~*~ Dil main ab bhi teri yaad basi hai ~*~ by Rahim

by dead heart on February 07, 2011, 03:25:53 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1722 times)
dead heart
Guest
«Reply #15 on: February 08, 2011, 11:22:14 AM »
Bahut bahut Khoob Mere Bhai Rahim!!

Lajawaab!!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley/color]

Bahaut bahaut shukriya Khwaish dost..
Bas yunhi saath dete rahiye..!
Khush rahiye..!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasweer meri ankhon main basi kyun hai by pandit in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 5 6 »
**Teri yaad** by Rahim by dead heart in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~Yaad main uski~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
Kya Likhun Main Aaj Yaad Main Teri ? by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
Teri Seene MeiN Basi, MaiN Teri Jaan HooN..!!...Shireen Hakani by Shireen Hakani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #16 on: February 08, 2011, 01:34:13 PM »
BAhut Khub Rahim Bhai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #17 on: February 08, 2011, 05:13:13 PM »
BAhut Khub Rahim Bhai
Teh teh dil se shukriya..
Thankyou !
Khush rahiye..!
Logged
Anshumali
Guest
«Reply #18 on: February 12, 2011, 01:20:19 AM »
Uske chehre ki dikhawat pe na jana yaaron,
Woh ashkon main muskurahat dabaye baitha hai..

Aj jab ki hai bewaffayi usne mujse toh khayal aya,
Najane woh aur kis kis ko rulaye baitha hai..

Woh nazrein milata nahin mujse toh laga woh sharminda hai,
Sach toh yeh hai kay woh kis aur se nazrein milaye baitha hai..

Ek pal na lagaya tune jisse bhulane main Zalim,
Teri khatir woh duniya ko bhulaye baitha hai..

Jo bina shikayat kiye kanton par chalta raha sada,
Woh ‘Khamosh’ teri raahon par bas gulab bichaye baitha hai..

Ae fiza tu choo kar usse ehsaas karwa dena,
Uska chahne wala aj tak uske ane ki umeed lagaye baitha hai..

Woh toh bhale bhool gaya mujhe mager main na bhoola saka,
Uski yaadon ko aj bhi ‘Khamosh’ dil main basaye baitha hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

Good One ... Rahim Ji !

Very Impressive Creation ... dil se daad !
Logged
dead heart
Guest
«Reply #19 on: February 12, 2011, 06:05:13 AM »
Good One ... Rahim Ji !

Very Impressive Creation ... dil se daad !
Shukriya Naresh jee..
Khush rahiye..!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #20 on: February 12, 2011, 11:52:36 AM »
Uske chehre ki dikhawat pe na jana yaaron,
Woh ashkon main muskurahat dabaye baitha hai..

Aj jab ki hai bewaffayi usne mujse toh khayal aya,
Najane woh aur kis kis ko rulaye baitha hai..

Woh nazrein milata nahin mujse toh laga woh sharminda hai,
Sach toh yeh hai kay woh kis aur se nazrein milaye baitha hai..

Ek pal na lagaya tune jisse bhulane main Zalim,
Teri khatir woh duniya ko bhulaye baitha hai..

Jo bina shikayat kiye kanton par chalta raha sada,
Woh ‘Khamosh’ teri raahon par bas gulab bichaye baitha hai..

Ae fiza tu choo kar usse ehsaas karwa dena,
Uska chahne wala aj tak uske ane ki umeed lagaye baitha hai..

Woh toh bhale bhool gaya mujhe mager main na bhoola saka,
Uski yaadon ko aj bhi ‘Khamosh’ dil main basaye baitha hai..

~..Rahim..~..A Silent Heart..~

achchi hai poem
Logged
dead heart
Guest
«Reply #21 on: February 12, 2011, 03:17:30 PM »
Shukriya KA jee..
Khush rahiye..!
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 02:00:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer