Ansoo

by Pooja on July 22, 2004, 07:53:21 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 18
Print
Author  (Read 16789 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #75 on: October 16, 2004, 08:37:45 AM »
wah!!!!!!  Nisihta........

Najany kon say jazbo ki yon taskeen kerte hon
bazahir to tumharay khat jala ker kuch na milta
faqat tum he say kerte hon mai sare raz ki batain
her aik ko dastan-e- dil suna ker kuch nahe milta.....................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ansoo by Sonu in Shayri-E-Dard
Ankh nay kaha k a bewafa Ansoo, by imtiaz096 in Share: Poetry of Pain
Apne Ansoo...n se tum ko.........Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Rah rah ke ansoo........mkv by mkv in Shayri for Khumar -e- Ishq
ansoo.......................BhupinderDHILLON by BhupinderDHILLON in Shayri for Dard -e- Judai
yasir_sensitive
Guest
«Reply #76 on: October 16, 2004, 01:52:31 PM »
bohot khoob nishita and waheed
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #77 on: October 16, 2004, 01:53:10 PM »
woh ayee meri zindagi mein ek pal ke liye
aasoon de gayee aankhon ko pal pal ke liye


pal pal tarasti hain aankhen unke deedar ko
par woh bhi na mile hamein ek pal ke liye


us ek pal pe jaan nisar hai apni
woh pal bhi na mile hamein ek pal ke liye


uski yaad mein asoon bahaye hain bahut
ek asson bacha rakha hai us pal ke liye


maut bhi mile to gam na honga hamein
gar jhalak mile uski us pal ke liye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #78 on: October 16, 2004, 10:40:00 PM »
Nice Yasir ji...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #79 on: October 17, 2004, 06:06:08 AM »
nice yasir..............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #80 on: October 17, 2004, 08:00:08 AM »
mere akhiri pal mai, muje na tum najar anna
bas bahoot ho gaya, ab jaty jaty na satana
Logged
diljala
Guest
«Reply #81 on: October 18, 2004, 10:46:21 AM »
Thanks To All

Urj hai

ek yaad hey ke damun-e-dil chorti nahi
ek bail hey ke lipti hoi hey shajur ke sath

is murhuley ko muat bhi kehtey hain dostoo.n
ik pal main tout jaien jaha umer bhur ke sath
Logged
Pooja
Guest
«Reply #82 on: October 18, 2004, 05:10:37 PM »
wah!!! Nice One Diljala ji.....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #83 on: October 19, 2004, 04:57:11 PM »
wah!!!!!!!!  nice pooja..........diljale..............
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #84 on: October 19, 2004, 04:58:12 PM »
Najany kon say jazbo ki yon taskeen kerte hon
bazahir to tumharay khat jala ker kuch na milta
faqat tum he say kerte hon mai sare raz ki batain
her aik ko dastan-e- dil suna ker kuch nahe milta..............
Logged
Dewana_Badal
Guest
«Reply #85 on: October 21, 2004, 12:09:38 AM »
Vë®ÿ Nï©ë Ü äll

Iger yeh Post ho gaey hai tu Sorry karo ka our Iger nahi howi tu app sub ke Nazar karta chaloon.


Hum Nay Aanso'on Ko Bohat Samjhaya
K Tanhaiyoon Mein Aaya Kero,
Mehfil Mein Hamara Mazak
Mat Uraya kero,
Is Per Aansu Tarap K Bole,
Itnay Logo'n Mein Bhi
Aap Ko Tanha Paatay Hain,
Isi Liye Aap Ka Saath Denay
Chalay Aatay Hain...
Logged
qakhs
Guest
«Reply #86 on: October 21, 2004, 10:13:35 AM »
Yeh jo Zindagee ki kitaab hai, yeh kitaab bhi kya kitaab hai
Kahin ik haseen sa khawab hai , kaheen jaan leva azaab hai

Kahin aansoon ki hai daastaan, kahin muskurahaton ka bayaan
Kai chehray is mein chupay huey , ik ajeeb sa yeh naqaab hai

Kahin kho dia , kahin paa liya, kahin ro liya , kahin gaa kya
Kahin cheen leti hai her khushi, kahin meherbaan be hisaab hai

Kahin chaaon hai kahin dhoop hai, aur kaheen koi roop hai
Kahin barkaton ki hain baarishein , kahin tashnagi be hisaab hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #87 on: October 21, 2004, 10:23:53 PM »
Wah!!! bahoot khoob waheed_rose, Deewana_badal and qakhs ji!!!!!!
Logged
Dewana_Badal
Guest
«Reply #88 on: October 21, 2004, 11:45:10 PM »
Shukriya Pööjä ji

aansooon nay ghamoon say ghabra ker
gir k palkoon say khudkushi ker li

ye shararat bhara lehja to meri aadat hai
tu her ik baat pe yoon gham na kia ker aankhain

itna aasan nahi bayan kerna
raaz ko is terha ayaan kerna
itna aasan nahi hai jano tum
khamoshi ko meri zubaan kerna

suno ab band muthi main andhairoon ki hakoomat hai
mujhay jugnoo hathaili main chuppa lainay ki aadat hai
Logged
qakhs
Guest
«Reply #89 on: October 22, 2004, 04:46:34 AM »
Thanx S


 "Dil dena apna khata ho gaya hai,
  tuhjey pyar karna sazah ho gaya hai.
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 18
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 04:40:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer