...~~Ashq~~...

by HumTum on June 13, 2005, 03:46:58 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 3978 times)
HumTum
Guest
«Reply #45 on: June 20, 2005, 11:24:52 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
kya khoob likha hai aap sab ne .........very nice all of you .....

dil leke vo use tudh dete hai
rista vo humse yun thod dete hai
lete hai saari khusian humse
aur badle main dukhon ka sehlab dete hai
haan ye bewafa harjai aashiqh aise hote hai


bahoot khoob sandhaya ji .....

main kar lunga do baatein usse,shayad kat jaaye zindagi,
koi kar do ik chiraag roshan meri parchhaai ke liye.
hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.


wahhhhhhhhh.................. nice one.............. humtum


Thanks again !!! lekin aap bhi to kluch likho !!


'Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyaar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kuch zindagi ne chup-chaap sehna sikha diya" N/M


waah khushi ji .. bahoot khoob !!

tot'tey huye khwabooN se behlana shikha diya
anssuu leke ankhoon mein muskurtana shikha diya


wow nice one HUMTUM...........................you can call me khushi..........


oke khushi .. ab kuch likh bhi do


Tufano mein Kashti ko Kinaare bhi milte hai,
Jahan mein Logone ko Sahaare bhi milte hai,
Duniyan mein sabse Pyari hai Zindagi,
kuch log Zindagi se bhi Pyaare milte hai. (N/M)


waah kya khoob hai Khuhsi !!!

pyaar to milta hai naseebooN se humdum
asmaaN mein jagmgatey sitarey miltey hai
rageen ho jati hai yeh sari duniya
jab aap jassey dost pyarey miltey hai !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AshQ..AshQ..likhi...Kahaani...!!! by badnaam_shayar in Shayri-E-Dard
ASHQ..........................................A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Ashq Bahaya Na Gaya by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Kuch ashq hi to hai.... by manzil-e-ishq in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
ASHQ by kamal aggarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
khushiiiii
Guest
«Reply #46 on: June 20, 2005, 11:42:17 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
kya khoob likha hai aap sab ne .........very nice all of you .....

dil leke vo use tudh dete hai
rista vo humse yun thod dete hai
lete hai saari khusian humse
aur badle main dukhon ka sehlab dete hai
haan ye bewafa harjai aashiqh aise hote hai


bahoot khoob sandhaya ji .....

main kar lunga do baatein usse,shayad kat jaaye zindagi,
koi kar do ik chiraag roshan meri parchhaai ke liye.
hum diljalon pe ye sharare yun zaaya na kijiye,
ab nahin kuchh baaki yahan par tabaahi ke liye.


wahhhhhhhhh.................. nice one.............. humtum


Thanks again !!! lekin aap bhi to kluch likho !!


'Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya
Tere pyaar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to
Sab kuch zindagi ne chup-chaap sehna sikha diya" N/M


waah khushi ji .. bahoot khoob !!

tot'tey huye khwabooN se behlana shikha diya
anssuu leke ankhoon mein muskurtana shikha diya


wow nice one HUMTUM...........................you can call me khushi..........


oke khushi .. ab kuch likh bhi do


Tufano mein Kashti ko Kinaare bhi milte hai,
Jahan mein Logone ko Sahaare bhi milte hai,
Duniyan mein sabse Pyari hai Zindagi,
kuch log Zindagi se bhi Pyaare milte hai. (N/M)


waah kya khoob hai Khuhsi !!!

pyaar to milta hai naseebooN se humdum
asmaaN mein jagmgatey sitarey miltey hai
rageen ho jati hai yeh sari duniya
jab aap jassey dost pyarey miltey hai !!


wahhhhhhhhhh very nice HUMTUM
Logged
HumTum
Guest
«Reply #47 on: June 20, 2005, 11:48:15 AM »
Thanks Buddy !!

meri shayari kahe tum dil bahala na sakogay
tadap meray dil ki tum sahala na sakogay
dooriyaan yoon darmiyaan jo zamanay ki hain
unko tum aisay mita na sakogay...

Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #48 on: June 20, 2005, 11:49:48 AM »
Quote from: "HumTum"
Thanks Buddy !!

meri shayari kahe tum dil bahala na sakogay
tadap meray dil ki tum sahala na sakogay
dooriyaan yoon darmiyaan jo zamanay ki hain
unko tum aisay mita na sakogay...



wahhhh very nice humtum
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #49 on: June 20, 2005, 12:43:00 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "sandhaya"
dard main aate hai aansu
par khusi main bhi aksar rulate hai ansu
kya fark kare abh hum milan aur judai main
gar vo jaye dur humse tuh aaye aansu
aur vo aaye tuh bhi hase honth aur aankhein bahaye ansu


Waah Sandhaya ji ....  kya baat hai !!

AnsuooN ki haqeeyat ab kya btaye hum
har ik baat pe aa jatey  hai ansuuu
koi lamha bhi ho chen nhi iss dil ko
shuki ankhoon ko aksar num ker jatey hai ansuu !!


bahut ache humtum sandhaya n all

bina izazat rahte hai aansu
mere khilaaf khud bahte hai aansu
rok ker main dhaak lu
itne nahi ye chote aansu

kounsa ki baat ka hai
koun sa kis haal ka hai
alag ker ke main gina saku
itne nahi hai thode ye aansu

kal nahi ye bahe the kyun?
aaj ye bahte hai kyun?
tahre hue the ab tak kahan
kaise kahu kabse ye aansu

mera kaha nahi mante hai
apni zubaan bolte hai
kya karu jo thaam lu
bus me nahi hai mere aansu
Logged
HumTum
Guest
«Reply #50 on: June 21, 2005, 01:32:07 PM »
Thanks Khushi n nice Samnoj !!

Shola-e-ghum ko tu seene meiN dabaa rehne de
dil se kuch door hi hasrat ki hawaa rehne de

baad marne ke dikhaave ke ye aaNsoo kyonkar
meri mayiyat pe ye jeene ki duaa rehne de

shahar-e-tanhaii meiN to chain se jee looN do pal
apni yaadoN se zaraa mujh ko bachaa rehne de !!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #51 on: June 21, 2005, 04:17:32 PM »
Quote from: "HumTum"
Thanks Khushi n nice Samnoj !!

Shola-e-ghum ko tu seene meiN dabaa rehne de
dil se kuch door hi hasrat ki hawaa rehne de

baad marne ke dikhaave ke ye aaNsoo kyonkar
meri mayiyat pe ye jeene ki duaa rehne de

shahar-e-tanhaii meiN to chain se jee looN do pal
apni yaadoN se zaraa mujh ko bachaa rehne de !!
Bohat khoob humtum. Usual Smile
Logged
HumTum
Guest
«Reply #52 on: June 21, 2005, 04:22:11 PM »
Thank you Nidhi ji .................................. Usual Smile  
Logged
nikki
Guest
«Reply #53 on: June 21, 2005, 04:28:13 PM »
very nice Hum tum...................its beautifull....(the above one)
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #54 on: June 22, 2005, 04:35:52 AM »
Quote from: "HumTum"
Thanks Khushi n nice Samnoj !!

Shola-e-ghum ko tu seene meiN dabaa rehne de
dil se kuch door hi hasrat ki hawaa rehne de

baad marne ke dikhaave ke ye aaNsoo kyonkar
meri mayiyat pe ye jeene ki duaa rehne de

shahar-e-tanhaii meiN to chain se jee looN do pal
apni yaadoN se zaraa mujh ko bachaa rehne de !!


veryy nice humtum....................
Logged
HumTum
Guest
«Reply #55 on: June 22, 2005, 09:12:02 AM »
Quote from: "nikki"
very nice Hum tum...................its beautifull....(the above one)


Thanks Choti !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #56 on: June 22, 2005, 09:12:27 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
Thanks Khushi n nice Samnoj !!

Shola-e-ghum ko tu seene meiN dabaa rehne de
dil se kuch door hi hasrat ki hawaa rehne de

baad marne ke dikhaave ke ye aaNsoo kyonkar
meri mayiyat pe ye jeene ki duaa rehne de

shahar-e-tanhaii meiN to chain se jee looN do pal
apni yaadoN se zaraa mujh ko bachaa rehne de !!


veryy nice humtum....................


Shukriya Khushi :D
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #57 on: June 22, 2005, 11:57:17 AM »
bahut ache humtum


do chaar kadam zindagi me saath chal ke dekh
sab kuch bhula ke rah-e-wafa me machal ke dekh

dunya ke bandhano me raha kaid tu kab tak
rasmo ki kaid se zara bahar nikal ke dekh

kab tak hawa me karte rahoge qile tameer
tu amal ke maidaan me karishme amal ke dekh

kya lutf purani lakeere peet te rahe
dunya ke saath sath zara tu badal ke dekh

chaho ager nijaat ghum-e-zindagi se dost
jo rah me mushkil hai paav se kuchal ke dekh

kaanto pe chalne me hai kuch alag maza SAMNOJ
kya isme musarrat hai zara inpe chal ke dekh
Logged
HumTum
Guest
«Reply #58 on: June 23, 2005, 01:09:18 PM »
Gud one Samnoj !!!

ghair kya tumko batayenge kahaani meri
merii ik ghazal suno aap zabaani meri

chiraagh bhujhte hue dekh labon se niklaa
"haye re,haye haye,haye  jawaani meri"

ab mujhse ho bhi kya sakta tha ik dua ke siva
hawaa ka zor bhi aur kashti baadbaani meri

milii na dafn ke liye zameen baad-e-marg
tumhare shahr ne bhi qadr kya jaani meri

Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #59 on: June 24, 2005, 06:23:11 AM »
Quote from: "HumTum"
Gud one Samnoj !!!

ghair kya tumko batayenge kahaani meri
merii ik ghazal suno aap zabaani meri

chiraagh bhujhte hue dekh labon se niklaa
"haye re,haye haye,haye  jawaani meri"

ab mujhse ho bhi kya sakta tha ik dua ke siva
hawaa ka zor bhi aur kashti baadbaani meri

milii na dafn ke liye zameen baad-e-marg
tumhare shahr ne bhi qadr kya jaani meri



wahhhhhhhh bahutttttttt khoob humtum...............
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 11:03:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer