Doli

by Nino on February 07, 2005, 07:44:13 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Author  (Read 3598 times)
Nino
Guest
«Reply #45 on: February 12, 2005, 09:00:47 AM »
Na kiya kisi ne humpe itna karam
koi to dekta ek baar ba chshme karam
hum apno se bhagte rahe dar ba dar
zindagi ghuzer gayi ghairo raheme karem
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere yaar ki doli by jassi_deewana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Doli Uthi Hai Uski Shehnaion Ke Saath by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 11 12 »
Doli by seraj325 in Shayri for Dard -e- Judai
Doli me bitha koyi hume le jayega...... by Sapna Pandit in Shayri for Khumar -e- Ishq
doli(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
thycreator
Guest
«Reply #46 on: February 12, 2005, 09:07:05 AM »
Quote from: "Nino"
Na kiya kisi ne humpe itna karam
koi to dekta ek baar ba chshme karam
hum apno se bhagte rahe dar ba dar
zindagi ghuzer gayi ghairo raheme karem


Gairo pe bharosa ab accha lagne laga hai,
Apno se har pal hi ek dar rehne laga hai,
Dil toota hai dono ki bewafai se phir bhi,
Gairon ke zhakmo se lahu kam hi baha hai.
Logged
Nino
Guest
«Reply #47 on: February 12, 2005, 09:08:30 AM »
wah wah  super
Logged
Meena
Guest
«Reply #48 on: February 12, 2005, 09:08:59 AM »
wah creator ji! bohot hi acha likha apne!!!!! well said!!!!!!

 :D
Logged
thycreator
Guest
«Reply #49 on: February 12, 2005, 09:15:57 AM »
thanx both of u......
Logged
Nino
Guest
«Reply #50 on: February 12, 2005, 09:26:30 AM »
Jise humsafer banya wo hume kabhi samhj na saka
jo saath chala tha wo kabhi mazil tak na chal saka
ab chalta rahoon main ager Zindagi bhar to kis ke liye ?
jise humne dost samjha wo to kabhi mere jaazbaat samj na saka
Logged
Meena
Guest
«Reply #51 on: February 12, 2005, 09:30:25 AM »
wah nino!!! very true!!!!!!!!!

 :D
Logged
Nino
Guest
«Reply #52 on: February 12, 2005, 09:30:29 AM »
Na koi aas hai na hi koi umeed hai kisi se
ab sirf ek naumeedi hai zindagi se  
mar ke bhi mile sakoon hame kiya patta
shayed yehi hai ek umeed apni zindagi se
Logged
thycreator
Guest
«Reply #53 on: February 12, 2005, 09:34:36 AM »
Quote from: "Nino"
Jise humsafer banya wo hume kabhi samhj na saka
jo saath chala tha wo kabhi mazil tak na chal saka
ab chalta rahoon main ager Zindagi bhar to kis ke liye ?
jise humne dost samjha wo to kabhi mere jaazbaat samj na saka


Hmmmmm....

Jindagi kissi ke liye kabhi jee nahi jaati,
Ye ek ibadat hai jisse hame wafa hi dena hai,
Bewafa toh milte hai jeewan ke har rah par mujhko,
Hame toh phir bhi iss bewafa jeewan ka luft lena hai..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #54 on: February 12, 2005, 09:38:35 AM »
Quote from: "Nino"
Na koi aas hai na hi koi umeed hai kisi se
ab sirf ek naumeedi hai zindagi se  
mar ke bhi mile sakoon hame kiya patta
shayed yehi hai ek umeed apni zindagi se


Ufffff..........itni nirasha

Yahi toh ki hai galati har ek insaan ne sada,
Har apne se koi na koi umeed bandhi hai,
Humne bhi kissi ke liye aas ka diya jalaya tha,
Ab dekhte hai uss diye ko dam todte hue..
Logged
Nino
Guest
«Reply #55 on: February 12, 2005, 09:43:31 AM »
Wah wah bahut khoob
Logged
Nino
Guest
«Reply #56 on: February 12, 2005, 09:46:24 AM »
Diye to jalte hain bhujhne ke liye
humsafer milte hain bichadne ke liye
zindagi milti hai jeene ke liye
mohabat hoti hai roone ke liye
gila na shikwa hai ab hume kisi ke liye
qaber ka darwaza khula hai ab mere liye
Logged
thycreator
Guest
«Reply #57 on: February 12, 2005, 09:46:25 AM »
Quote from: "Nino"
Wah wah bahut khoob


Thanx nino ji.......... tongue3
Logged
Meena
Guest
«Reply #58 on: February 12, 2005, 09:48:15 AM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Nino"
Na koi aas hai na hi koi umeed hai kisi se
ab sirf ek naumeedi hai zindagi se  
mar ke bhi mile sakoon hame kiya patta
shayed yehi hai ek umeed apni zindagi se


Ufffff..........itni nirasha

Yahi toh ki hai galati har ek insaan ne sada,
Har apne se koi na koi umeed bandhi hai,
Humne bhi kissi ke liye aas ka diya jalaya tha,
Ab dekhte hai uss diye ko dam todte hue..


hmmmm...

jala kar diya usme tel dhalna bhul gaye,
jo aye kabhi  barsat usko chaat dena bhul gaye,
aaj kehte ho ke buj gaya diya tera,
diya bhi kya kare jo tum khud uski hifazat karna bhul gaye!!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #59 on: February 12, 2005, 09:51:53 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Nino"
Na koi aas hai na hi koi umeed hai kisi se
ab sirf ek naumeedi hai zindagi se  
mar ke bhi mile sakoon hame kiya patta
shayed yehi hai ek umeed apni zindagi se


Ufffff..........itni nirasha

Yahi toh ki hai galati har ek insaan ne sada,
Har apne se koi na koi umeed bandhi hai,
Humne bhi kissi ke liye aas ka diya jalaya tha,
Ab dekhte hai uss diye ko dam todte hue..


hmmmm...

jala kar diya usme tel dhalna bhul gaye,
jo aye kabhi  barsat usko chaat dena bhul gaye,
aaj kehte ho ke buj gaya diya tera,
diya bhi kya kare jo tum khud uski hifazat karna bhul gaye!!!!


Hmmmmmmmm.....

Kya karta uss diye ka jisse jalaya tha humne,
Usme tel dalne ka kam aapka hi toh tha,
Hum toh jalte diye ko toofan mein bhi jinda rakh lete,
Tune vishwas ka kawach hi nahi par diya mujhe.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 11:18:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer