Tumko chahenge

by thycreator on April 17, 2005, 06:50:09 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 10
ReplyPrint
Author  (Read 8676 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #60 on: April 17, 2005, 10:00:23 PM »
Reply with quote
Har khamosi ka matlab inkar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota
Kya hua hum aapko pa na sake ?
sirf pane ka matlab pyar nahi hota

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumko by saahill in Miscellaneous Shayri
Sirf tumko nhi... by Kohinoor in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
कोटि कोटि तुमको नमन /Koti koti tumko naman by nandbahu in Other Languages
Chahenge Tuze Itana by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
na chahenge (nam) by poonamA in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
thycreator
Guest
«Reply #61 on: April 18, 2005, 01:18:02 PM »
Reply with quote
Quote from: "sanya310"
Quote from: "thycreator"
Tumse dur hokar bhala hum kaise jee payenge,
Tumahri chahat ki chaon mein laut aayenge,
Jayenge hum tab hi jab jahan se jayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.

Tum mere ho nahi paoge ye jante hai hum,
Phir bhi tum sath ho mere aaj toh nahi gum,
Kal bichad kar bhi tumse tumko yad aayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.

Ye dunia bhi dekhegi wo muhabbat ka aalam,
Kaise chahat mein teri bhul gaye hum khud ko,
Ab tere liye hum khud ke jajjbat se takrayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.

Jab milenge hum khuda se toh usse poochenge,
Kya kami pyar mein rahi jo tum hame na mile,
iss jahan mein na sahi uss jahan mein to aap aayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.


wahh too good thy! uve got loads of talent! keep it up!


Thanx a lot sanya  ji...............
Likhte hai hum yu aaj ki dil toot gaya hai,
Ek dil ka saudai mera dil loot gaya hai,
Har saans mein meri ek khayal basa hai,
Har saans ye kehti hai ki kuch choot gaya hai...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #62 on: April 18, 2005, 01:21:42 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Har khamosi ka matlab inkar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota
Kya hua hum aapko pa na sake ?
sirf pane ka matlab pyar nahi hota



Wah neveed ji..........bahut khoob.......,
Pane ki shart par hum pyar nahi karte,
Usse pyar ke iqrar ka issrar nahi karte,
Karte hai yad usko ki wo dilbar mera hai,
wo yad kare mujhko,ye intezaar nahi karte..
Logged
Shweta_v7
Guest
«Reply #63 on: April 18, 2005, 04:49:03 PM »
Reply with quote
WOW, SIMPLY GREAT

Quote from: "thycreator"
Tumse dur hokar bhala hum kaise jee payenge,
Tumahri chahat ki chaon mein laut aayenge,
Jayenge hum tab hi jab jahan se jayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.

Tum mere ho nahi paoge ye jante hai hum,
Phir bhi tum sath ho mere aaj toh nahi gum,
Kal bichad kar bhi tumse tumko yad aayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.

Ye dunia bhi dekhegi wo muhabbat ka aalam,
Kaise chahat mein teri bhul gaye hum khud ko,
Ab tere liye hum khud ke jajjbat se takrayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.

Jab milenge hum khuda se toh usse poochenge,
Kya kami pyar mein rahi jo tum hame na mile,
iss jahan mein na sahi uss jahan mein to aap aayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.
Logged
Princess21
Guest
«Reply #64 on: April 18, 2005, 04:57:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "fakharenaveed"
Har khamosi ka matlab inkar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota
Kya hua hum aapko pa na sake ?
sirf pane ka matlab pyar nahi hota



Wah neveed ji..........bahut khoob.......,
Pane ki shart par hum pyar nahi karte,
Usse pyar ke iqrar ka issrar nahi karte,
Karte hai yad usko ki wo dilbar mera hai,
wo yad kare mujhko,ye intezaar nahi karte..


Wahhh Wah Kya baat hai.....Amit!!! And Naveed NIce...
Logged
pandit
Guest
«Reply #65 on: April 18, 2005, 05:14:07 PM »
Reply with quote
wah thyji,...........................
bahut khoob hai aap ka............................................... ...
Logged
Princess21
Guest
«Reply #66 on: April 18, 2005, 06:05:36 PM »
Reply with quote
hmmm Amit!! Hai kahan Waise?......................Dikhta nahi!!!!!!!!!!!!!!!!!!?
Logged
thycreator
Guest
«Reply #67 on: April 18, 2005, 06:13:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "Shweta_v7"
WOW, SIMPLY GREAT



Thanx a lot Shweta ji................. tongue3
Logged
thycreator
Guest
«Reply #68 on: April 19, 2005, 02:17:26 PM »
Reply with quote
Quote from: "Princess21"

Wah neveed ji..........bahut khoob.......,
Pane ki shart par hum pyar nahi karte,
Usse pyar ke iqrar ka issrar nahi karte,
Karte hai yad usko ki wo dilbar mera hai,
wo yad kare mujhko,ye intezaar nahi karte..


Wahhh Wah Kya baat hai.....Amit!!! And Naveed NIce...[/quote]

Thanx a lot Neha ji,
Tumne naraz utha ke dekha mujhe, ye dunia saj gayi,
Mere veeran jamane mein pyar ki shehnai baj gayi,
Sochta hu ki ye pal abhi iss waqt teher jaye,
Teri hansi se mere iss dil ki tanhai taj gayi....
Logged
thycreator
Guest
«Reply #69 on: April 19, 2005, 02:20:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "pandit"
wah thyji,...........................
bahut khoob hai aap ka............................................... ...


Thanx a lot pandit ji...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #70 on: April 19, 2005, 11:45:30 PM »
Reply with quote
thanx  


Quote from: "thycreator"
Quote from: "fakharenaveed"
Har khamosi ka matlab inkar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota
Kya hua hum aapko pa na sake ?
sirf pane ka matlab pyar nahi hota



Wah neveed ji..........bahut khoob.......,
Pane ki shart par hum pyar nahi karte,
Usse pyar ke iqrar ka issrar nahi karte,
Karte hai yad usko ki wo dilbar mera hai,
wo yad kare mujhko,ye intezaar nahi karte..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #71 on: April 20, 2005, 04:45:18 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
thanx  

Wah neveed ji..........bahut khoob.......,
Pane ki shart par hum pyar nahi karte,
Usse pyar ke iqrar ka issrar nahi karte,
Karte hai yad usko ki wo dilbar mera hai,
wo yad kare mujhko,ye intezaar nahi karte..
[/quote]

Ur welcome dear..........,
Kai saalon se hum soye nahi hai sukoon se mere humdum,
Aaj phir se apne palkon ki chao de do tum mujhe..........
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #72 on: April 20, 2005, 05:02:09 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
thanx  


Quote from: "thycreator"
Quote from: "fakharenaveed"
Har khamosi ka matlab inkar nahi hota,
Har nakamyabi ka matlab haar nahi hota
Kya hua hum aapko pa na sake ?
sirf pane ka matlab pyar nahi hota



Wah neveed ji..........bahut khoob.......,
Pane ki shart par hum pyar nahi karte,
Usse pyar ke iqrar ka issrar nahi karte,
Karte hai yad usko ki wo dilbar mera hai,
wo yad kare mujhko,ye intezaar nahi karte..


pyar karte hai vo tumse
par kabhi ikarar nahi karte
kahi nazar na lag jaye unki mahobaat ko
issi dar se apne pyar ka vo kabhi ijhar nahi karte
Logged
thycreator
Guest
«Reply #73 on: April 20, 2005, 06:25:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
Wah neveed ji..........bahut khoob.......,
Pane ki shart par hum pyar nahi karte,
Usse pyar ke iqrar ka issrar nahi karte,
Karte hai yad usko ki wo dilbar mera hai,
wo yad kare mujhko,ye intezaar nahi karte..
[/quote]

pyar karte hai vo tumse
par kabhi ikarar nahi karte
kahi nazar na lag jaye unki mahobaat ko
issi dar se apne pyar ka vo kabhi ijhar nahi karte[/quote]

Wah Sandhaya ji.........bahut acche....
Kisne manga hai uss se izhar e muhabbat ka sabab,
Hum toh uski nazar ke intezaar mein baithe hai..
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #74 on: April 20, 2005, 06:37:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"
Wah neveed ji..........bahut khoob.......,
Pane ki shart par hum pyar nahi karte,
Usse pyar ke iqrar ka issrar nahi karte,
Karte hai yad usko ki wo dilbar mera hai,
wo yad kare mujhko,ye intezaar nahi karte..


pyar karte hai vo tumse
par kabhi ikarar nahi karte
kahi nazar na lag jaye unki mahobaat ko
issi dar se apne pyar ka vo kabhi ijhar nahi karte[/quote]

Wah Sandhaya ji.........bahut acche....
Kisne manga hai uss se izhar e muhabbat ka sabab,
Hum toh uski nazar ke intezaar mein baithe hai..[/QUOTE]

sukhriya creator ji...........and good one too

tune manga nahi kabhi uska saath
verna vo chod dete zamana tujhe pane ke liye
mahobaat khuda hai aashiqon ke liye
ye hoti nahi hai kabhi bhi aazmane ke liye
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 12, 2024, 09:31:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer