*..Berukhi..*

by -Pari- on December 27, 2010, 08:18:51 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 4700 times)
-Pari-
Guest
«Reply #15 on: December 27, 2010, 09:42:39 PM »
Har Manzil Ko Paana Hain to Thokar to Khaani hogi..
Gar Roshni Se Hai Pyar To Dil Main Aag Lagani Hogi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tere berukhi se... by Only4U in Shayri-E-Dard
Berukhi by younus_syed in Shayri for Dard -e- Judai
Berukhi-e-Sanam by rahul03 in Shayri-E-Dard
Unki Berukhi by pramodg in Shayri for Khumar -e- Ishq
berukhi by saahill in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 27, 2010, 09:47:06 PM »
Har Manzil Ko Paana Hain to Thokar to Khaani hogi..
Gar Roshni Se Hai Pyar To Dil Main Aag Lagani Hogi

Dekhi Hai Jabse Roshni Ki Haqeeqat "Doston,.
Main Khush Hoon Andheron Mein Hi, Kisi Ka Ghar Jalaaye Bagair
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 27, 2010, 09:52:44 PM »
Wah Aisa Hi Rang Hota Hai
Jab Ustad Aapas Men Takrate Hain

Lage Raho..Bahut Achhi Jami Hai Mahfil
Aajaao Mere Bhai Tum To Ustaadon ke Ustaad Ho
Logged
-Pari-
Guest
«Reply #18 on: December 27, 2010, 09:53:48 PM »
Lakhon armaan Jalrahe the Meri Ankhon main..
Usne Wo Nazar Hi Nahi Payi Ke Wo dekh Pata
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: December 27, 2010, 09:56:12 PM »
Lakhon armaan Jalrahe the Meri Ankhon main..
Usne Wo Nazar Hi Nahi Payi Ke Wo dekh Pata

Har Khwaab Har Armaan Ko Maine Jalaaya Hai "Pari,.
Mere Yaar Ki Zindagi Ko Roshni Se Bharne Ke Liye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: December 27, 2010, 09:59:55 PM »

Unse Kehde Koi Ye Jaakar "Azeem, Ke Aajaayein,.
Ke Sooni Haweliyon Mein Ab Mehfilein Nahi Sajti,.

-Azeem-
Logged
-Pari-
Guest
«Reply #21 on: December 27, 2010, 10:02:59 PM »
Mehfill Main Humare Naam Se Ronak Hoti Hain
Phir Bhi Meri Duniya Veerane Main Kat rahi thi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 27, 2010, 10:05:43 PM »
Mehfill Main Humare Naam Se Ronak Hoti Hain
Phir Bhi Meri Duniya Veerane Main Kat rahi thi

Maine To Apna Haal Sunaaya Mehfil Mein,.
Jaane Kyun Log Apne Aap Mein Kho Gaye,.
Logged
-Pari-
Guest
«Reply #23 on: December 27, 2010, 10:07:25 PM »
Keemat Mere Ansuon Ki Bhala Kya Hoti
Jiske Liye behgaye Unhe hi Kadar Na thi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 27, 2010, 10:08:44 PM »
Keemat Mere Ansuon Ki Bhala Kya Hoti
Jiske Liye behgaye Unhe hi Kadar Na thi

Jiski Zindagi Guzri Ho Aahon Mein,.
Wo Bhala Tumhaare Dard Se Anjaan Kaise Rehta,.
Logged
-Pari-
Guest
«Reply #25 on: December 27, 2010, 10:11:30 PM »
Arzu To Bas Itni hi thi Meri Mehboob
Mera Dil Kaash Tere Seene Main DADKTA
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: December 27, 2010, 10:13:49 PM »
Arzu To Bas Itni hi thi Meri Mehboob
Mera Dil Kaash Tere Seene Main DADKTA

Rota Hai Dil Jab Yaad Karta Hoon Wo Daur "Azeem,.
Jab Ek Lardki Khudko, Meri Dharkan Kaha Karti Thi,.

Iam sorry i cant move now
Logged
-Pari-
Guest
«Reply #27 on: December 27, 2010, 10:16:45 PM »
Bohot Khoob Ji..Apke sath Jugadbandi Ka BOHOT maza Aya..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: December 27, 2010, 10:17:37 PM »
Bohot Khoob Ji..Apke sath Jugadbandi Ka BOHOT maza Aya..


Jo Kuch Bhi Likha Dil Ka Haal Tha,.
Shukriya,.
Logged
-Pari-
Guest
«Reply #29 on: December 27, 2010, 10:18:27 PM »
Yun Hi Dil se Likhiyega Aur Hum padha karenge..
God bless u
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 04:39:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer