| 
							diljala
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    | 
									   «Reply #225 on: October 16, 2004, 03:27:05 PM »   | 
								
						 | 
							 
 thanks waheed_rose2004
  urj hai
  unka cherha hur waqut mahtab lagata tha muha se nikla hur lafz hizab lagta tha ek roj poocha tha use kayamat se pahle ke ek adad mai.n kya unko sawal lagta tha waise to hur sawal ka jawab hota hai hussan walo.n ke pass kya ma.n ek sawal unhe lajawab lagta tha 
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							yasir_sensitive
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #226 on: October 16, 2004, 07:27:10 PM »   | 
								
						 | 
							 
 bohot khoob^^ 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							yasir_sensitive
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #227 on: October 16, 2004, 07:28:12 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Naa koi gham hai naa khushi hai tere jaane ki ab to yaad nahi aati beete zamaane ki
  main apne kal ko bhool jaaoon yahi behtar hai kya zarurat hai apne aaj ko jalaane ki
  khaaye hain dhokhe maine jaan bhooj kar tumse jaane kya chaah thi mujhe pathar ko khuda banaane ki
  ki tumne chaaha kabhi mujhko ek pal bhi nahi yahi haqeeqat hai mere pyaar ke fasaane ki
  kehte hain koshishein ho jaati hain kaamyaab aksar is liye main bhi kar rahi hoon koshish tumhein bhulaane ki 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							diljala
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #228 on: October 17, 2004, 12:05:13 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Thanks to all
  urj hai
  sunte hai jab awaje yarr to mausiqui se lagti hai jab bhi baithe ghar ke samne unke to mahfil se lagti hai ab to ajmana hai apne intezare zor ko dikhe ga kya cherha jab talak annkh lagti hai aaj phir ja baithe maka.n ke samne dedareyarr ko waqut nahi kata,intezar ajab deewar se lagti hai nasseb hai mera gar dedare yarr ho warna yahi zindgi band kitab se lagti hai 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							waheed_rose2004
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #229 on: October 18, 2004, 10:25:19 PM »   | 
								
						 | 
							 
 wah!!!!!!!!!  diljale......yasir bhai...... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Pooja
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #230 on: October 18, 2004, 10:39:15 PM »   | 
								
						 | 
							 
 wowowowow Good work all!!!! 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Amit Janglan
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #231 on: October 21, 2004, 02:15:41 PM »   | 
								
						 | 
							 
 good work all 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							waheed_rose2004
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #232 on: October 23, 2004, 12:20:58 PM »   | 
								
						 | 
							 
 "Koi kabhi un chehron ko parhay  Jo afsaanon ki tarha hotay hain  Woh ankhein jin mein shokhion ki jagha  Gehray gehray samandar hotay hain  Woh hont jinhon ne hansi ki bajaye  Chup ki chaadurain orhi hoti hain  Woh dil jin mein hazar khuahishain nahi  Tootay huway armaan chupay hotay hain"......................... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Amit Janglan
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #233 on: October 23, 2004, 01:40:35 PM »   | 
								
						 | 
							 
 mnfardeen bhayi tum toh shayar ban bhigaye ho
 
 
 
  qubh dekho ayese izhaar na karooooooo 
  lough jaltaen hain sanam iz har na karoooooo 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Amit Janglan
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #234 on: October 23, 2004, 01:41:44 PM »   | 
								
						 | 
							 
 nice 1 waheed g 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							waheed_rose2004
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #235 on: October 24, 2004, 03:15:38 PM »   | 
								
						 | 
							 
 thanx amit..........
  A Mery Fan Kay Parstaar Tujhay Kia Maloom, Kitnay Dokh Sehta Hai Fankar Tujhay Kia Maloom, Raat Jab Jashn-E-Chiraaghaan Main Magan Thi Dunia   Kaun Roaya Pas-E-Diwar Tujhay Kia Maloom......................... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							waheed_rose2004
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #236 on: October 31, 2004, 10:21:33 PM »   | 
								
						 | 
							 
 JANA THA HUM SE DOUR BAHANE BANA LIYE .  AB TUM NE KITNI DOUR THIKANE BANA LIYE .  RUKSAT KAY WAKT TUM NE JO ANSOO HUMEN DIYE .  ON ANSOON SE HUM NE FASANE BANA LIYE .  DIL KO MILE JO DAAGH JIGER KO MILE JO DARD .  IN DAULATON SE HUM NE KHAZANE BANA LIYE .  JANA THA HUM SE DOOR TO BAHANE BANA LIYE .  AB TUM NE KITNI DOOR THIKANE BANA LIYE ......... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							waheed_rose2004
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #237 on: November 19, 2004, 04:44:20 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Gum Ne Hansne Na Diya Zamaane Ne Rone Na Diya Is Uljhan Ne Chain Se Jine Na Diya Thakk Kar Panah Lee Jab Sitaro Se Neend Aayi To Unki Yaad Ne Sone Na Diya.............. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							Pooja
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #238 on: November 19, 2004, 10:48:55 PM »   | 
								
						 | 
							 
 wah!!!! bahoot khoob!!!! 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							diljala
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #239 on: November 20, 2004, 11:24:48 AM »   | 
								
						 | 
							 
 Thanks To All
  Uraz Hai
  jab wo bat kartai thai ishro.n se kartai thai ham jab bat unki kartai thai nazaro.n se kartai thai hawaqut kahkasha si bhikri hui thi chaman mai.n jab bhi guzrai chamn se waar nazaro.n se katai thai hum kya thai ye patanahi humai.n unke k.unki baat to wo hazaro.n se kartai thai ek bat kya kahi pata nahi humne.n hum to ishq katai hai.n na jane wo kya kartai thai 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |