::Tu hi tu nazar aata hai::(for AMIT)

by nidhi_yadein on May 03, 2005, 04:31:18 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 18
ReplyPrint
Author  (Read 24508 times)
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #45 on: May 06, 2005, 05:17:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
Quote from: "nidhi_yadein"
Dedicated to Amit(myheart_ursonly)

"Jahan dekhti hoon,tu hi tu nazar aata hai,
 teri tasveer se saza sansaar nazar aata hai,
 
 yeh kis duniya mein le aaye ho tum mujhe,
 khushiyon se bhara har geet nazar aata hai,

 tere pyar ne mujhe jo kuch bhi diya hai,
 saat janam saath rahega,itna kuch diya hai,
 
 aaj mere liye tum ho is zindagi se bhi badhkar,
 pehli baar oopar wale ne kuch saugaat me diya hai,

 tumhare saath bitaya har lamha kuch aisa hai,
 lagta hai tumne mujhe baharon sa sansar diya hai,

 tod kar saare bandhan tere bandhan me bandhungi,
 aaj mere dil ne ye paegaam tujhe diya hai,

 mujhe bharosa nahi hai zara bhi is domuhi duniya pe,
 par us vaade pe bharosa hai jo tumne mujhse kiya hai,

 tere liye main tayyar hoon is duniya se bhi ladne ko,
 kuch aisa paagalpan tere pyar ne mujhe diya hai,

 tum aaye ho jab se meri is zindagi me,
 pyar se chalakta har jaam maine piya hai,

 yunhi bana rahe saath tera mera sadaa,
 aise hi pyar karta rahega tujhe dil hamesha,

 maine lafzon se kuch bhi nahi kaha,
 par meri khamoshi ne sab kuch kaha hai,

 tumhari nazron ki kitabein padhi hain maine,
 har ek panna tera mujhse hi toh judha hai,

 har pal tumhe paas mehsoos karti hoon main,
 meri zindagi ka har pal sirf aur sirf tera hai,

 yakeen hai dil ko milenge ham ek din zaroor,
 ye yakeen bhi to akhir tera hi diya hua hai."

bohot hi pyara likha nidhi!!!!!!! so sweet amit is really very very very lucky to have u , such a wonderful person.

 :D
hey meena sis :lol: Thank u so much.Ya,we both r lucky 2 have each other Winking
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
*NAZAR NAHI AATA* by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
Jab Kabhi Samney Woh Mujhey Nazar Aata Hey by Zamir Ka Qaidi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~Nazar Aata hai~ by pankshivam in Shayri-E-Dard
Aapko Paakar Jahaan Badla Nazar Aata Hai by karndhar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Tera Chehra Nazar Aata Hai by Mohammad Touhid in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meena
Guest
«Reply #46 on: May 06, 2005, 05:48:02 PM »
Reply with quote
:D

kushnaseeb hai tu jo mil gaya tujhe saathi,
woh waqt kab ayega jab banenge hum barathi!  :wink:
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #47 on: May 06, 2005, 06:08:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "myheart_ursonly"
for you nidhi...

Is dil mein tumhaari ek tasveer hai basi,
wo jhuki palkein, hothon pe wo dabi si hansi...
wo haule se tumhaara, aa kar kuch keh jaana,
phir door jaa kar, pal pal mujhe sataana...
wo kaanon ki baali, wo maathe ka teeka,
wo khilkhila ke hansna, ke baki sab lage feeka...
chehra par bikhre, wo baal tumhaare,
dhoop se sunehre, lagte kitne pyaare...
wo gaalon ki laali, wo choodiyon ki khanak,
subah se bhi ujli, wo chehre ki chamak...
Wo sapnon mein aakar, mere dil ko lubhaana,
"Tum mere ho" ye keh kar, mujhpe hak jataana...
har ada tumhaari, mere is dil ko lubhaati,
apni khushboo se tum sab dishaon ko mehkaati...
tumhari ek tasveer maine is dil mein hai basaayi,
lagta hai jaise ek pari... us jahaan se hai aayi...

Thank u so much amit,its really very very sweet par main baali nahi pehanti lol...  tongue3
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #48 on: May 06, 2005, 09:02:30 PM »
Reply with quote
You All are welcome ................

Ae pyaar tere intezar main pagal ho gaya,
Intezar karte karte kitno se pyaar ho gaya

_________________
------------------------------------

MeiN khayaloN ke sang rehta hooN,
Roz banta hooN roz dehta hooN,
Apne dil ko zaban deta hooN,
Log kehte haiN sher kehta hoon.

Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #49 on: May 09, 2005, 04:26:06 AM »
Reply with quote
thank you very much bond and everyone else who has appreciated!

***

i'm glad you liked it, nidhi Usual Smile
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #50 on: May 09, 2005, 04:35:02 AM »
Reply with quote
one more straight from the heart with lots of love (like always) for you, nidhi Usual Smile

"bhool paana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
agar akele mein tumhaari yaad na aati, to yun aansuu na bahaata,
agar pyar na hota tumse to na rehta tumse baat karne ka intezaar,
tumhaari aawaaz baar baar sunne ko, dil yun na rehta be-karaar...
naa hota pyaar agar tumse, to yun na hota tumhein khone ka dar,
agar sapnon mein mil jaati tum, to yun na jaagta main raat bhar.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
kuch baat to hai tum mein, ye dil tumhein yun hi nahi chaahta.
agar pyaar na hota, to tumhare liye itni kavitayein na likhta,
jis chehre ko bhi dekhhun, usmein tumhaara chehra nahi dikhta...
agar subah aankh khulte hi tum hansti hui saamne mere na hoti,
to mere hothon pe bhi ye... dabi dabi si muskuraahat na hoti...

ye chandni raat tumhari yaadon ke sang chhat par nahi bitaata...
koi maksad na hota jeene ka, ye jindagi tum bin jindagi na hoti,
saath na hota tumhara to palkon pe sada ke liye saj jaate moti.
nazrein na tikaata darwaaze pe, jo na hoti tumhare aane ki aas,
yun madhosh na ho jaata, agar mehsoos na karta tumhein apne paas.

chhod kar jaana hota saath tumhara, to tumse rishta na banaata.
agar pyaar na hota mujhse, to tum mujhe raaton mein na jagaati,
yun mujhe seene se na lagatai, yun mere dil ko na lubhaati.....
yun sapne na sajaata, ki humara tumhara ho ek chhota sa ghar,
jismein rahein tum aur main sang sang, pyaar se jindagi bhar...

akele mein baithe tumhaari tasveer ko yun seene se na lagaata.
agar pyaar na hota tumse, to na chhaya rehta tumhara aaghaaz,
har geet jo sunta hun, usmein na dhoondta main tumhaari awaz...
agar maangne se mil jaati tum... to khuda se maang leta tumhein.
sitaaron ki agar khwahish hoti.... to hazaaron tod deta tumhein.

na karta tumse vaada koi, na hi sang rehne  ki kasmein khaata.
na har pal tumhein niharta, na hi tumhaare hothon ko choomta,
na hi tumheim paane ki khushi mein, har pal main yun jhoomta...
na kehta tumhein, tum jaan ho meri... jindagi se bhi pyaari....
aur na ho apni tasveer ke sang...... tasveer lagaata tumhaari...

jo pyaar na hota tum se sachcha, to tumhein dil mein na basaata,
na hi padhta main hazaaron baar, wo saikdon emails tumhaari,
agar na chaayi rehti har dam mujh par tumhaare ishq ki khumaari.
roz akele mein baithe tumhaari wo recorded awaz na sunta...
jo tum na hoti sang, to mera ye dil yun dheron sapne na bunta.

na kehta tumse pyaar hai, kabhi tumhein apna kehkar na bulaata.
na kehta tumse kabhi, ke hum dono hain jaise - do jism ek jaan,
na poojta tumhein main, aur na hi maanta tumhein apna bhagwaan.
agar na hota tumse pyaar, to tumhare baare mein sab se na kehta,
jo bhi baatein tumse hoti hain, wo akele mein sochta na rehta.

kisi doosre ko saunp-na hota, to tumpe kabhi hak nahi jataata...
tumhein chot lagne par in aankhon se kabhi koi aansu na behta,
agar pyaar na hota tumse, to tumhare liye main sab dukh na sehta.
na hi bhabhi ke kajal se banaata file mein tumhaare tasveer,
na kehta tumhein "jaan", aur na hi maanta tumhein apni takdeer.

apne ateet ke dard to khud mein samete, maine aansuon mein piya,
jis khuda se mujhe shikayat thi,usne aaj mujhe sab de diya,
meraa pyaar tumhaari amaanat hai, ise aansuon mein naa behne dena,
meri sab khusiyaan tum lena, mere sab dukh mere sang rehne dena.
tumhaara pyar hi to hai, jo ye aankhein ab aansuon se nahi sajti,
tanhaai mein in kaanon mein mere beete kal ki dhunein nahi bajti.

pyar hi to hai jo beech raat kabhi kabhi sote se jaag jaata hun,
tumhein apnaa banaane ke sapne apni aankhon mein sajaata hun...
tumhare pyaar ka hi hai asar, jo aane laga hai jeevan mein badlav,
jeene laga hun tumhaare liye, hone laga hai khud se bhi lagav.
agar pyaar na hota tumse, to tumhara saath dil ko nahi lubhaata,
tumhein chhod kar jaana hota, to tumhari jindagi mein na aata.

tumhein dil mein basaya hai jo ek baar, to saath bhi nibhaunga...
khushiyon se bhar dunga, tumhaare jeevan ko is kadar sajaunga...
jindagi mein tumhein paane ke liye is duniya ke sab dukh sahunga,
tum jindagi ho meri; main bhi jindagi tumhaari - ban kar rahunga...
wo din aayega jab tum hamesha ke liye meri bahon mein hogi,
is se sunder mere jeevan ki bhala kaun si ghadi hogi...................."

Signed, your love Amit Kiss
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #51 on: May 09, 2005, 05:38:42 AM »

amazing Amit ji ...really very good thoughts .....

Nidhi sis Bahut lucky hai aap ki aapko itna pyar itni siddat se chahne wala dilbar mila hai
aapki dono ke pya rko kisi ki nazar na lage aur sabki chahat unhe mil jaye ye dua hai meri uss khuda se

Teri baaton ka asar hai ki dil abh cahahne laga hai
kaash ki itni siddat se humko bhi koi chahta kabhi
Logged
dolly
Guest
«Reply #52 on: May 09, 2005, 08:55:10 AM »
Reply with quote
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm mmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm

very well done Nidhs....... :lol: .........

All the best to both of youuuuuuuuu................
 Usual Smile
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #53 on: May 09, 2005, 09:04:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "myheart_ursonly"
one more straight from the heart with lots of love (like always) for you, nidhi Usual Smile

"bhool paana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
agar akele mein tumhaari yaad na aati, to yun aansuu na bahaata,
agar pyar na hota tumse to na rehta tumse baat karne ka intezaar,
tumhaari aawaaz baar baar sunne ko, dil yun na rehta be-karaar...
naa hota pyaar agar tumse, to yun na hota tumhein khone ka dar,
agar sapnon mein mil jaati tum, to yun na jaagta main raat bhar.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
kuch baat to hai tum mein, ye dil tumhein yun hi nahi chaahta.
agar pyaar na hota, to tumhare liye itni kavitayein na likhta,
jis chehre ko bhi dekhhun, usmein tumhaara chehra nahi dikhta...
agar subah aankh khulte hi tum hansti hui saamne mere na hoti,
to mere hothon pe bhi ye... dabi dabi si muskuraahat na hoti...

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
ye chandni raat tumhari yaadon ke sang chhat par nahi bitaata...
koi maksad na hota jeene ka, ye jindagi tum bin jindagi na hoti,
saath na hota tumhara to palkon pe sada ke liye saj jaate moti.
nazrein na tikaata darwaaze pe, jo na hoti tumhare aane ki aas,
yun madhosh na ho jaata, agar mehsoos na karta tumhein apne paas.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
chhod kar jaana hota saath tumhara, to tumse rishta na banaata.
agar pyaar na hota mujhse, to tum mujhe raaton mein na jagaati,
yun mujhe seene se na lagatai, yun mere dil ko na lubhaati.....
yun sapne na sajaata, ki humara tumhara ho ek chhota sa ghar,
jismein rahein tum aur main sang sang, pyaar se jindagi bhar...

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
akele mein baithe tumhaari tasveer ko yun seene se na lagaata.
agar pyaar na hota tumse, to na chhaya rehta tumhara aaghaaz,
har geet jo sunta hun, usmein na dhoondta main tumhaari awaz...
agar maangne se mil jaati tum... to khuda se maang leta tumhein.
sitaaron ki agar khwahish hoti.... to hazaaron tod deta tumhein.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
na karta tumse vaada koi, na hi sang rehne  ki kasmein khaata.
na har pal tumhein niharta, na hi tumhaare hothon ko choomta,
na hi tumheim paane ki khushi mein, har pal main yun jhoomta...
na kehta tumhein, tum jaan ho meri... jindagi se bhi pyaari....
aur na ho apni tasveer ke sang...... tasveer lagaata tumhaari...

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
jo pyaar na hota tum se sachcha, to tumhein dil mein na basaata,
na hi padhta main hazaaron baar, wo saikdon emails tumhaari,
agar na chaayi rehti har dam mujh par tumhaare ishq ki khumaari.
roz akele mein baithe tumhaari wo recorded awaz na sunta...
jo tum na hoti sang, to mera ye dil yun dheron sapne na bunta.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
na kehta tumse pyaar hai, kabhi tumhein apna kehkar na bulaata.
na kehta tumse kabhi, ke hum dono hain jaise - do jism ek jaan,
na poojta tumhein main, aur na hi maanta tumhein apna bhagwaan.
agar na hota tumse pyaar, to tumhare baare mein sab se na kehta,
jo bhi baatein tumse hoti hain, wo akele mein sochta na rehta.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
kisi doosre ko saunp-na hota, to tumpe kabhi hak nahi jataata...
tumhein chot lagne par in aankhon se kabhi koi aansu na behta,
agar pyaar na hota tumse, to tumhare liye main sab dukh na sehta.
na hi bhabhi ke kajal se banaata file mein tumhaare tasveer,
na kehta tumhein "jaan", aur na hi maanta tumhein apni takdeer.

apne ateet ke dard to khud mein samete, maine aansuon mein piya,
jis khuda se mujhe shikayat thi,usne aaj mujhe sab de diya,
meraa pyaar tumhaari amaanat hai, ise aansuon mein naa behne dena,
meri sab khusiyaan tum lena, mere sab dukh mere sang rehne dena.
tumhaara pyar hi to hai, jo ye aankhein ab aansuon se nahi sajti,
tanhaai mein in kaanon mein mere beete kal ki dhunein nahi bajti.

pyar hi to hai jo beech raat kabhi kabhi sote se jaag jaata hun,
tumhein apnaa banaane ke sapne apni aankhon mein sajaata hun...
tumhare pyaar ka hi hai asar, jo aane laga hai jeevan mein badlav,
jeene laga hun tumhaare liye, hone laga hai khud se bhi lagav.
agar pyaar na hota tumse, to tumhara saath dil ko nahi lubhaata,
tumhein chhod kar jaana hota, to tumhari jindagi mein na aata.

tumhein dil mein basaya hai jo ek baar, to saath bhi nibhaunga...
khushiyon se bhar dunga, tumhaare jeevan ko is kadar sajaunga...
jindagi mein tumhein paane ke liye is duniya ke sab dukh sahunga,
tum jindagi ho meri; main bhi jindagi tumhaari - ban kar rahunga...
wo din aayega jab tum hamesha ke liye meri bahon mein hogi,
is se sunder mere jeevan ki bhala kaun si ghadi hogi...................."

Signed, your love Amit Kiss

 :o   :o  amazing amit,its the best one i have ever read.Thank u so much for everyting  Usual Smile

Thank u sandhaya aapne bilkul sahi kaha,i m really very very lucky  :D .
and very well written Usual Smile

Thank u so much Dolly,nice 2 see u :D ,kahan ho itne dino se?Waise ye itna badaa sa "hmmmm" kisliye....lol.
Logged
dolly
Guest
«Reply #54 on: May 09, 2005, 09:14:24 AM »
Reply with quote
gud one Amit......really nice.

Hayeee Nidhs....ha ha ha...yeh itta bada hmmmmm........tumhaare liye aur kya.....
but ur poem is really nice......keep writing dear...
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #55 on: May 09, 2005, 09:18:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "dolly"
gud one Amit......really nice.

Hayeee Nidhs....ha ha ha...yeh itta bada hmmmmm........tumhaare liye aur kya.....
but ur poem is really nice......keep writing dear...
my pleasure u liked,thanx. Usual Smile .Sure,i will try my best 2 keep writing.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #56 on: May 09, 2005, 09:33:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "myheart_ursonly"
one more straight from the heart with lots of love (like always) for you, nidhi Usual Smile

"bhool paana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
agar akele mein tumhaari yaad na aati, to yun aansuu na bahaata,
agar pyar na hota tumse to na rehta tumse baat karne ka intezaar,
tumhaari aawaaz baar baar sunne ko, dil yun na rehta be-karaar...
naa hota pyaar agar tumse, to yun na hota tumhein khone ka dar,
agar sapnon mein mil jaati tum, to yun na jaagta main raat bhar.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
kuch baat to hai tum mein, ye dil tumhein yun hi nahi chaahta.
agar pyaar na hota, to tumhare liye itni kavitayein na likhta,
jis chehre ko bhi dekhhun, usmein tumhaara chehra nahi dikhta...
agar subah aankh khulte hi tum hansti hui saamne mere na hoti,
to mere hothon pe bhi ye... dabi dabi si muskuraahat na hoti...

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
ye chandni raat tumhari yaadon ke sang chhat par nahi bitaata...
koi maksad na hota jeene ka, ye jindagi tum bin jindagi na hoti,
saath na hota tumhara to palkon pe sada ke liye saj jaate moti.
nazrein na tikaata darwaaze pe, jo na hoti tumhare aane ki aas,
yun madhosh na ho jaata, agar mehsoos na karta tumhein apne paas.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
chhod kar jaana hota saath tumhara, to tumse rishta na banaata.
agar pyaar na hota mujhse, to tum mujhe raaton mein na jagaati,
yun mujhe seene se na lagatai, yun mere dil ko na lubhaati.....
yun sapne na sajaata, ki humara tumhara ho ek chhota sa ghar,
jismein rahein tum aur main sang sang, pyaar se jindagi bhar...

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
akele mein baithe tumhaari tasveer ko yun seene se na lagaata.
agar pyaar na hota tumse, to na chhaya rehta tumhara aaghaaz,
har geet jo sunta hun, usmein na dhoondta main tumhaari awaz...
agar maangne se mil jaati tum... to khuda se maang leta tumhein.
sitaaron ki agar khwahish hoti.... to hazaaron tod deta tumhein.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
na karta tumse vaada koi, na hi sang rehne  ki kasmein khaata.
na har pal tumhein niharta, na hi tumhaare hothon ko choomta,
na hi tumheim paane ki khushi mein, har pal main yun jhoomta...
na kehta tumhein, tum jaan ho meri... jindagi se bhi pyaari....
aur na ho apni tasveer ke sang...... tasveer lagaata tumhaari...

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
jo pyaar na hota tum se sachcha, to tumhein dil mein na basaata,
na hi padhta main hazaaron baar, wo saikdon emails tumhaari,
agar na chaayi rehti har dam mujh par tumhaare ishq ki khumaari.
roz akele mein baithe tumhaari wo recorded awaz na sunta...
jo tum na hoti sang, to mera ye dil yun dheron sapne na bunta.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
na kehta tumse pyaar hai, kabhi tumhein apna kehkar na bulaata.
na kehta tumse kabhi, ke hum dono hain jaise - do jism ek jaan,
na poojta tumhein main, aur na hi maanta tumhein apna bhagwaan.
agar na hota tumse pyaar, to tumhare baare mein sab se na kehta,
jo bhi baatein tumse hoti hain, wo akele mein sochta na rehta.

bhool pana agar hota itna aasan, to kab ka tumhein bhool jaata,
kisi doosre ko saunp-na hota, to tumpe kabhi hak nahi jataata...
tumhein chot lagne par in aankhon se kabhi koi aansu na behta,
agar pyaar na hota tumse, to tumhare liye main sab dukh na sehta.
na hi bhabhi ke kajal se banaata file mein tumhaare tasveer,
na kehta tumhein "jaan", aur na hi maanta tumhein apni takdeer.

apne ateet ke dard to khud mein samete, maine aansuon mein piya,
jis khuda se mujhe shikayat thi,usne aaj mujhe sab de diya,
meraa pyaar tumhaari amaanat hai, ise aansuon mein naa behne dena,
meri sab khusiyaan tum lena, mere sab dukh mere sang rehne dena.
tumhaara pyar hi to hai, jo ye aankhein ab aansuon se nahi sajti,
tanhaai mein in kaanon mein mere beete kal ki dhunein nahi bajti.

pyar hi to hai jo beech raat kabhi kabhi sote se jaag jaata hun,
tumhein apnaa banaane ke sapne apni aankhon mein sajaata hun...
tumhare pyaar ka hi hai asar, jo aane laga hai jeevan mein badlav,
jeene laga hun tumhaare liye, hone laga hai khud se bhi lagav.
agar pyaar na hota tumse, to tumhara saath dil ko nahi lubhaata,
tumhein chhod kar jaana hota, to tumhari jindagi mein na aata.

tumhein dil mein basaya hai jo ek baar, to saath bhi nibhaunga...
khushiyon se bhar dunga, tumhaare jeevan ko is kadar sajaunga...
jindagi mein tumhein paane ke liye is duniya ke sab dukh sahunga,
tum jindagi ho meri; main bhi jindagi tumhaari - ban kar rahunga...
wo din aayega jab tum hamesha ke liye meri bahon mein hogi,
is se sunder mere jeevan ki bhala kaun si ghadi hogi...................."

Signed, your love Amit Kiss

wow  wonderful  amit.........................superbbbbbbbbbb..... ...... tongue3
Logged
bond
Guest
«Reply #57 on: May 09, 2005, 06:49:25 PM »

waaaaaaaaaaah.........shabd nahi hain tareef karne ke liye HEARTY bahut  bahhut  achha likha...........awesome.........
Logged
nikki
Guest
«Reply #58 on: May 09, 2005, 07:32:37 PM »
Reply with quote
thanks a lot god......yeh dono aa gaye...aate hi cha gaye....

tareef karon to kaise karon...yeh dilon ke raaz hai..jo hoton se nikal rahe hain..aur kalm se bayan hue hain.......

khuda kare woh tum dono ko jaldi milaye..
woh khushiyon ki ghadi .....jaldi dikhaye..(ho sake to koi hame bhi shaadi pe bulaye...lolzz)
koi bhi museebat tum dono pe na aye
likha ho agar kismat mein bura waqt
to woh palak zapakte hi guzar jaye...

may god keep both of u together n happy..........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #59 on: May 09, 2005, 08:45:59 PM »
Reply with quote

Bhul thi meri jo maine tujhe apna maana ,
Teri dosti ko maine,teri chahat jaana ,
Mujhe na khabar thi,ke tu aisa hoga,
Ke dekar zakhm,is tarah se bekhabar hoga
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 18
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 16, 2024, 11:45:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.207 seconds with 27 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer