Ab Tau Choat Khaana Seekh Jaao....

by Aryaan on July 05, 2005, 01:18:57 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 1901 times)
PREMANSHU
Guest
«Reply #15 on: July 05, 2005, 01:08:42 PM »
thanx nikki                                               Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khaana Khazaana by Friend_4uall in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 ... 5 6 »
Humne seekh liya... by punam in Shayri-E-Dard
Seekh raha hoon by aryan_mantri in Shayeri for Dard -e- Bewafai
*Pattar Ko Pigalana Seekh* by Roja in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Talat
Guest
«Reply #16 on: July 05, 2005, 02:56:49 PM »
THanks Sanya....Aryaan.....Nikki....Rohit !!!!!!!!!!

Nice Ones Premanshu n Sam....... !!!!!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #17 on: July 05, 2005, 03:07:25 PM »
too gud Samnoj ji....................................n always welcum sis.............
Logged
pandit
Guest
«Reply #18 on: July 05, 2005, 03:15:31 PM »
bahjut accha premanshu ji............................................... ..
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #19 on: July 05, 2005, 04:30:14 PM »
Thanks a lot Rohit & Premanshu....n Bohat khoob...

 very nice Samnoj......
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #20 on: July 06, 2005, 12:47:48 AM »


 Bohat dinon se jo mein muskuraya nahi
Ab kahoon kya, koi chot khai nahi

Koi patthar meri simt aaya nahi
Iss shaher mein koi aashnai nahi

Be-murawwat sanam sangdil hai zamaana
Na uss ne yeh samjha na uss ne yeh jaana

Chahat hai kya, kya hai dil ka lagana
Mere pyar mein be-wafaai nahi

Woh tau batwaara dil ka karne laga
Khud gira tha mujhe bhi giraane laga

Jo chupaye chupe woh mohabbat nahi
Gir gai jo nigahon se woh ulfat nahi

Choar de jo safer mein rafaqat nahi
Bhool jaaun usey meri aadat nahi

Dosti uss ne ki par nibhayi nahi
Pyar woh hai ke jis mein banaawat nahi

Jhoot ki uss mein koi milawat nahi
Jis mein duniya ka darr woh lagawat nahi

Sarr zameen par na ho tau ibaadat nahi
Jo ghazal ban gai woh rubai nahi..
Logged
TOUCHY
Guest
«Reply #21 on: July 06, 2005, 01:42:00 AM »
Quote from: "Aryaan"


 Bohat dinon se jo mein muskuraya nahi
Ab kahoon kya, koi chot khai nahi

Koi patthar meri simt aaya nahi
Iss shaher mein koi aashnai nahi

Be-murawwat sanam sangdil hai zamaana
Na uss ne yeh samjha na uss ne yeh jaana

Chahat hai kya, kya hai dil ka lagana
Mere pyar mein be-wafaai nahi

Woh tau batwaara dil ka karne laga
Khud gira tha mujhe bhi giraane laga

Jo chupaye chupe woh mohabbat nahi
Gir gai jo nigahon se woh ulfat nahi

Choar de jo safer mein rafaqat nahi
Bhool jaaun usey meri aadat nahi

Dosti uss ne ki par nibhayi nahi
Pyar woh hai ke jis mein banaawat nahi

Jhoot ki uss mein koi milawat nahi
Jis mein duniya ka darr woh lagawat nahi

Sarr zameen par na ho tau ibaadat nahi
Jo ghazal ban gai woh rubai nahi..

nice aryaan..... tongue3
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #22 on: July 06, 2005, 02:48:42 AM »
Quote from: "TOUCHY"

nice aryaan..... tongue3


Thank you Touchy....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #23 on: July 06, 2005, 04:39:25 AM »
Quote from: "Aryaan"


 Bohat dinon se jo mein muskuraya nahi
Ab kahoon kya, koi chot khai nahi

Koi patthar meri simt aaya nahi
Iss shaher mein koi aashnai nahi

Be-murawwat sanam sangdil hai zamaana
Na uss ne yeh samjha na uss ne yeh jaana

Chahat hai kya, kya hai dil ka lagana
Mere pyar mein be-wafaai nahi

Woh tau batwaara dil ka karne laga
Khud gira tha mujhe bhi giraane laga

Jo chupaye chupe woh mohabbat nahi
Gir gai jo nigahon se woh ulfat nahi

Choar de jo safer mein rafaqat nahi
Bhool jaaun usey meri aadat nahi

Dosti uss ne ki par nibhayi nahi
Pyar woh hai ke jis mein banaawat nahi

Jhoot ki uss mein koi milawat nahi
Jis mein duniya ka darr woh lagawat nahi

Sarr zameen par na ho tau ibaadat nahi
Jo ghazal ban gai woh rubai nahi..


wonderfull   .............Aryan...............very  nice  wordings...............
Logged
PREMANSHU
Guest
«Reply #24 on: July 06, 2005, 10:01:23 AM »
Quote from: "Aryaan"


 Bohat dinon se jo mein muskuraya nahi
Ab kahoon kya, koi chot khai nahi

Koi patthar meri simt aaya nahi
Iss shaher mein koi aashnai nahi

Be-murawwat sanam sangdil hai zamaana
Na uss ne yeh samjha na uss ne yeh jaana

Chahat hai kya, kya hai dil ka lagana
Mere pyar mein be-wafaai nahi

Woh tau batwaara dil ka karne laga
Khud gira tha mujhe bhi giraane laga

Jo chupaye chupe woh mohabbat nahi
Gir gai jo nigahon se woh ulfat nahi

Choar de jo safer mein rafaqat nahi
Bhool jaaun usey meri aadat nahi

Dosti uss ne ki par nibhayi nahi
Pyar woh hai ke jis mein banaawat nahi

Jhoot ki uss mein koi milawat nahi
Jis mein duniya ka darr woh lagawat nahi

Sarr zameen par na ho tau ibaadat nahi
Jo ghazal ban gai woh rubai nahi..



 Usual Smile KYA BAAT HAI ARYAN  Usual Smile



 Bohat dino baad jo mein muskuraya hun
 Kya batoon ki yeh kiss ka saaya hai
 Ki roothe hui kismat humaari maan gayi
 Ya Khuda ne yeh karam pharmaaya hai

 Ro Ro ke aankon me paani na bacha
 Tab bhi dil ne rona na chooda
 Jab bhi humne muskrana chaaha
 Hont to hile nahi par ashk jaaroor bahaya hai
 Kya batoon yeh . .

 Humne to hamesha thikrakna chaaya
 Khushiyon ki dhun par
 Par gaum ke sangeet ne hi
 har bar hume nachaaya hai
 Kya batoon yeh . .

 Poocha us befawa ne dekh ke muskhrahat
 Kya dil ko tumhare aaj koi bhaaya hai
 Hume toh tere siway koi bhaya nahi koi
 Baas tere befwai ke gaum ko is Muskrahat mein chupaaya hai
 Kya batoon yeh . .
 
 Nikele phir see aansoo apne aur kaha
 Chupjay woh gaum gaum nahi sirf ek dikhawa hai
 Jaan gaye hum Ki roothe hui kismat humaari maani nahi
 Aur na hi Khuda ne yeh karam pharmaaya hai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #25 on: July 06, 2005, 12:41:55 PM »
Bohat shukriya Waheed & Premanshu...n..nice one....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #26 on: July 06, 2005, 09:45:55 PM »

Ghisti  Qalam  thaki  sooni  raatein
Chaand  mein  basi  bhooli  bisri  yaadein
Lafzon  ki  taaQat  kya  hoti  hai
Aye  shayri  tu  hi  bata..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: July 06, 2005, 10:19:55 PM »
Dil ke lahoo se roj kalam bhara karty hai
apne armano ko, shabdo mai sanjoya karty hai
Uski di hui ek chot ko, roj na jaane kitani chotto mai badalty hai
ab to chaot khana sikh jaao, aor wo yah kahty hai!!!!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #28 on: July 06, 2005, 11:23:19 PM »
Good One Pooja...................................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #29 on: July 11, 2005, 02:33:14 PM »

Ajeeb rang mein guzri hai zindagi apni
Dilon pe raaj kiya, aur pyar ko tarsey
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 02:10:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.085 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer