~*~2 Line Shayari's~Direct DIl KO Lage ~*~Everyone Pls Reply

by Daredevil on October 29, 2008, 10:12:32 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Author  (Read 23025 times)
syednaami
Guest
«Reply #75 on: October 31, 2008, 04:55:12 PM »
Ho jaye jo ishq to bas,
Duniya hi badal jaati hai. -
Logged
Pooja
Guest
«Reply #76 on: October 31, 2008, 05:12:21 PM »
pyar jo tere diye zakhmo se badal jaata
Sanam mere, phir wo pyar na kabhi kahlwata
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #77 on: November 01, 2008, 09:14:36 AM »
Rishii apka yah thread.. khumar-e-ishaq kam aor dard-e-shayri jayada lagta hai.. maine apko batane ki kafi koshish ki magar..

Action: Moving in dard-e-shayri
Reason: suites more in dard-e-shayri
Action Taken By: Pooja

khumar-e-ishq me dard bhi hain maza bhi
Yeh mehfil aam thi tune ise badmaza kar diya
Logged
k.shael
Guest
«Reply #78 on: November 01, 2008, 09:19:28 AM »
KYUN GAMM KARTE HO MOHABBAT JO DARD DE
RAHI HAI TO, DARD HI TO MOHABBAT KA ASLI
WAJOOD HAI...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #79 on: November 01, 2008, 09:36:11 AM »
KYUN GAMM KARTE HO MOHABBAT JO DARD DE
RAHI HAI TO, DARD HI TO MOHABBAT KA ASLI
WAJOOD HAI...
Mohabbat ka wajood dard hain kehnewali
kaise milti tuje mohabbat nahi tu dard ke bhi kabil
Logged
k.shael
Guest
«Reply #80 on: November 01, 2008, 10:21:42 AM »
HAME JO MILA USSE HAME SHIKWA NAHI,
HAME TO KHUSHI HOTI HAI KI HAMNE KHUDA
KI SABSE NEK REHMAT KI KADAR KI...
BY. K.SHAEL
Logged
angel4u
Guest
«Reply #81 on: November 01, 2008, 02:21:03 PM »
Rehmaton ki baat jab chali us khuda ki mehfil mein,
mere daaman mein dheron aansuon ke moti diye usne...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #82 on: November 02, 2008, 07:36:56 AM »
khuda ka diya hain to pagli shikwa kaisa
tujme kya hain tera jo khuda ka nahi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #83 on: November 02, 2008, 02:12:01 PM »
Mera Kuch Nahi Tha. Is Jahaan Mein, Dard Ke Siwaa,.
Main Tanhaa Hua, To Khudaa Ne Mujhe, Ye Niyamat Bakhshi,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
syednaami
Guest
«Reply #84 on: November 02, 2008, 02:46:17 PM »
Pyar bhi ajab hai dil pe haakim,
Kabhi shah to kabhi gada banata hai. -
Logged
angel4u
Guest
«Reply #85 on: November 03, 2008, 02:42:07 AM »
Khuda ka diya sab kuch hia maante hia sabhi dost,
bas meri laqeeron mein muskurahat likhna bhul gaya...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #86 on: November 03, 2008, 05:39:39 AM »
LIKH DI LAAKHO KHUSHIYAAN USS KHUDA NE
MERI LAQEERON ME,KAISE SHIKWA KAROO USS
EK LAQEER KA JISME TERI BEWAFAI DI USNE,

BY. K.SHAEL
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #87 on: November 03, 2008, 08:43:22 AM »
Khuda ka diya sab kuch hia maante hia sabhi dost,
bas meri laqeeron mein muskurahat likhna bhul gaya...
Apni soch ke tarazu me na tol khuda ko
Jo bhool jaye nadaan woh khuda nahi hota
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #88 on: November 03, 2008, 09:42:48 AM »
aik teri hi baat ka to maan tha hamein
firr kyun tanha chor dia yu beech raah par



Logged
Daredevil
Guest
«Reply #89 on: November 03, 2008, 09:59:46 AM »
Mohabbat ke baad mohabbat hona mumkin hai
Toot kar kisi ko chahna to, aik hi baar hota hai….
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 10:35:36 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer