Dikhawa Jogan ka...

by Arjun_ on January 08, 2009, 01:43:58 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 4533 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: January 09, 2009, 04:59:50 PM »
Dil mein thi jo baat
woh mujhe safh safh kehti

Yu karke "Dikhawa Jogan ka"
Meri zindagi se toh na khelti

Mana, Seekha nahi hai maine dard sehna
lekin ghut-ghut ke jeena, meri kismat na kehti

khair, kheil jogan ka jogan hi jane
Tumse achi shayri humse toh nahi hoti


Zindagi main halaat badlate rahte hai
dilo main dilbar ke zazbaat badalte rahte hai

kabhi koi ek shabd bhi torr deta hai sare bandhan
waqat aor halaat, insaan ko badlte rahte hai

hai koi jogan to yah uski kismat hai Pooja
Jogan to jogan hai, bas zakham-o-dard badlte rahte hai!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zaruri, dong, dikhawa by Roja in Miscellaneous Shayri
Jogan! by salma786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
dikhawa.... by noor kaur in Pain in Love : Punjabi poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: January 09, 2009, 05:05:47 PM »
Nice One Didi Jaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 12, 2009, 11:28:00 AM »
Jo Zakham Tumhe Mile Hai, Un Zakhamo Ko Mere Seene Me Bhi Aakar Dekho Kabhi,.
Paala Karta Hoon Main Bhi Kya Kya, Mere Dil Ke Andar Tum Jhaankar Dekho Kabhi,.

Ek Tum Hi Nahi, Jo Jeete Jee Maut Ka Nazaara Kiya Karte Ho "Jaana,.
Mera Haal Kya Hai Poocho, Meri Zindagi Ko Tum Bhi Aazmaakar Dekho Kabhi,.

Kyun Tum Aana Nahi Chahti, Yaadon Ki Duniya Se "Jaana,.
Main Bhi To Hoon Tanhaa, Mere Jahaan Mein tum Aakar Dekho Kabhi,.

Ye Gham Bhi Ek Hissa Hai, Zindagi Ka, Zara Ispe Gaur Karo,.
Banjaayega,  Ye Sahaara Zindai Guzaarne Ka, Is Se Tum Dil Lagaakar To Dekho Kabhi,.
 

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 06:43:15 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer