girte-girte

by rehana4u on December 23, 2004, 04:57:32 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 3026 times)
immi
Guest
«Reply #15 on: December 24, 2004, 04:19:59 PM »
Bahot Khoob Rehana !!
N sufyan u too !!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #16 on: December 25, 2004, 12:42:27 PM »
excellent work all.............

mere raat or din itne soonsaan hain
mere shaam`o sehar itne weeraan hain
bus yeh hee sonch ker jism aur rooh par
chaa raha hai alam hum bichad jayenge..........
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #17 on: December 25, 2004, 01:03:15 PM »
It was nice written by all.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #18 on: December 27, 2004, 04:46:18 PM »
ur welcome..............Just_Hate_Love  :lol:
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #19 on: January 16, 2005, 01:39:00 PM »
Yeh zindagi bari ajeeb si



Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Kabhi khushi hamaray sath sath
Kabhi gammon ki barsat si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi tofanon main bhi hain rastay
Kabhi manzilon ka pata nahi
Kabhi do kadam pay zindagi
Kabhi saddeuon tak intizar si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi her pal emtihan hai
Kabhi bin mangay enam hai
Kabhi kuch nahi
Kabhi sab kuch si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
n/m
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #20 on: January 16, 2005, 01:47:42 PM »
"Youn To Zindagi Mein Loog Aatay Jatay Rahay
Ham To Faqat Tere Aarzoo Mein Jeetay Rahay
Din Zindagi Kay Yuin He Qat tay Rahay
Mah Wa Saal Mein Badaltay Rahay
Aik Muddat Hoi Tujhe Dakhe hoya
Teray Intizar Mein Har Shaam Chokhat Pe Baithay Rahe
Dekha Jo Aina To Dekhtay Hi Rah Gaya
Din Jawani Kay Hoi Gum Aur Durhapa Pa Gay
n/m
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #21 on: January 16, 2005, 01:51:33 PM »
Wohi qissey wohi baat puraani apni
Kon sunta hay bhula aaj kahani apni
Har situmgar ko hamdarad samajh leti hay
Kitni khushFaham hay kumbakhat yeh jawani apni
Kon sunta hay bhula aaj kahani apni
Wohi qissey wohi baat puraani apni
Roz milte hain dareechey mein naye phool mujhe
Chhor jataa hay roz koi nishaani apni
Kon suntaa hay bhula aaj kahani apni
Wohi qissey wohi baat puraani apni
- Dushmano se hi gham-e-dil ka maza milta hay
Doston ne koi baat nhi maani apni
Kon suntaa hay bhula aaj kahani apni
Wohi qissey wohi baat purani apni
n/m
Logged
ragini
Guest
«Reply #22 on: January 16, 2005, 01:51:39 PM »
Hi salma

bahut achche,

by the way tum aaj dard mein kya kar rahi ho
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #23 on: January 16, 2005, 01:55:57 PM »
hahahahah ragini aise hi yaar mere ek dost ki yaad aa gi hai bas aise hi :D

zindagi mein har ek pal ek jaise nahin hote hain,
kabhi khusi hoti hai kabhi dard hoti hain,
zindagi bi ek mousaam ki thara hote hain,
har pal  insan ki zindagi badalthi raheti hain !!!
Logged
ragini
Guest
«Reply #24 on: January 16, 2005, 01:59:25 PM »
aaj tumhra mood bahut hi philosophic lag raha hain
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #25 on: January 16, 2005, 02:02:05 PM »
hahahaha ragini hahahah ab iss baath pe bi main kuch likh doongi hahaha :lol: jaise ke......

zindagi main kabhi philosophic bi hona chaiye,
aise nahin hote zindagi ka tajurba nahin hote hai :D

ahhahahaha:lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #26 on: January 16, 2005, 02:02:57 PM »
wah!!!!!!!!!!!!!!  bahot khoob salma........... :lol:

itni mohabbat dost ki..........  :lol:
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #27 on: January 17, 2005, 07:23:48 AM »
Woooow Salmaji it was a gr8 one.
Dost ke liye log kuchh bhi kar jaate hai bhai.
Kyun Salmaji ?
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #28 on: January 17, 2005, 07:53:31 AM »
Quote from: "salma4u"
Yeh zindagi bari ajeeb si



Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Kabhi khushi hamaray sath sath
Kabhi gammon ki barsat si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi tofanon main bhi hain rastay
Kabhi manzilon ka pata nahi
Kabhi do kadam pay zindagi
Kabhi saddeuon tak intizar si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi her pal emtihan hai
Kabhi bin mangay enam hai
Kabhi kuch nahi
Kabhi sab kuch si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
n/m


very nice all of u
bahut ache salma ji
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #29 on: January 17, 2005, 08:15:58 AM »
Chehra chupa liya maine kafan me;
unse milne ki fursat tak na mili;
jab woh humse haale dil poochne aaye;
to raaste me meri mayyat mili.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 11:38:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer