| 
							waheed_rose2004
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    | 
									   «Reply #30 on: April 10, 2005, 04:45:03 PM »   | 
								
						 | 
							 
 wow   sabhi  logon  bahot  accha  likha.......good  going  all....frnds,..........keep it  up.........:lol:
  main  aaonga  tum  mera  intizaar karna aitbaar  to kaanto  per kiya,tumper bhi karenge dekhenge  tumhari waade  wafa ki baatein "Talat" sirf  tum  apne  chehre se  nakaab hataye rakhna.. 
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Talat
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #31 on: April 10, 2005, 04:52:40 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Thanks!! Waheed.....
  Yoon meri aankhon main sawan ki jhadi rehti hai Jaise kashti koi dariya main kinare par khadi rehti hai Haal ye hai teri yaad mein is tarah gum hoon Sabko meri aur mujhe teri fikar rehti hai !!!
  (NM) 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							waheed_rose2004
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #32 on: April 10, 2005, 05:12:46 PM »   | 
								
						 | 
							 
 ur  welcome  talat..........excellent  talat........
  Beh Rahi Hain Kashtiyan Dil Ke Kinaaro Par Dil Ke Beech-O-Beech To Qayaam-E-Toofan Hai
  Aik Imtehaan Thi Ibteda-E-Zindagi Meri Ab Anjaam-E-Zindagi Bhi Aik Imtehaan Hai....nm 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Qutubuddin
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #33 on: April 10, 2005, 05:15:21 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Bahoot Khoob Waheed..
  " Beh Rahi Hain Kashtiyan Dil Ke Kinaaro Par Dil Ke Beech-O-Beech To Qayaam-E-Toofan Hai
  Aik Imtehaan Thi Ibteda-E-Zindagi Meri Ab Anjaam-E-Zindagi Bhi Aik Imtehaan Hai...
  "
  Ques... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Talat
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #34 on: April 10, 2005, 08:47:30 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Thanks Waheed...Gud one!!
  Raaste saare kaale naag aur tez hawa  Ek diya hai hathon par aur nange paaon  In ankhon se un ankhon tak lambe raaste  Sadiyon jitna ek safar aur nange paaon!!! 
  (nm) 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							bond
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #35 on: April 10, 2005, 09:09:23 PM »   | 
								
						 | 
							 
 good all... this one is my fav....
  raste bhar rok rok ke puchha , mujhse paanv ke chaalo ne... ghar kitni door basaya hai, iss dil mein basne waaloon ne....
  (NM) 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Talat
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #36 on: April 10, 2005, 09:13:18 PM »   | 
								
						 | 
							 
 good all... this one is my fav....
  raste bhar rok rok ke puchha , mujhse paanv ke chaalo ne... ghar kitni door basaya hai, iss dil mein basne waaloon ne....
  (NM) Wow Its very touching!!!  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							pandit
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #37 on: April 10, 2005, 09:14:36 PM »   | 
								
						 | 
							 
 bahut hi accha talat and quittubuddin..................................... .............................................. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							nishita
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #38 on: April 11, 2005, 12:07:31 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Thanks Waheed...Gud one!!
  Raaste saare kaale naag aur tez hawa  Ek diya hai hathon par aur nange paaon  In ankhon se un ankhon tak lambe raaste  Sadiyon jitna ek safar aur nange paaon!!! 
  (nm) wow talat    
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							sandhaya
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #39 on: April 11, 2005, 12:36:02 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Thanks!! Waheed.....
  Yoon meri aankhon main sawan ki jhadi rehti hai Jaise kashti koi dariya main kinare par khadi rehti hai Haal ye hai teri yaad mein is tarah gum hoon Sabko meri aur mujhe teri fikar rehti hai !!!
  (NM) very nice all of u..........aap sab ne bahut acha likha hai.... teri raah main aankhen har gadi rehti hai kya kahe ye kisi se bhi kuch nahi kehti hai humari jaan hai tuh issliye hume teri fikar rehti hai tuh tuh mujhe bhul hi gaya hai kyun  phir bhi meri saansein tera diya dard sehti hai  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Talat
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #40 on: April 12, 2005, 01:01:18 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Thanks Pandit...Nishi...Sandhaya   Is dil me rehne waalon ne bohot door basti basai hai Jab bhi awaaz di unko humne laut ke wapis aayi hai  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Qutubuddin
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #41 on: April 12, 2005, 02:28:56 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Very Well said Talat..
  " Is dil me rehne waalon ne bohot door basti basai hai  Jab bhi awaaz di unko humne laut ke wapis aayi hai "
  Tayray Dil May Jo Gharayee hai.. Tayree Awaaz May Nazar Aayee hai...
  Ques.... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Talat
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #42 on: April 12, 2005, 07:13:45 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Thanks Qutub ji 
  Na jaane kyun use dil maharbaan samajhta hai Woh dost hai to bas itna ke ajnabi kam hai !!!
  (nm) 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							pandit
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #43 on: April 12, 2005, 07:37:51 PM »   | 
								
						 | 
							 
 talat ji.............. socho gar dil na hota to kya hota, kya hume kisi se pyaar na hota, jab bhi kabhi hum tanhaa hote, to kabhi hume dard ka aabhaas na hota. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							suave
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #44 on: April 12, 2005, 07:50:12 PM »   | 
								
						 | 
							 
 roz kii tarah aaj bhii taare  subah kii gard mein na kho jaaye.N  aa tere Gam mein jaagatii aaNkhein  kam se kam ek raat so jaayeiN
  NOT MINE 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |