**Alfaaz Dard Ke** by Rahim

by dead heart on April 10, 2010, 05:26:08 AM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14
Print
Author  (Read 8375 times)
dead heart
Guest
«Reply #165 on: June 13, 2011, 08:32:17 AM »
Haan Divya di, yeh toh hai kay Rahim ap hi ka bhai hai toh acha toh likhega hi..

Kya baat hai Vikas bhai aur Divya di..
 Applause Applause Applause Applause
MashAllah..
Aur Di, ap toh bahaut achi baat kehgaye kay 'chand toh roz ata hai mere deedar kay liye'..
Aur bhai ap, 'ashqon se ishq aur dard se mohobat'

Kya kehne..ek se behtar ek likha hai..
Khush rahiye..!

Dil kay tootne ka dard bahaut hai mager kamal hai Rahim,
Iss kay tootne ka shaur apne tak sunn nahin pate..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
**Dard hota hai** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
HOTOON NAY KAHA YEH ALFAAZ by Sky Blue in Shayri for Khumar -e- Ishq
~*~ Insaan khud kay dard ki wajah hai ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
deepika_divya
Guest
«Reply #166 on: June 13, 2011, 08:34:33 AM »
Haan Divya di, yeh toh hai kay Rahim ap hi ka bhai hai toh acha toh likhega hi..

Kya baat hai Vikas bhai aur Divya di..
 Applause Applause Applause Applause
MashAllah..
Aur Di, ap toh bahaut achi baat kehgaye kay 'chand toh roz ata hai mere deedar kay liye'..
Aur bhai ap, 'ashqon se ishq aur dard se mohobat'

Kya kehne..ek se behtar ek likha hai..
Khush rahiye..!

Dil kay tootne ka dard bahaut hai mager kamal hai Rahim,
Iss kay tootne ka shaur apne tak sunn nahin pate..


Bahoot Bahoot Shukriyaa Bhai... Itni tareefe... Baap re..

Waah Kya baat hai bhai Bahoot Bahoot Khoob Likha hai
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #167 on: June 13, 2011, 08:35:36 AM »
Bahoot Khoob!

Dil Aksar tootne ke baad Shor Nahi Karte
Shor Tab Hota hai Jab Sachi Mohabbat Roti hai !!!


Divya
Logged
dead heart
Guest
«Reply #168 on: June 13, 2011, 08:41:47 AM »
Bahoot Khoob!

Dil Aksar tootne ke baad Shor Nahi Karte
Shor Tab Hota hai Jab Sachi Mohabbat Roti hai !!!


Divya

Shukriya di..
Apke ashaar tariff kay haqdaar the..

Khoob likha hai..

Kitne nadan ho jo aj kay daur main kisi mehfil main yeh keh gaye 'Divya',
Aj toh 'SACHI MOHOBAT' bas nazmon main milti hai, zindagi main nahin..
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #169 on: June 13, 2011, 08:49:36 AM »
Bahoot Khoob aur Bahoot Sahi Baat kahi hai

Sach Kaha " Rahim ",Hamne Bhi Ki thi Sachi Mohabbat Kisi se
Woh Aaj Saath Hai Mere, Par Jante ho Hum Ab bhi Tanhaa hai...!!!color]

Divya

Logged
dead heart
Guest
«Reply #170 on: June 13, 2011, 08:54:16 AM »
Shukriya..

Aur Kya kehne..'uski duniya saj gayi aur hum aj bhi tanha hai'..yeh toh Rahim ki dastaan likhne jaisa hua..

Tanhai aur 'Rahim' ka rishta hi aisa hai kay kya kahoun 'Divya',
Bhari mehfil main log dikhte hai, apna koi nahin milta..
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #171 on: June 13, 2011, 08:58:04 AM »
Shukriya..

Aur Kya kehne..'uski duniya saj gayi aur hum aj bhi tanha hai'..yeh toh Rahim ki dastaan likhne jaisa hua..

Tanhai aur 'Rahim' ka rishta hi aisa hai kay kya kahoun 'Divya',
Bhari mehfil main log dikhte hai, apna koi nahin milta..

Bahoot UMda Bhai !

Tanha Main Nahi Meri Umeede Ho gai Jo Usse Judi thi
Warna Mehfilon Mea Woh Aksar Mujhse Takra Jaate hai...!!


Divya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #172 on: June 13, 2011, 09:14:52 AM »
Bahoot UMda Bhai !

Tanha Main Nahi Meri Umeede Ho gai Jo Usse Judi thi
Warna Mehfilon Mea Woh Aksar Mujhse Takra Jaate hai...!!


Divya

Bahut Khooob!!!!

Tanhaiyon Ko Bhi Kisi Humdard Ki Zaroorat Hai!!!
Har Ek Zakhm Ko Yahan Marham Ki Zaroorat Hai!!!

Saath Rehkar Bhi Hum Tanha Hi Hai "Khwaish"!!!
Dil Behal jaaye Jisse Ab Aise Gham Ki Zaroorat Hai
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #173 on: June 13, 2011, 02:39:37 PM »
Bahut Khooob!!!!

Tanhaiyon Ko Bhi Kisi Humdard Ki Zaroorat Hai!!!
Har Ek Zakhm Ko Yahan Marham Ki Zaroorat Hai!!!

Saath Rehkar Bhi Hum Tanha Hi Hai "Khwaish"!!!
Dil Behal jaaye Jisse Ab Aise Gham Ki Zaroorat Hai


Waah Waah Bahoot Khoob Khwaish Ji


Gum Se Behal Jaata Agar Dil Hamara " Khwaish Ji"
Tho Hum Kabhi Tanha Raaton Mein Uska Intzaar Nahi Karte...!!


Divya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #174 on: June 13, 2011, 02:50:34 PM »
Waah Waah Bahoot Khoob Khwaish Ji


Gum Se Behal Jaata Agar Dil Hamara " Khwaish Ji"
Tho Hum Kabhi Tanha Raaton Mein Uska Intzaar Nahi Karte...!!


Divya


Bahut Bahut khoob Divyaji..

Tanha Raaton Ki Koi Subeh Hoti Nahi
Ishq Ek Aisa Rog Hai jiski Koi Dawa Hoti Nahi!!!

Dil Jahan Behal jaaye Kuch Aisi gunjaish zaroor rakhna "Divya"
Yeh Dard Ki Inteha Kabhi Lafzon Se Bayaan Hoti Nahi
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #175 on: June 13, 2011, 03:00:31 PM »
Bahut Bahut khoob Divyaji..

Tanha Raaton Ki Koi Subeh Hoti Nahi
Ishq Ek Aisa Rog Hai jiski Koi Dawa Hoti Nahi!!!

Dil Jahan Behal jaaye Kuch Aisi gunjaish zaroor rakhna "Divya"
Yeh Dard Ki Inteha Kabhi Lafzon Se Bayaan Hoti Nahi



Waah Kya baat hai Bahoot Khoob !

Umeed Lagaye Bete the Unnse Hum Kai Hazaar
Aur Byaan bhi mohabbat kai baar toot kar ki
Unne Khone Ke dar se Hum Raat Bhar rote rahe,
Aur Unhone tho ak Baar bhi Mudkar Khabar tak Na li


Divya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #176 on: June 13, 2011, 03:08:00 PM »

Waah Kya baat hai Bahoot Khoob !

Umeed Lagaye Bete the Unnse Hum Kai Hazaar
Aur Byaan bhi mohabbat kai baar toot kar ki
Unne Khone Ke dar se Hum Raat Bhar rote rahe,
Aur Unhone tho ak Baar bhi Mudkar Khabar tak Na li


Divya


Waah waah Waah!!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Naa jee Bhar Ke dekha Naa Kuch Baat Ki
Kya bataun Main halaat Apne jazbaat Ki
Bichadhte Waqt Dil mein Sirf Ek Sada Reh Gayi
Kaash Kabhi Subeh Naa Ho Paati Uss Raat Ki
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #177 on: June 13, 2011, 03:14:11 PM »
Waah waah Waah!!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Naa jee Bhar Ke dekha Naa Kuch Baat Ki
Kya bataun Main halaat Apne jazbaat Ki
Bichadhte Waqt Dil mein Sirf Ek Sada Reh Gayi
Kaash Kabhi Subeh Naa Ho Paati Uss Raat Ki


Awesome One !

Hum Bhi Umeed Lagaye Bete the Ki
Uss Kamsin Raat Ki Subaah Na Ho
Par shayad Hum hi Samaj Nahi paaye
ki woh Hamare subah jane ki Aas Mein the...!!


Divya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #178 on: June 13, 2011, 03:20:31 PM »

Awesome One !

Hum Bhi Umeed Lagaye Bete the Ki
Uss Kamsin Raat Ki Subaah Na Ho
Par shayad Hum hi Samaj Nahi paaye
ki woh Hamare subah jane ki Aas Mein the...!!


Divya


Bahutttt Khooob!!!!

Dil Ki Khwaishe Dil mein Dabi reh Gayi
Yeh To Bas Phir Wahi Ek Kissa Hua!!
Aankhein Shabnami Thi AUr Apna Chehra Utra Hua

Kaash Woh Rok Leta Humein Apna Kehkar!!
Meri Aankhon Mein Hai Har Ek khwaab Bas Bikhra Hua
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #179 on: June 13, 2011, 03:30:50 PM »
Bahoot Bahoot Khoob!

rokhna Kabhi Unhone Kabhi Chah Hi Nahi Hame
Warna Hum Tho Khudko Lutane ko tayaar bete hai

Kehte Rahe Ki Hame Tumse Mohabbat hai " Divya"
Aur Hum Issi Umeed Par Dil Mea Aas Liye Bete hai

Kar Rahe hai Intzaar Uska Ankhon Mea Ashq Liye
Par Woh tho Kisi aur ka Daman haat Liye Bete hai


Divya
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 06:51:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.16 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer