aaj phir dil udaas hai

by tanha dil tanha safar on January 18, 2005, 12:07:02 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Author  (Read 13238 times)
Ajnabee Anjana
Guest
«Reply #15 on: January 20, 2005, 02:35:04 PM »
aj ki shaam suhani hai
tu mere saaht saaht chalti jani hai

ek maur aya mein uspe rukne laga
aur tu jalti jani hai

doosra maur aya
mein tuhje dunhnd na paya

tisra maur aya to
sune mein aya ke kal teri
kisi aur ke saaht suru honi nahay ( new) zindagani hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
udaas udaas sa manzar dikhai deta hai by nadanashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
AAJ PHIR DIL UDAAS HAI (poet: taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
Aaj phir mann na jaane kyon udaas hai by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
{Aisa Lagta Hai, Jaise Chaand Phir Udaas Hai} by angel4u in Shayri-E-Dard
Bichar na jaaye kahein phir udaas kar ke mujhe by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
Ajnabee Anjana
Guest
«Reply #16 on: January 20, 2005, 02:35:23 PM »
teri yaad mein sanam
hum asoon bahatain hain
teri yaad mein sanam hum asoon bahatain
aur app un asoon ka tap banakai
nahkar chale jatein hain
Logged
Ajnabee Anjana
Guest
«Reply #17 on: January 20, 2005, 02:42:04 PM »
yeh dard bhi kesa hota hai kisi ka kamm kisika sada hota hai
pyaar ke agay dil rota hai
aur koyi use tor de ta hai
yeh dard bhi kahan kam hota hai
dil ka dard to bara behrahaim hota hai
Logged
yogi
Guest
«Reply #18 on: January 20, 2005, 04:14:11 PM »
jo dil tune uddas kiya dost
to bewafa sanam hasenge dost
hume to unhe rulana hai dost
tu kahe to unhe palko par bethana hai
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #19 on: January 21, 2005, 06:58:04 AM »
thanks doston & very well written by both!!!!!

aaj dil phir udaas hai, koi baat hai shayad
din ke ujaalo mein andhera hai , gamoo ki raat hai
shayad

maut sa sannata hai, soya ye jahaan hai shayad
koi kavita hai ya phir koi kahani, meri maut ki dastaan hai shayad......(nm)
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #20 on: January 24, 2005, 10:13:31 AM »
tum mujhe bhul bhi jaao to ye haq hai tumko
        meri baat aur hai, maine to muhabbat ki hai
(gulzar)
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #21 on: January 25, 2005, 06:17:58 AM »
Quote from: "Ajnabee Anjana"
yeh dard bhi kesa hota hai kisi ka kamm kisika sada hota hai
pyaar ke agay dil rota hai
aur koyi use tor de ta hai
yeh dard bhi kahan kam hota hai
dil ka dard to bara behrahaim hota hai


bahut ache tanha dil anjana ji, JHL, meena salma ,yogi husain
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #22 on: January 25, 2005, 06:18:29 AM »
Quote from: "Ajnabee Anjana"
yeh dard bhi kesa hota hai kisi ka kamm kisika sada hota hai
pyaar ke agay dil rota hai
aur koyi use tor de ta hai
yeh dard bhi kahan kam hota hai
dil ka dard to bara behrahaim hota hai


bahut ache tanha dil anjana ji, JHL, meena salma ,yogi husain

dard ko bhi dard hone laga hai,
dard khud hi mere ghav dhone laga hai,
dard ke saath kabhi roye na hum,
dard khud hi humko chhuke rone laga hai!
Logged
husain52
Guest
«Reply #23 on: January 25, 2005, 10:37:46 AM »
kya baat hai sandhaya bahootkhoob really nice......
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #24 on: January 25, 2005, 11:28:48 AM »
superb sandhaya ji, yogi ji , husain ji, ajnabee ji

KISI KI KASHTIYON KO KINARA NAHIN MILTA,
KISI KO DHOONDNE SE SAHARA NAHIN MILTA,
LOGON KI KHUSHIYAAN BHI APNI APNI,
HUMEIN TOH GHAM BHI HAMARA NAHIN MILTA. .......(nm)
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #25 on: January 26, 2005, 06:01:59 AM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
superb sandhaya ji, yogi ji , husain ji, ajnabee ji

KISI KI KASHTIYON KO KINARA NAHIN MILTA,
KISI KO DHOONDNE SE SAHARA NAHIN MILTA,
LOGON KI KHUSHIYAAN BHI APNI APNI,
HUMEIN TOH GHAM BHI HAMARA NAHIN MILTA. .......(nm)


very nice all of u,..........bahut khoob

kyun talashte ho khusi ki jagah gum
kya khusi tumhe raas nahi
gum mein kitna dard hota hain "tanha"
kya uss dard ka tumhe ehsaas nahi
dundana hai tuh dundo use jo mile muskil se
dard ka tuh sabko pata hai par "tanha"
pyar ka kisi ko bhi ehsaas nahi
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #26 on: January 27, 2005, 06:55:20 AM »
KABHI KISI KE RANJO GUM KA HASIN TOUFA QUBUL KARLO
ZAMANA KAHETA HAI TUM KO APNA MUJHE BHI APNA QUBUL KARLO

YEH MAI QADA HAI YAHAN PE MAI KI SUBHO SHAM HAI MAI PARASTI
TUMHARI AKHON SE MAINE PI HAI MERA BHI SAJDA QUBUL KARLO

ABHI TO TUMKO SAWARNA HAI BE QUFN TUM PADE HO TANHA
BE JAAN LASH KI YEH KHALI KANDHON PER UTHANA QUBUL KARLO..nm
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #27 on: January 27, 2005, 07:20:09 AM »
Very good job Ajnabee...Yogi...Sandhya...And Tanha too...
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #28 on: January 27, 2005, 07:46:34 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Very good job Ajnabee...Yogi...Sandhya...And Tanha too...


thank u JHL sukriya
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #29 on: January 28, 2005, 06:40:28 AM »
koi aur surat jachti nahi in ankho ko,
janeja jubse didar tumahara kar liya,

ab khouf nahi muje judai ka ,
kuch din teri baho mein gujara kar liya;
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 09:00:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer