tera naam

by samnoj on December 06, 2004, 01:10:26 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6086 times)
KaMaL
Guest
«Reply #15 on: December 09, 2004, 11:27:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
wah sam and husain

Tum hathelhi ko mere pyar ki mehndi se rango**Apni ankhoon ko mere nam ka kajal kar do

Iss keh saaeh me mere khawab dehk utheen ge
Mere chehre par chamaktha howa anchaal kar do

Dhoop hi dhoop ho,thoot kar barso muhj par
Iss kadar barso,meri rooh me jhal thal kar do

Jaise sehraoon me sar-e-shaam hawaa chalti he
Iss tarah muhj me chalo,or muhjko qatl kar do (NM)




Wah .......bahut achhi choice hai...


Aa ke meri zindigi mein, tum shama kar do
Sune-banzar sehra mein, tum fiza kar do

Yaad kar ke un tamaam ahde-wafa ko
Maan jaao ab tum, meri raza ko
Main jyada nahin kehta, pe tum baza kar do
Aa ke meri....

Karo kuch to khayaal, mere is dard-e-dil ka
Ke hai tum se hi ilaaj, mere is marz ka
Is jakhm-e-nasoor ki, tum dawa kar do
Aa ke meri...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Toota jo aake lab pe, tera naam hi to hai by muneeb in Shayri-E-Dard
Nikama post kardoon tera naaM by Delicate_Doll in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 6 7 »
Tera naam Chand Par by alam in Shayari -e- Husn
jaana tera zindgi dusra naam hai by vikas2210 in Shayri-E-Dard
JEE RAHE HAI BUS TERA HI NAAM LEKAR by chetanmamtora in SMS , mobile & JOKES
Talat
Guest
«Reply #16 on: December 09, 2004, 02:40:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
jab bhi aaya mere hounton pe tera naam aaya
zikr tera hi zubaan pe hai subah shaam aaya

mere dil me hain nihan teri hi tasweer sanam
jalwa tera hi mere dil ke lab-e-baam aaya

teri ye teer-e-nazar jab bhi idher se guzri
zarre zarre se tera mujhko hi salaam aaya

maanind rind hu magar mai ka talabgaar nahi
pita hu tere tabassum ka jab bhi jaaam aaya

hai marz-e-ishk mujhe aur tera diwana hu main
tere dar pe mera ab ye dil-e-nakaam aaya

aatish-e-deed me hai sab kuch jalane ke liye
tera aashik teri khatir ho ke badnaam aaya

apne to dunya me koi bhi nahin kaam aaya
kaam aaya to ai 'sam' bus ishk hi kaam aaya


Wah saagar ki unchi mauj
kya khoob likha hai samnoj!!
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #17 on: December 09, 2004, 03:09:35 PM »
Reply with quote
thanx all
aur bahut khoob nishi rohan husain n all
aur

kya kaha tumne ai  haseen
shukriya jabeen
Logged
immi
Guest
«Reply #18 on: December 09, 2004, 03:13:25 PM »
Reply with quote
Very nice all !!
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #19 on: December 10, 2004, 12:18:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
jab bhi aaya mere hounton pe tera naam aaya
zikr tera hi zubaan pe hai subah shaam aaya

mere dil me hain nihan teri hi tasweer sanam
jalwa tera hi mere dil ke lab-e-baam aaya

teri ye teer-e-nazar jab bhi idher se guzri
zarre zarre se tera mujhko hi salaam aaya

maanind rind hu magar mai ka talabgaar nahi
pita hu tere tabassum ka jab bhi jaaam aaya

hai marz-e-ishk mujhe aur tera diwana hu main
tere dar pe mera ab ye dil-e-nakaam aaya

aatish-e-deed me hai sab kuch jalane ke liye
tera aashik teri khatir ho ke badnaam aaya

apne to dunya me koi bhi nahin kaam aaya
kaam aaya to ai 'sam' bus ishk hi kaam aaya



Sach mein samnoj...kya umda likha hai...
Logged
lovebites
Guest
«Reply #20 on: December 10, 2004, 12:22:26 AM »
Reply with quote
gr8 work every1.....................!
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: December 12, 2004, 01:44:06 PM »
Reply with quote
bahot pehle se un kadmo ki aahat jaan lete hain
tujhe ae zindagi hum door se pehchan lete hain
tabiyat apni ghabrati hai jab sunsaan raato main
hum aese me teri yado ki chadar taan lete hain
 (NM)
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #22 on: December 12, 2004, 01:46:27 PM »
Reply with quote
gr8 going galat ji


 Puzzled !
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: December 12, 2004, 03:15:23 PM »
Reply with quote
:?
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #24 on: December 12, 2004, 03:53:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "Talat"
bahot pehle se un kadmo ki aahat jaan lete hain
tujhe ae zindagi hum door se pehchan lete hain
tabiyat apni ghabrati hai jab sunsaan raato main
hum aese me teri yado ki chadar taan lete hain
 (NM)


wow excellent...........talat......kamal bhai..........heart........

Rulane se pehle ek baar hasaya hota,
Kasoor kya tha is dil ko bataya hota.
Milee saza us khata ki jo ki na humne,
kash tumse dil na lagaya hota!!!!...................................
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #25 on: December 12, 2004, 04:06:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Talat"
bahot pehle se un kadmo ki aahat jaan lete hain
tujhe ae zindagi hum door se pehchan lete hain
tabiyat apni ghabrati hai jab sunsaan raato main
hum aese me teri yado ki chadar taan lete hain
 (NM)


wow excellent...........talat......kamal bhai..........heart........

Rulane se pehle ek baar hasaya hota,
Kasoor kya tha is dil ko bataya hota.
Milee saza us khata ki jo ki na humne,
kash tumse dil na lagaya hota!!!!...................................




very nice vvaheed bahi


 Puzzled !
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #26 on: December 13, 2004, 02:15:32 PM »
Reply with quote
great work all

sab ne likh liya hai afsana apne dil ka
main ne likhna bhi chaha to 'tera naam' likha
Logged
Talat
Guest
«Reply #27 on: December 13, 2004, 02:23:45 PM »
Reply with quote
Mujhse jab mere qatil ka naam poocha gaya
Jaane kyun zubaan pe 'Tera Naam' na aaya!!
Logged
lovebites
Guest
«Reply #28 on: December 13, 2004, 02:46:05 PM »
Reply with quote
Tera naam likhney ki ijazat chen gi jab se
koi beh lafz likhta hoon tu anhkein behg jati hain
Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: December 13, 2004, 03:06:00 PM »
Reply with quote
Lafz kho gaye hain..awaaz bujh gayi hai
aaya to is dil main bas 'Tera Naam' hi aaya!!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 09:21:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer