Bujhti Hui Zindagi,.

by Jaanasheen on June 24, 2009, 11:46:31 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 1847 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #30 on: July 07, 2009, 04:35:38 AM »
Jo sulagta hai us mein chingaari hoti hai
Thoda hawa milne pe roshni de hi jaati hai

Intezaar karte rahiye aise hawa ki jhoke ko
Zindagi roshan ho gayegi par kar aise mauke ko
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi by attractive_person in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
zindagi by soniya shetti in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
bujhti huyi roshni by salil2002 in Shayri-E-Dard
Labo ki pyaas nahi bujhti......AnAAm by ANAAM in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: July 07, 2009, 04:42:12 AM »
Jo sulagta hai us mein chingaari hoti hai
Thoda hawa milne pe roshni de hi jaati hai

Intezaar karte rahiye aise hawa ki jhoke ko
Zindagi roshan ho gayegi par kar aise mauke ko



Maukhe Hume Sawarne Ke Kam Hi Mile,.
Jitne Bhi Mile, Bas Gham Hi Mile,.

Yun To Mila Nahi Khushi Ka Saath Magar,.
Palkein Na Bheegone Ki Bas Kasam Hi Mile,.

Tum Kehte Ho Mujhe Ke Main Zinda Hoon,.
Zinda Rehne Ke Maukhe "Dost, Hume Kam Hi Mile,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #32 on: July 07, 2009, 04:50:46 AM »
Wah!  bahut Khoob Chote Bhai

Jitna bhi milta humko woh sab hamare bhaag ka hi to hota hai
Santust hona chahiye kyon ki jo hata manzoore khuda hota hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: July 07, 2009, 04:58:24 AM »
Wah!  bahut Khoob Chote Bhai

Jitna bhi milta humko woh sab hamare bhaag ka hi to hota hai
Santust hona chahiye kyon ki jo hata manzoore khuda hota hai


Shukriya Bhai, Aur Bohat Touching LInes Hain Ji,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #34 on: July 07, 2009, 05:01:17 AM »
Thanks Chote Bhai,
ki kuch aap ko pasand aayee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: July 07, 2009, 05:05:08 AM »
Thanks Chote Bhai,
ki kuch aap ko pasand aayee
Are Ye Kya hai, Aap To Mashallah Bohat Achcha LIkhte Ho, Har Ashaar Mein Aapke Nasihat Hoti Hai,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #36 on: July 07, 2009, 05:08:12 AM »
Thanks Chote
Par main aap jaisa shayar nahi
Thoda bahut likh leta hoon
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 05:27:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer