ek adhura sa khawab.............

by ranjana on July 05, 2006, 10:18:05 AM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 6577 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: July 20, 2006, 01:25:37 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Again Ranjana Sis And Vikaas Bhai,..

Zabaan Mere Dard Ki Koi Samajh Na Saaka,..
Sab Milte Gaye Mujhe Yahaan Muskuraate Hue,..

________________________________-Jaanasheen-



hamne jab bhi dekha unki nighao.n mein
ek dard ka dariya thaa wahan per behta hua

paa na sake hum bhi fir ek pal ka sakun
unki aankh ka ashaq thaa meri palko per thara hua


Nice One,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
adhura hu by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
adhura jeevan............... by ranjana in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
ek adhura khawab by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
adhura aafsana by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Khawab Sirf Khawab Hi Reh Gaye by Devdas_online in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: July 20, 2006, 01:31:12 PM »
Aankhein Num Thi Meri Phir Bhi Muskuraata Raha,..
Khafaa Na Hojaaye Kahin Tu Isliye Mehfilon Mein Aata Raha,..

Dil Mein Laakhon Gham The Mere Phir Bhi Sab Ko Hasaata Raha,..
Kahin Tu Badnaam Na Hojaaye Ye Sochkar Sabse Naam Apna Choopaata Raha,..

Itne Karam Kiye Mujhpar Zamaane Waalon Ne "Jaanasheen",..
Ke Pehle Se Hi Tha Main Bebas Phir Bhi Har Koi Mujhe Sataata Raha,..

Ajab Dastoor Hai Duniya Ka ke Karte Na Kadar Wafaa Ki Chahaton Ki,..
Kiya Laakhon Sitam Mujhpar Duniyaa Waalon Ne Phir Bhi Main Muskuraata Raha,,

Jaane Kyun Samajh Na Saka Koi Mere Ghamon Ko,..
Mila Jo Mujhe Bankar Apna "Jaanasheen" Wohi Mujhe Aazmaata Raha,..

__________________________-Azeem-_______________________
Logged
ranjana
Guest
«Reply #47 on: July 20, 2006, 06:23:33 PM »
bahut khoob azeem bhai............

saanjh hui fir se udas ho gaya yeh mera dil
mera na ho ke fir kisi ka ho gaya yeh dil

unke bina kaise kaate hum zinadgi ki rahe.n
rasate ka pata nahi aur gaya meri zindagi ka sahil

kis qader bekhudi si chhayi hai is dil per
kyu khamoshi mein hi duba rehana chahata hai mera dil

kya kisi se ab hum  ruthey aur kis ki hum manaaye
do pal ki zindagi hai yeh ab toh ke baar hamse hans ke mil
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #48 on: July 22, 2006, 02:20:42 PM »
Shukriya Sis And Nice one,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #49 on: July 23, 2006, 05:05:43 PM »
shukriya Azeem bhai..........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #50 on: July 24, 2006, 10:35:50 AM »
Ur Always welcome Sis,,.
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 01:10:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer