Deewaron Sa Chup Rehta Hoon...

by Aryaan on January 25, 2005, 01:54:28 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2737 times)
sandhaya
Guest
«Reply #15 on: June 27, 2005, 05:20:45 AM »
kya baat hai Aryaan ji .........really touching .....imotional kar diya aapne tuh

kehna kuch hai keh kuch jati hun main
jab bhi bolna chahun chup reh jati hun main

kya hai asar teri surat ke noor main aisa
aati hai aankhon main chamak aur machal jati hun main

kyun hawa tujhe chuker phir mujhe mehkati hai
hoti hun khush ek pal ko phir besudh ho jati hun main

chedhti hai mujhe ye nigahein teri reh reh kar
kyun bina soche hi kuch bhi nach uthti hun main
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Chup Hoon~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
chup hoon by indian_groom in Shayri for Dard -e- Judai
~~'Likhta Rehta Hoon"~~ by Sammual in Shayri for Khumar -e- Ishq
{Likhta Rehta Hoon} by angel4u in Shayri-E-Dard
kyun bheegta rehta hoon--- SAAHIL by salil2002 in Shayri-E-Dard
Aryaan
Guest
«Reply #16 on: June 27, 2005, 01:25:11 PM »
Quote from: "sandhaya"
kya baat hai Aryaan ji .........really touching .....imotional kar diya aapne tuh

kehna kuch hai keh kuch jati hun main
jab bhi bolna chahun chup reh jati hun main

kya hai asar teri surat ke noor main aisa
aati hai aankhon main chamak aur machal jati hun main

kyun hawa tujhe chuker phir mujhe mehkati hai
hoti hun khush ek pal ko phir besudh ho jati hun main

chedhti hai mujhe ye nigahein teri reh reh kar
kyun bina soche hi kuch bhi nach uthti hun main

Shukriya Sandhaya aur kya khoob reply hai, bohat achey.....

Thanks Jalpari....
Logged
jalpari
Guest
«Reply #17 on: June 28, 2005, 04:19:57 AM »
Quote from: "sandhaya"
kya baat hai Aryaan ji .........really touching .....imotional kar diya aapne tuh

kehna kuch hai keh kuch jati hun main
jab bhi bolna chahun chup reh jati hun main

kya hai asar teri surat ke noor main aisa
aati hai aankhon main chamak aur machal jati hun main

kyun hawa tujhe chuker phir mujhe mehkati hai
hoti hun khush ek pal ko phir besudh ho jati hun main

chedhti hai mujhe ye nigahein teri reh reh kar
kyun bina soche hi kuch bhi nach uthti hun main

wow Sandhaya.... bahut ache!!!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #18 on: June 28, 2005, 05:06:23 AM »
sukhriya Aryaan ji .......au jal pari ........thanks alot
Logged
nikki
Guest
«Reply #19 on: June 29, 2005, 03:17:44 PM »
Quote from: "sandhaya"
kya baat hai Aryaan ji .........really touching .....imotional kar diya aapne tuh

kehna kuch hai keh kuch jati hun main
jab bhi bolna chahun chup reh jati hun main

kya hai asar teri surat ke noor main aisa
aati hai aankhon main chamak aur machal jati hun main

kyun hawa tujhe chuker phir mujhe mehkati hai
hoti hun khush ek pal ko phir besudh ho jati hun main

chedhti hai mujhe ye nigahein teri reh reh kar
kyun bina soche hi kuch bhi nach uthti hun main



excellent work Sandhaya.......................
Logged
pandit
Guest
«Reply #20 on: June 29, 2005, 03:18:38 PM »
Quote from: "sandhaya"
kya baat hai Aryaan ji .........really touching .....imotional kar diya aapne tuh

kehna kuch hai keh kuch jati hun main
jab bhi bolna chahun chup reh jati hun main

kya hai asar teri surat ke noor main aisa
aati hai aankhon main chamak aur machal jati hun main

kyun hawa tujhe chuker phir mujhe mehkati hai
hoti hun khush ek pal ko phir besudh ho jati hun main

chedhti hai mujhe ye nigahein teri reh reh kar
kyun bina soche hi kuch bhi nach uthti hun main


nice sandhya ................................................. .................................................
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: June 29, 2005, 04:55:19 PM »
wah!!! bahoot khoob Sandhaya and Aryaan...bahoot hi acha likha hai app dono ne!!!!!

meri kismat, shayad is deewr ki tarah hai
na hai rang, na hai rogan phir bhi khari hai!!

pal pal jharati hai yah deewar
pal pal mai jalati rahati hu

pal pal milti rahti hai mitti mai
pal pal mai tarapti rahati hi

dhoop ki tapish ho, ya ho baraf ki sardi
har mosam mai, khari rahati hu!!!!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #22 on: June 29, 2005, 05:02:45 PM »
Quote from: "Aryaan"
Aur kahan main kuch kehta hoon
Deewaron sa chup rehta hoon

Chaar Qadam bas meri raah
Jis par main chalta rehta hoon

Main ne hai ek agan jagaai
Jis mein main jalta rehta hoon

Paani ki bas ek lehar si
uthta hoon, girta rehta hoon

Mera kahan kab koi thikaana
Behta hoon behta rehta hoon

Sukoon maut si meri hasrat
Jiske liye marta rehta hoon




wah aryaan,lovely post Usual Smile

very nice sandhaya and pooja ji also.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #23 on: June 29, 2005, 05:06:02 PM »
Bohat shukriya Nidhi & Pooja....n very nice Pooja......
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #24 on: June 30, 2005, 05:13:55 AM »
sukhriya ..........ji sukhriya...........aap sab ka .....

humpe karam farmake hume kiya kayal
kis kis tarah se vo humpe sitam farma rahe hai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #25 on: June 30, 2005, 11:34:27 AM »
Quote from: "sandhaya"
sukhriya ..........ji sukhriya...........aap sab ka .....

humpe karam farmake hume kiya kayal
kis kis tarah se vo humpe sitam farma rahe hai

Nice One Sandhaya....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: June 30, 2005, 03:19:52 PM »
wah kaya baat hai Sandhaya!! Bahoot khoob!!!!

waqat bhi hai, mosam ka bhi hai takajaa,
is per bhi na tu ayye, yah kismat ka irada!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #27 on: June 30, 2005, 08:52:14 PM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai Sandhaya!! Bahoot khoob!!!!

waqat bhi hai, mosam ka bhi hai takajaa,
is per bhi na tu ayye, yah kismat ka irada!!!

Good One Pooja....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: June 30, 2005, 08:53:37 PM »
Shukariyan Aryaan ji............................................... .................................
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 12:54:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer