~*~Alwida-2~*~

by deepika_divya on May 02, 2009, 06:46:38 AM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 2060 times)
syednaami
Guest
«Reply #30 on: May 03, 2009, 09:14:45 AM »
Wah wah, sab ne khoob likha hai...

Mehfilon men naam lete nahin jana,
Badnaam kardega tumhen sara zamaana...


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ALWIDA.. by sammu1984 in Shayri-E-Dard
Alwida Aye December Alwida!!!!!!!!!!!!!!!1 by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
....Mera Dil Alwida Alwida Kahta Ja Raha hai...... by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Alwida alwida alwida dosto......masoom by Masoom Shahzada in Miscellaneous Shayri
alwida(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
deepika_divya
Guest
«Reply #31 on: May 03, 2009, 09:23:47 AM »
Wah wah, sab ne khoob likha hai...

Mehfilon men naam lete nahin jana,
Badnaam kardega tumhen sara zamaana...




Ha ha ha

Thannk u so much Syednaami ji.. Waise sahi kaha aapne apne do lino se..Winking
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: May 03, 2009, 09:28:08 AM »
Wah kya baat hai Azeem.. bahoot khoob!

Tujhe Badnaam kar kese aapata mujhko chain
Isliye Mefil mea tere saath khud ka naam lene aai hun

Main bhi tadapi rahi Dil hi Dil mea tere liye 'Azeem"
Kehna Chahti thi jo Tujhse ab tab Woh keh nahi paai Hun

Meri bhi rahi thi uss vakt Kuch majboori eh mere sanam
Issilye Aaj Bari mehfil se Fir se Mohabbat ka paigaam laai hun



NIce One Yaar, Achcha Reply Hai,.



Ab Kya Soch Kar Mera Saath Dene Aayi Ho,.
Guzra Waqt Kya Apne Saath Mein Laayi Ho,.

Us Waqt Kahaan Thi Mohabbat Tumhaari,.
Jab Thi Sakht Mujhe Zaroorat Tumhaari,.

Kehna Aasaan Hai Ke Bhool Jaao Raat Tanhaai Ki,.
Tum Hi Kaho Kya Kabhi Tum Ye Raat Tanha Bitaai Ho,.

Maine To Dekha Hain Ujaale Tumhaare Ghar Mein,.
Maloom Nahi "Sophi, Kitnon Ki Dil Tum Aur Jalaai Ho,.

___________________________________-Azeem-






Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #33 on: May 03, 2009, 09:40:23 AM »
Wah wah ak se bad kar ak sher.. wah Azeem bahoot khoob.

Na socha Humne tumare siva kisi aur k baare mein
'Sophi' ne jab bhi liya sirf tera hi naam liya tha

Na karo aisi baat eh sanam , Dil jalta hai mera
Teri hi Katir Humne Har Zulmo ko seh liya tha

Sayad tume tho kabar bhi nahi, kis morr se Guzri hun
Tadpi hun raat bar, Judai ne teri hame tho mar diya tha

Na samaj sake tum uss vakt bhi mujhe Eh 'Azeem"
Aur aaj tume "Azeem" mefil mea Bewafa ka Naam diya tha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: May 03, 2009, 09:55:02 AM »
Wah wah ak se bad kar ak sher.. wah Azeem bahoot khoob.

Na socha Humne tumare siva kisi aur k baare mein
'Sophi' ne jab bhi liya sirf tera hi naam liya tha

Na karo aisi baat eh sanam , Dil jalta hai mera
Teri hi Katir Humne Har Zulmo ko seh liya tha

Sayad tume tho kabar bhi nahi, kis morr se Guzri hun
Tadpi hun raat bar, Judai ne teri hame tho mar diya tha

Na samaj sake tum uss vakt bhi mujhe Eh 'Azeem"
Aur aaj tume "Azeem" mefil mea Bewafa ka Naam diya tha


Waah Ji Wah Kya Reply Mujhe Maara Hai, Maine Bewafa Kab Kaha,.

Khair Maine Bhi Ek Koshish Karta Hoon Jawaab Dene Ke lye,.




Maine Kabhi Tumhe Judaai Aur Tanhaai Ka Tohfa Nahi Diya,.
Maine Kabhi Tumhe, Mujhse Bichardne Ka Maukha Nahi Diya,.

Main Chahta Raha Tumhe Deewaanepan Se Bhi Zyada "Sophi,.
Ye Kya Keh Rahi Ho Ke Dil Mien Maine Tumhe Jagaah Nahi Diya,.

Har Dharkan Naam Tumhaara Hi Gungunaati Hai,.
Har Ahat Tumhaari Maujoodgi Ka Ehsaas Dilaati Hai,.

Main To Dhoondta Raha Zindagi Phar Tumhare Dil Mein Aane Ka Rasta,.
Aur Tumne "Sophi, Kabhi Mujhe Tumhare Dil Mein Ghusne Ka pata Nahi Diya,.

______________________________________________-Azeem-
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #35 on: May 03, 2009, 10:05:37 AM »
Mil raha hai pal pal dard mujhe
main bayan bhi ab kar nahi sakti hun

Tu bhi tho nahi hai saath mere ab
Isliye main na ro, na hass sakti hun

Kyun tadpa rahe hai sab log mujhe
Abtho logo se gila b nahi kar sakti hun

Admari ho chuki hun main tere pyar mein
Ab tho sirf tujhe yaad kar sakti hun

chali jaungi is jahan se bahoot hi jald
Kyun ab tere begair sans b nahi le sakti hun

keh dungi Alwida mein sanam sabse ak din
ansoon b sook gaye mere, ab ro b nahi sakti hun

~~DIVYA~~






bahoot khoob badi sadgi se dil ka dard likh diya aapne.....


rone se mera dard halka hota to
kahi marusthal nahi rehra
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #36 on: May 03, 2009, 10:08:25 AM »
kaya baat hai azeem ji kaya khoob likha.....
Logged
syednaami
Guest
«Reply #37 on: May 03, 2009, 10:08:50 AM »
Ha ha ha

Thannk u so much Syednaami ji.. Waise sahi kaha aapne apne do lino se..Winking

Bahut meherbani, aap ne do line men hi sab samajh liye, hehehe... Usual Smile
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #38 on: May 03, 2009, 10:12:59 AM »
Hmm. waise Tumne likha tha na.. "Kitno ka Dil tum aur jalai ho"
It sounds like Bewafa .. so isliye maine Bewafa use kiya..

Waise Bahoot hi khoob likha hai.

Pata kyun Pucte ho tum, Tum tho mere rag rag mein samaye ho
Dekhai na diya tume pyar meri azro mea, Kyun ab sawal pucte ho

Kesse kehti main tumse apne dil ki baat Mehboob 'Azeem"
Tumne na kabhi tume humpar barosa ,kyun ba sawal pucte ho

Kesi beetai thi maine raatein ,jab beech raah mujhe chod gaye the
Kyun nahi aaye gaye tum mujhe saath leke , kyun ab sawal pucte ho



Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #39 on: May 03, 2009, 10:13:58 AM »

bahoot khoob badi sadgi se dil ka dard likh diya aapne.....


rone se mera dard halka hota to
kahi marusthal nahi rehra


Thank u so much Vikas..

Very God lines by U Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: May 03, 2009, 10:15:54 AM »
Hmm. waise Tumne likha tha na.. "Kitno ka Dil tum aur jalai ho"
It sounds like Bewafa .. so isliye maine Bewafa use kiya..

Waise Bahoot hi khoob likha hai.

Pata kyun Pucte ho tum, Tum tho mere rag rag mein samaye ho
Dekhai na diya tume pyar meri azro mea, Kyun ab sawal pucte ho

Kesse kehti main tumse apne dil ki baat Mehboob 'Azeem"
Tumne na kabhi tume humpar barosa ,kyun ba sawal pucte ho

Kesi beetai thi maine raatein ,jab beech raah mujhe chod gaye the
Kyun nahi aaye gaye tum mujhe saath leke , kyun ab sawal pucte ho





Wah Ji Kya Khoob Likha Hai Phirse, Great Yaar,.


Bewafaa Kaha To Buraa Maangaye,.
wafaa Ki Jisne Kabhi Roshni Na Jalaai,.

_________________________-Azeem-
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #41 on: May 03, 2009, 10:20:53 AM »
Wah bahoot khoob!

Bewaafi ki hi nahi tho Buraa kyun main
Hum tho tere Ashiyaane ko roshan karne aaye the

Ban kar teri Zindgai mein Khushiyaan
Teri Shaam ko Apne maujudgai se rangeen karne aaye the

Ba tum tho root gaye yuhin bewajaah 'Azeem"
Hum tho tume apni mohabbat fir se yaad dilane aaye the

Logged
vikas2210
Guest
«Reply #42 on: May 03, 2009, 10:23:05 AM »
thanks sophie

bahut accha thread ban gaya yeh.. bahut hi accha....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: May 03, 2009, 10:23:17 AM »
Wah bahoot khoob!

Bewaafi ki hi nahi tho Buraa kyun main
Hum tho tere Ashiyaane ko roshan karne aaye the

Ban kar teri Zindgai mein Khushiyaan
Teri Shaam ko Apne maujudgai se rangeen karne aaye the

Ba tum tho root gaye yuhin bewajaah 'Azeem"
Hum tho tume apni mohabbat fir se yaad dilane aaye the



Roshan Ashiyaane Ko Karne Ke Bahaane Wo Ghar Jalaa Gaye,.
Ab Tohmat Unpar Main Lagaaoon Bhi To Kaise Lagaaoon,.

______________________________-Azeem-

Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #44 on: May 03, 2009, 10:35:46 AM »
Bas 'Azem" Bas aur na lagao hum par ya Ilzaam
Ab humse yea Dard ab aur saha nahi jata hai

Kesse haal se guzaar rahe hai hum, kaise bataye
Ab ak pal bhi humse tumare bina raha nahi jata hai

Bula do sab ,jo beet gaya, na jane kiska kasoor tha
Ab humse bhi Tumara bhi Ak Ansoon dekha nahi jata hai
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 05:16:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer