »
Pyaar mein unse iss kader kerta chala jaooN by harashmahajan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
pasand ane mein aur pyaar karne mein kya fark hai? by omkartik in Share:Love Poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: February 27, 2008, 11:22:02 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Muskan Ji,.
And Seeya Sis,.
Nice One,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #32 on: March 05, 2008, 12:43:48 PM »
Reply with quote
Thank you Azeem bro ji...

Pyaar mein dil kyu kisi ka bechan hota hai
Bas ek aag se lagti hai aur dard ki kabhar bhi hai
Iss uljan mein dube hai hum pyaar ki lafz samjhe hai hum
Na durr jah paye aapse aur na dekha ya aapni pyaar tumhe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: March 13, 2008, 11:12:20 AM »
Reply with quote
U Are Welcome And Nice One again,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #34 on: April 17, 2008, 01:03:27 PM »
Reply with quote
Thank you Azeem..Usual Smile

Pyaar karke bhi hum juda hue unse
Yeh kaise pyaas liye hum juda hue unse

Dil se door na jaye hum juda hue unse
Ek aakhri waqt rok loh mujhe hum juda hue unse
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #35 on: April 17, 2008, 03:34:04 PM »
Reply with quote
Thank you Azeem bro ji...

Pyaar mein dil kyu kisi ka bechan hota hai
Bas ek aag se lagti hai aur dard ki kabhar bhi hai
Iss uljan mein dube hai hum pyaar ki lafz samjhe hai hum
Na durr jah paye aapse aur na dekha ya aapni pyaar tumhe


accha to hai padne k liye honyrose jee. second line and last line kuch jama nahi
Sorry aapko bura lage toh



bas ek aag se lagti hai aur dard ki kabhar bhi hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: April 18, 2008, 05:24:05 PM »
Reply with quote
Nice One Again Sis,.
Yunhi Likhte rahiye,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #37 on: April 20, 2008, 03:26:53 AM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bro..Usual Smile

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: April 20, 2008, 02:56:13 PM »
Reply with quote
U Are Welcome Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: April 20, 2008, 02:59:27 PM »
Reply with quote
Pyaar Mein Dil Ka Ye Haal Hota Hai,.
Hase Jo Aankhein To Dil Rota Hai,.

Mil Jaaye Chahat To Is Se Aameer Nahi Koi,.
Cheen Jaaye To Is Se Fakeer Nahi Ko,.

________________-Jaanasheen-
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #40 on: April 20, 2008, 03:05:50 PM »
Reply with quote
Pyaar Mein Dil Ka Ye Haal Hota Hai,.
Hase Jo Aankhein To Dil Rota Hai,.

Mil Jaaye Chahat To Is Se Aameer Nahi Koi,.
Cheen Jaaye To Is Se Fakeer Nahi Ko,.

________________-Jaanasheen-


sahi kaha hai...  tongue3
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: April 20, 2008, 03:48:16 PM »
Reply with quote
Khaai Hai Thokar Mohabbat Mein,.
Ab Maloom Hai Ke Raasta Kaisa Hai,.

Bade Shauk Se Karte Hain Yahaan Mohabbat Log,.
Maloom Nahi Inhe Ke Iska Anjaam Kaisa Hai,.

Kehte Hain Sab Yahaan ke Mohabbat Paak Hai,.
Phir "Azeem" Ke Naam Ye Ilzaam Kaisa Hai,.

_______________________--Jaanasheen--

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #42 on: August 12, 2008, 06:14:14 AM »
Reply with quote
Khaai Hai Thokar Mohabbat Mein,.
Ab Maloom Hai Ke Raasta Kaisa Hai,.

Bade Shauk Se Karte Hain Yahaan Mohabbat Log,.
Maloom Nahi Inhe Ke Iska Anjaam Kaisa Hai,.

Kehte Hain Sab Yahaan ke Mohabbat Paak Hai,.
Phir "Azeem" Ke Naam Ye Ilzaam Kaisa Hai,.

_______________________--Jaanasheen--


..

Wah kya khoob likha hai Azeem bhai jaan..


Aapki muhabbat mein girift ho gaye hun
Taalash aankhon se unko dhund rahe hun
Pyaar mein iss kadar dube hue hun
Zindagi se sirf pyaar mangte rahi hun
Muhabbat mein siyaahiyon se guzar chuki hun
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: August 20, 2008, 09:35:58 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhaijaan,.
And Nice One,.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 30, 2024, 06:28:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.164 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer