Aisi Tassali Rehne Do. Gham Jo Mile Hain Sehne Do,..

by Jaanasheen on May 30, 2006, 02:41:43 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 4762 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: June 18, 2006, 10:09:52 AM »
Quote from: "nirbhay"
Jabb miley Ghum-e-Dil, Uss dil ko Tanhai sehne Doo
Kasmein, waadey, pyar, wafaa sabb baaton mein rehne Doo..

Dil mere Ko tarkash karti hai Duniya
Inse Sukh taraashne ke mansoobey, rehne Doo..

2 - 4 kalaam karne waale kya jaane rang-e-shyahi
Yoon jhoot moot ki kalam karna abb to chhod Doo..

Hai dariya jo mere jazzbaaton ka guncha-e-dil mein
Yoon bedardi se usmein sailaab bann kar aana chhod Doo..

Yaa to muhabaat ka azal doo, kalaam ka koi kamaal do
Ya fhir Fanaa kar do mujhko, aaur mujhe mere dard-e-dil pe chhod Doo..


--------------------------------------------------------------------------
Bahoot Badiya Likha Hai Bade Bhai,..

Pyaar Sab Ek Fasaana Hai Ab Hume Nafraton Ke Alam Mein Rehne Do,..
Dabaa Kar Jis Baat Ko Maine Umar Apni Ghamo Mein Bitaai Is Baat Ko Ab Kehne Do,..

Sab Kehte Hain Ke Gham Mohabbat Ka Koi Seh Nahi Sakta Is Bedard Zamaane Mein,...
Mile Hain Jab Mujhe Gham Mohabbat Ke To Aansoon Na Bahaao Mere Ye Gham Mujhe Sehne Do,..

_________________________-Azeem-__________________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
qaatil mile hain mujhko..... by HumTum in Shayri-E-Dard
AISI BHI HOTI HAIN KHAMOSHIYAAN... by diya786 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
bekraar rehne lag gaye hain hum by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
TANHA REHNE LAGEY HAIN by saahill in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: June 18, 2006, 10:10:36 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "Jaanasheen"
Yaa Dil Ki Sonu Duniya Walon,..
Ya Mujhko Abhi Chup Rehne Do,..
Main Gham Ko Khushi Kaise Kehdoon,..
Jo Kehte Hain Unko Kehne Do,..

Ek Phool Chaman Mein Aisa Khila,..
Mali Ki Nazar Mein Pyaar nahi,..
Hanste Hue Kya Kya Dekh Liya,..
Ab Behte Hain Aansoon Behne Do,..

Ek Khwaab Khushi Ka Dekha Nahi,..
Dekha Jp Kabhi To Bhool Gaye,..
Maangaa Hua Tum Kuch De Naa Sake,..
Jo Tumne Diya Wo Sehne Do,..

Kya Dard Kisi Ka Legaa Koi,..
Itna To Kisi Mein Dard Nahi,..
Behte Hue Aansoon Aur Bahe,..
Ab Aisi Tassali Rehne Do,..

_______________-Kaifi Azmi-


Thnx for Sharing Jaan bhai


Shukriya Gaurav Bhai,...
Apne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #17 on: June 18, 2006, 11:31:08 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "nirbhay"
Jabb miley Ghum-e-Dil, Uss dil ko Tanhai sehne Doo
Kasmein, waadey, pyar, wafaa sabb baaton mein rehne Doo..

Dil mere Ko tarkash karti hai Duniya
Inse Sukh taraashne ke mansoobey, rehne Doo..

2 - 4 kalaam karne waale kya jaane rang-e-shyahi
Yoon jhoot moot ki kalam karna abb to chhod Doo..

Hai dariya jo mere jazzbaaton ka guncha-e-dil mein
Yoon bedardi se usmein sailaab bann kar aana chhod Doo..

Yaa to muhabaat ka azal doo, kalaam ka koi kamaal do
Ya fhir Fanaa kar do mujhko, aaur mujhe mere dard-e-dil pe chhod Doo..


--------------------------------------------------------------------------
Bahoot Badiya Likha Hai Bade Bhai,..

Pyaar Sab Ek Fasaana Hai Ab Hume Nafraton Ke Alam Mein Rehne Do,..
Dabaa Kar Jis Baat Ko Maine Umar Apni Ghamo Mein Bitaai Is Baat Ko Ab Kehne Do,..

Sab Kehte Hain Ke Gham Mohabbat Ka Koi Seh Nahi Sakta Is Bedard Zamaane Mein,...
Mile Hain Jab Mujhe Gham Mohabbat Ke To Aansoon Na Bahaao Mere Ye Gham Mujhe Sehne Do,..

_________________________-Azeem-__________________________


Nice One Jaan Bhai Nirbhay Bhai Badnam Bhai-
keep Going
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: June 18, 2006, 12:31:28 PM »
Shukriya Kismat Bhai,..
Apne Kuch Likha Nahi,..

Gham Sehna Adat Ho Gayi Hai Meri,..
Khushi Bhi Ab Mujhe Raas Aati Nahi,..
Wo Jaa Rahi Hai Dekho Kismat Apni,..
Jo Kabhi Mere Paas Aati Nahi,..

________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #19 on: June 29, 2006, 08:48:10 AM »
For U Jaan Bhai-

Likha Jo Khat Maine Us Bewafaa Ko-
Kalam Bhi Mera Rone Laga-
Hum Jaate The Jinki Khateer Raat Bhar-
Wo Mere Dard Se Anjaan Hokar Sone Laga-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: June 30, 2006, 05:15:32 AM »
Quote from: "Kismat ke Maare"
For you Jaan Bhai-

Likha Jo Khat Maine Us Bewafaa Ko-
Kalam Bhi Mera Rone Laga-
Hum Jaate The Jinki Khateer Raat Bhar-
Wo Mere Dard Se Anjaan Hokar Sone Laga-


Waah Bahoot Khoob Kismat Lage Raho,..

Ye Khat Nahi Sadaa-e-Dil-e-Dard Mand Hai,..
Ek Bewatan Ka Pyaar Lifaafe Mein Band Hai,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #21 on: June 30, 2006, 08:19:25 AM »
Nice One Jaan Bhai-
Kaash ke Hum Bhi aap Jaisa Likh paate-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: July 01, 2006, 05:48:42 AM »
Kismat Bhai Aisa Kyun kehte Ho,..
App Bhi Bahoot Badiya Likhte Hain,..


Tassali Deta Raha Koi Mujhe Ke Aaj Bhi Wo Mujhe Chahta Hai,..
Magar Khabar Na Thi Ke Beech Raah Mein Uska Humsafar Koi Aur Hoga,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #23 on: July 02, 2006, 07:19:55 AM »
Shukriya Jaan Bhai-

Mera Dard Tumna Samajh Sake-
Mujhe Is Hi Baat Ka Malaal Hai-

Kya Tumhe Mujhse Pyaar Nahi-
Zara Soch Samajhkar Jawaab Do-
Meri Zindagi Ka Sawaal Hai-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: July 02, 2006, 07:38:27 AM »
Nice One Kismat Bhai,..

Dard Tumhara Dil Mein Liye Ghoomta Hoon Main,..
Zakham Jo Diye Tune Mujhe Unhe Ab Choomta Hoon Main,..

Ye Baat Aur Hai Ke Dard Se Mere Anjaan Hai Tu,..
Kahin Tujhe Mere Dard Ki Khabar Na Ho Isliye Jhoomta Hoon Main,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #25 on: July 03, 2006, 10:56:54 AM »
Nice One Jaan Bhai-
Execellent-
Keep Going-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: July 04, 2006, 06:14:58 AM »
Shukriya Kismat,..

Kya Yahi  Gardeeshein Hai Zamaane Ki,..
Surkhiaan Mere Fasaane Ki,..
Phir Mila Ek Gham Dil Ko Tazaa.,..
Ab Zaroorat hai Muskuraane Ki,..

_____________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: July 07, 2006, 01:27:45 PM »
Gardeesh Mein Hai Kismat Ka Tara-
Dhoondne Se Bhi Kahin Na Mila Kinara-
Geera Gaya Wohi Mujhe "Jaanasheen''
Jo Tha Kabhi Mera Sahara-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: July 08, 2006, 08:27:42 AM »
Tassaliaan Deta Tha Jo Mujhe Zindagi Bahr Saath Nibhaane Ka,..
Aaaj Wohi Dekho Mera Saath Chordkar, Gair Ki Duniya Basaa Raha Hai,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: July 18, 2006, 02:13:16 PM »
Pathar Jahaan Ne Phenke Unse Koi Gilaa Nahi,.
Ghar Likhe The Kaanch Ke Naseeb Mein Mere,..
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 03:52:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer