Teri mohabbat ne

by nishita on December 30, 2004, 12:33:51 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 15
ReplyPrint
Author  (Read 14002 times)
Talat
Guest
«Reply #30 on: January 01, 2005, 12:43:29 PM »
Reply with quote
Thanks! lovebites!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri har ada mohabbat si lagti hai..!! by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri mohabbat chahi by purani_jeans_aur_guitar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
~~~TEri Mohabbat Mein ~~~~ by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Teri mohabbat mein kya ajeeb........... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
mai kaise bhula doon teri mohabbat ko... by Alam Qazi in Shayri for Dard -e- Judai
waheed_rose2004
Guest
«Reply #31 on: January 01, 2005, 03:20:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "neha_delhi_s"
DIL REH GAYA HUMARA EK BAAR MUSKURAAKAR
GAM DEY GAYI MOHOOBAT EK BAAR GUN GUNA KAR
PALKO PEI KAPTEEY HAI TOOTEEY HUAEY SITAREEY
FIR YAAD ARAHEEY HAI BAHKEEY HUAEY NAZAREEY
WOH CHUP GAYEE NAZAR MEIN TOOFANEEY GAM CHIPAKAR
KHAMOSH HO CHUKI HAI AAB SHAMA JHIL MILA KAR


wowowow  excellent work all....naam kiska likhoon......sabhi logon ne bahot acha likha hai........

Ik Lamha Bhee Musarrat Ka Bahot Hota Hei
Log Jeene Ka Saleeqa Hi Kahan Rakhte Hain........................
Logged
lovebites
Guest
«Reply #32 on: January 01, 2005, 06:15:23 PM »
Reply with quote
ye mujh se dasht pe phirta hai aisey aawara
ye kiis talaash mai nikla ghazaal dard ka hai

yeh sach hai key mujh ko aqal nay pukhtugee dee
par woh maza kahan jo nadaaniyoon main tha
Logged
nishita
Guest
«Reply #33 on: January 01, 2005, 07:43:01 PM »
Reply with quote
waah waah all sammu talat neha love and waheed
Logged
lovebites
Guest
«Reply #34 on: January 01, 2005, 08:08:13 PM »
Reply with quote
Thanks Nishi....................!



Yeh zindagi bahut mukhtasir hai khayal kar lay
Taa'luq jo tu ne tora hai bahaal kar lay
Num aankhain leyay ghar se na nikla kar
Kaheen aisa na ho tujh se koi sawaal kar lay
Logged
sammu1984
Guest
«Reply #35 on: January 02, 2005, 12:59:23 PM »
Reply with quote
thxs nishita !
Logged
nishita
Guest
«Reply #36 on: January 02, 2005, 02:20:02 PM »
Reply with quote
Usual Smile

Saal beetey dil se mere jaa na paaye tum
Shaam ki tanhai mein phir yaad aaye tum
Harr subha paaya tumhein khayaalon mein apne paas
Raaton ko khwaabon mein mere muskuraye tum

nm
Logged
sammu1984
Guest
«Reply #37 on: January 02, 2005, 05:14:58 PM »
Reply with quote
waah ! tooo good !!
Logged
nishita
Guest
«Reply #38 on: January 02, 2005, 08:31:47 PM »
Reply with quote
thanks sammu

de rahi hai dil pe dastak yaad us ki
ho gayi hoon jaise main hamzaad us ki

aasmaan tak bebasi pahunche na pahunche
tujh talak to jayegi fariyaad us ki

umr bhar main jis khasare me rahi hoon
kehti hai meri ghazal roodaad us ki

meri barbadi ka wo bais naheen hai
aey khuda! duniya rahe aabaad us ki

aasmaan ko choo rahi thi jo imaarat
hil gayi do roaz mein bunyaad us ki

nm
Logged
sammu1984
Guest
«Reply #39 on: January 03, 2005, 01:18:31 AM »
Reply with quote
nice
Logged
lovebites
Guest
«Reply #40 on: January 03, 2005, 01:29:12 AM »
Reply with quote
Very Nice Nishi..................!
Logged
Talat
Guest
«Reply #41 on: January 03, 2005, 03:00:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
thanks sammu

de rahi hai dil pe dastak yaad us ki
ho gayi hoon jaise main hamzaad us ki

aasmaan tak bebasi pahunche na pahunche
tujh talak to jayegi fariyaad us ki

umr bhar main jis khasare me rahi hoon
kehti hai meri ghazal roodaad us ki

meri barbadi ka wo bais naheen hai
aey khuda! duniya rahe aabaad us ki

aasmaan ko choo rahi thi jo imaarat
hil gayi do roaz mein bunyaad us ki

nm


Kya baat hai Nishi!!! Chu liya man ko!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #42 on: January 03, 2005, 03:39:36 PM »
Reply with quote
excellent work all................  :lol:

Wa Hona Tha Jin Honton Ko,Un Honton Pe Ungali Rakh Di
Ek Shaks Ne Is Ko Rok Diya,Toofan Jo Mere Ander Tha................
Logged
nishita
Guest
«Reply #43 on: January 04, 2005, 10:26:47 AM »
Reply with quote
wah waheed

Saanso ke sangeet mein tu hai, dharkan ke harr geet mein tu hai
Lab pe jab tera naam na aye, uss subha ki shaam na aye
Rab se jo bande ko milaye, uss bandagi ki kasam..
tere bina ji sakenge na hum

nm
Logged
Talat
Guest
«Reply #44 on: January 04, 2005, 10:30:49 AM »
Reply with quote
wah! wah!! Both!!! happy9
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 15
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 13, 2024, 06:13:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer