Yaadon pe chal ke Aa……”Sahal”.

by sahal on October 10, 2013, 06:11:15 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2057 times)
sbechain
Guest
«Reply #15 on: October 10, 2013, 07:19:47 PM »
Reply with quote

        
         Yaadon pe chal ke Aa……”Sahal”.

Raaton mein tu meri yaadon pe chal ke Aa.
ullu samjh rakha hai. jaise tum sote ho waise main bhi raat mein soti hoon BangHead BangHead BangHead BangHead BangHead
Tootey na khuawaab koi aise sambhal ke Aa.
sheese ka bana hua hai kya. handle with care icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Armaan phir koi jage jeene ko sang tere,

iss bimaari ka permanent ilaaj karoo ji. badi jaan lewa ho chali hai
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Baahon mein tu mere aise machal ke aa.
dekho main tumhaari beti to nahin hoon 1 1/2 saal ki ke papa papa kahte hue goad mein chali aao.n Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Raahon mein hai teri dushwariyaan kitni,
Milne ko mujhse phir tu rastey badal ke Aa.

nahin ji doosre raaste mein tumhaari tarah doosre aashique raah dekh rahe hon ge. chalna bhi dushwaar hai icon_flower icon_flower icon_flower

boo E gesu ki tere mehek baaton ho mein mere,
Saanon mein tu meri khushboo mein dhal ke Aa.
sharaab ki bottle mein band ho ke aa, ghazlo.n mein simte ashaar ki tarah aa.... aur kuch mujhe bhi apne hi dhang se aane do BangHead BangHead BangHead BangHead
Hone de kuch khataa aye husn-E-beparwaah,
Sharm-O-haya ke tu pardoN se nikal ke Aa.
 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Hojayein ek jaan hum rooh mein utar ke “Sahal”,
pighalti hai momm jaise waise pighal ke Aa.
moam pighal jaaye to wajood kho deti hai. per main doosro.n ke liye apna wajood kabhi nahin khoti. ye yaad rakhna . mujhe mil kar tera hosh jataa rahe ga. nazar jaati rahe gi jaan jaati rahe gi icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower



aaj -kal to bazm ki shaan bane hue ho icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chal aa---------------------->kb by killbill in Shayri-E-Dard
tum to chal by saahill in Ghazals
Ae dil ,sambhal ke chal….sahal by sahal in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Chal Ghar Laut Chal Pardesia Maa Roti Hogi by sunildehgawani in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Qurban hain 'sahal’ tujh per………..Sahal. by sahal in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #16 on: October 10, 2013, 07:30:30 PM »
Reply with quote
bahot acchaa likha hai aapne sahal ji. aapki poetry hamebahot pasand aayee... likhte rahiyega

sidra
Bohut bohut shukriya sidra sahiba
Youn hi padhte rahiyega waqt dene ka shukriya.
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #17 on: October 10, 2013, 07:37:04 PM »
Reply with quote

aaj -kal to bazm ki shaan bane hue ho icon_flower icon_flower icon_flower!

Sheba ji beti ko nahi bulaya hai. Waise mri shadi nahi hui to beti kaha hogi.

Is beemari ka koi ilaj nahi.
Raste me dushwaariyan ashiqon ko hi kaha h .isliye rasta badal ke ane ko kaha h.

Haa khwab to sheeshe bhi zyada  nazuk hote hain.


Bohut bohut shukriya izaat afzai ka .

Agar aisa hi hai to nazar mat lagao na..

Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
khujli
Guest
«Reply #18 on: October 10, 2013, 07:38:15 PM »
Reply with quote

         
         Yaadon pe chal ke Aa……”Sahal”.

Raaton mein tu meri yaadon pe chal ke Aa.
Tootey na khuawaab koi aise sambhal ke Aa.

Armaan phir koi jage jeene ko sang tere,
Baahon mein tu mere aise machal ke aa.

Raahon mein hai teri dushwariyaan kitni,
Milne ko mujhse phir tu rastey badal ke Aa.

boo E gesu ki tere mehek baaton ho mein mere,
Saanon mein tu meri khushboo mein dhal ke Aa.

Hone de kuch khataa aye husn-E-beparwaah,
Sharm-O-haya ke tu pardoN se nikal ke Aa.

Hojayein ek jaan hum rooh mein utar ke “Sahal”,
pighalti hai momm jaise waise pighal ke Aa.




 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
dksaxenabsnl
YOS Friend of the Month
Yoindian Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 20 hours and 9 minutes.

खुश रहो खुश रहने दो l

Posts: 4127
Member Since: Feb 2013


View Profile
«Reply #19 on: October 10, 2013, 07:56:19 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

wah kya Baat hai
Logged
mkv
Guest
«Reply #20 on: October 10, 2013, 08:00:19 PM »
Reply with quote
Raahon mein hai teri dushwariyaan kitni,
Milne ko mujhse phir tu rastey badal ke Aa.

Bahut khoob Sahal jee
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #21 on: October 10, 2013, 08:01:50 PM »
Reply with quote

         
         Yaadon pe chal ke Aa……”Sahal”.

Raaton mein tu meri yaadon pe chal ke Aa.
Tootey na khuawaab koi aise sambhal ke Aa. Applause Applause Applause

Armaan phir koi jage jeene ko sang tere,
Baahon mein tu mere aise machal ke aa. Applause Applause Applause Applause

Raahon mein hai teri dushwariyaan kitni,
Milne ko mujhse phir tu rastey badal ke Aa. Applause Applause Applause

boo E gesu ki tere mehek baaton ho mein mere,
Saanon mein tu meri khushboo mein dhal ke Aa. Applause Applause

Hone de kuch khataa aye husn-E-beparwaah,
Sharm-O-haya ke tu pardoN se nikal ke Aa.  Applause Applause Applause

Hojayein ek jaan hum rooh mein utar ke “Sahal”,
pighalti hai momm jaise waise pighal ke Aa. Applause Applause Applause


Logged
aqsh
Guest
«Reply #22 on: October 10, 2013, 08:17:02 PM »
Reply with quote

         
         Yaadon pe chal ke Aa……”Sahal”.

Raaton mein tu meri yaadon pe chal ke Aa.
Tootey na khuawaab koi aise sambhal ke Aa.

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Armaan phir koi jage jeene ko sang tere,
Baahon mein tu mere aise machal ke aa.

Waah waah waah...........

Raahon mein hai teri dushwariyaan kitni,
Milne ko mujhse phir tu rastey badal ke Aa.

Kya baat hai....

boo E gesu ki tere mehek baaton ho mein mere,
Saanon mein tu meri khushboo mein dhal ke Aa.

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Hone de kuch khataa aye husn-E-beparwaah,
Sharm-O-haya ke tu pardoN se nikal ke Aa.

Wowwwwwwwwww..........

Hojayein ek jaan hum rooh mein utar ke “Sahal”,
pighalti hai momm jaise waise pighal ke Aa.

Bahut khooooooob...


Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut bahut khoob sahal.... chhaaaaaaaa gaye... rau due hai insha allah kal sabse pahele doongi... is khoob kalaam ke liye hazaron dili daaaaaaaaad qubool karo..
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #23 on: October 10, 2013, 08:38:34 PM »
Reply with quote
Wah Khub Farmaaya Sahal Sahab Applause



Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #24 on: October 10, 2013, 10:18:18 PM »
Reply with quote
wah kya khoob likha hai aapne....
Applause Applause :clap:clap: Applause Applause
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #25 on: October 10, 2013, 10:34:14 PM »
Reply with quote
Behad khoobsurat ghazal Sahal ji .... waaqayee momm jaise pighalte ehsaas aur naazuk bayaan .... Dheron daad !
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #26 on: October 11, 2013, 12:04:37 AM »
Reply with quote
wah wah , kya khoob . Applause Applause
Logged
nashwani
Guest
«Reply #27 on: October 11, 2013, 12:47:13 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mind blowing, awesome, brilliant, behtareen, laajawab, umda, etc etc..

matlab to samajh hi gaye hoge..bahute badhiya likhe ho nattu kaka..

Aur kamaal ka baat hai aaj to khumaar-e-ishq..dard se ubharkar..tongue3
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #28 on: October 11, 2013, 02:05:23 AM »
Reply with quote
Waah-waah,Bahut Umda.!1
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #29 on: October 11, 2013, 04:04:09 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
waah waah waah waah , kyaa kehne Sahal ji, dil khush kar diyaa aapne, bahut bahut pyaaraa likhaa hai aapne....!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 08:27:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.169 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer