|||||||| Tarasti Aakhen ||||||||

by Tosha on March 10, 2006, 05:57:43 PM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20
ReplyPrint
Author  (Read 15372 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #225 on: June 27, 2006, 12:28:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"

Bahut dhundha is dil ko ki aaj tumhe de de yeh dil
per na mila wo seene main,pata chala na kab chura le gaye tum mera dil
[/b]


chahton se aapni humare hosh gawa diye.
dil to diya nhi, per chori ka aarop laga diye.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AAKHEN KATIL by _Vicky_ in Shayari -e- Husn
Deedar ko tarasti woh nigaah dhundte hai by Sshiv007 in Shayri for Dard -e- Judai
jis ke ley sari duniya tarasti hai by anmolarora in Quotable Phrase and Quotes
Tarasti by FARE in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
TARASTI AANKHEIN by harinderbhasin in Shayri for Dard -e- Judai
tabassum shakeel
Guest
«Reply #226 on: June 27, 2006, 01:40:59 PM »
Reply with quote
bahut khoob tosha

aaj phir zid hai in aankho ki ke tujhko dekhen
ye tarsatin hain ki bas ek jhalak paa jaaen
tu na jaane hai kahan inko kya main samjhaun
ye  to bas tujh ko dekhengi ye zid hai inki
Logged
Tosha
Guest
«Reply #227 on: June 28, 2006, 08:04:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
chahton se aapni humare hosh gawa diye.
dil to diya nhi, per chori ka aarop laga diye.

kareeb aake to dekho sanam
yeh dil raha nahi aab hamara
ek baar aajmake to dekho balam
hum dil-o-jaa se ho chuke hai tumhare
Logged
Tosha
Guest
«Reply #228 on: June 28, 2006, 08:10:09 AM »
Reply with quote
:D Thanx ... and u r wonderful ya Winking

Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob tosha

aaj phir zid hai in aankho ki ke tujhko dekhen
ye tarsatin hain ki bas ek jhalak paa jaaen
tu na jaane hai kahan inko kya main samjhaun
ye  to bas tujh ko dekhengi ye zid hai inki


in tarasti aakhon ko hum bahut samjhate hai
duhai de de ke mohabbat ki hum bahut manate hai
tujhe dekhe bina inhe zhapkna bhi manjoor nahi
teri ek jhalek pane ko yeh maut se lad jate hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #229 on: June 28, 2006, 01:01:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
Quote from: "BHONDU"
chahton se aapni humare hosh gawa diye.
dil to diya nhi, per chori ka aarop laga diye.

kareeb aake to dekho sanam
yeh dil raha nahi aab hamara
ek baar aajmake to dekho balam
hum dil-o-jaa se ho chuke hai tumhare


kareeb hai itne tere phir aankho mein kaisi nami hai.
rehte hai jub dil mein tumhare to tumhe kis baat ki kami hai.
bas dil chahiye aur.. pyaar chahiye tumhara.
bas yahi hai ab sahara humara.
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #230 on: June 28, 2006, 04:13:48 PM »
Reply with quote
thanx tosha
kab talak inko koi samjhae
kab talak inko ham tasalli den
ye aankhe ya koi dushman hain
inko hai zid ki tumko dekhengi
jab ki tum ham ko ho bhula baithe
Logged
Tosha
Guest
«Reply #231 on: June 28, 2006, 05:55:10 PM »
Reply with quote
good ya!

In aakhon ko sirf tumhara hai nasha
jaam-der-jaam wo gul na khila sake
tumhari nighao se pe ke hota hai jo nasha
hum usse umer bher na uttar sake
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #232 on: June 30, 2006, 02:16:33 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
good ya!

In aakhon ko sirf tumhara hai nasha
jaam-der-jaam wo gul na khila sake
tumhari nighao se pe ke hota hai jo nasha
hum usse umer bher na uttar sake


ishq ke khumaar ab chaney lage hai.
dil ko ab koi bhane lage hai
yu to kadam hamre na bahke kabhi,
ishq mein aapke dagmagane lage hai
Logged
Tosha
Guest
«Reply #233 on: July 01, 2006, 10:24:27 AM »
Reply with quote
Gaa raha hai aasma
zhumta hai yeh jaha
Dundhta hai yeh dil tulje
bahon main samaja
seene se mujhe laga
ashikana lage yeh sama
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #234 on: July 01, 2006, 10:40:07 AM »
Reply with quote
bahut khoob TOSHA JI aur BHONDU JI


TARASTI in AANKHON ne, ek khwab phir sajaya hai,
dil me jo rahete hain, unhen aankhon me basaya hai....
tanhaaiyon me din-raat jinse karta hoon main baaten,
aaj wahi dildaar mera, baahon me meri laut aaya hai............
Logged
Anushka
Guest
«Reply #235 on: July 01, 2006, 10:49:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
Gaa raha hai aasma
zhumta hai yeh jaha
Dundhta hai yeh dil tulje
bahon main samaja
seene se mujhe laga
ashikana lage yeh sama


Wah kya baat hai Tosha lovely..

Yeh Dil ki sada benjai zuban
Teray hoor-o- husn ki har adaa tum,
Benjao Is deewane ki khai'd aur saza tum,
Lageh  hamey yeh haya.. fiza, thandi hawa  tum
Logged
Tosha
Guest
«Reply #236 on: July 01, 2006, 10:56:41 AM »
Reply with quote
Thanx ya Puzzled !
Quote from: "vicky AKELA"
bahut khoob TOSHA JI aur BHONDU JI


TARASTI in AANKHON ne, ek khwab phir sajaya hai,
dil me jo rahete hain, unhen aankhon me basaya hai....
tanhaaiyon me din-raat jinse karta hoon main baaten,
aaj wahi dildaar mera, baahon me meri laut aaya hai............


Bahut khoob!!

kabhi jo mera dil ghabraye, to mera saath doge na tum
in tanha aakhon main ashk chalke to unhe sukha dona na tum
agar main ruth ke don koi daard to mujhe baksah doge na tum
mera dil tumse dhadkta hai, mera zindgi bhar saath doge na tum
Logged
Tosha
Guest
«Reply #237 on: July 01, 2006, 11:00:42 AM »
Reply with quote
:oops:  Puzzled ! Thanx Ji
Quote from: "Anushka"

Wah kya baat hai Tosha lovely..

Yeh Dil ki sada benjai zuban
Teray hoor-o- husn ki har adaa tum,
Benjao Is deewane ki khai'd aur saza tum,
Lageh  hamey yeh haya.. fiza, thandi hawa  tum


aap ne bhi khoob kaha hai :D

yeh dil mera sada sa bezuban
tere mohabbat main hogay kurban
sun meri ankahi dhadkan saathi
tere aashqi main main hui fanhaa
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #238 on: July 04, 2006, 03:51:52 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
Gaa raha hai aasma
zhumta hai yeh jaha
Dundhta hai yeh dil tulje
bahon main samaja
seene se mujhe laga
ashikana lage yeh sama


sama aashikana hai
lekin hum door hai.
dil chahta hai tumse milna.
magar  hum maboor hai
aankhiyon mein khumari reh reh ke aa rahi hai.
aur.. aapki judai dil jala rahi hai.
naa rahu main aapne hosh mein.
sama jaao aise mere aagosh mein.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #239 on: July 25, 2006, 11:35:56 AM »
Reply with quote
:d

Aakhon main khumar hai, dil bekarar hai
Haseen wadiya, machalta sama
dil main sirf tumhare liye pyaar hai
mujhe tumhare aagosh main samane ka intezar hai
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 03:40:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer