gunaah

by nishita on February 21, 2005, 10:06:59 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 7135 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #45 on: February 27, 2005, 12:07:09 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"

tere paas aane ko jii chaahataa hai
naye zaKhm khaane ko jii chaahataa hai

zamaanaa meraa aazamaayaa huaa hai
tujhe aazamaane ko jii chaahataa hai

rukh-e-zindagii se naqaabein ulaT kar
haqiiqat dikhaane ko jii chaahataa hai...

HumTum

Waafa ko hum azmana chahte hai,
Use is imtehan me lana chahte hai,

Purane zakhm bhar jane se pehle,
Nayi ek chhot khana chahte hai,

Ye ankhen aur bharr aati hai,
Agar hum muskurana chahte hai,

Nishita ko hai iqrar-e-ulfat ki kashish,
tumhe wafa-e-mohabbat samjhana chahte hai....

qahar ho yaa balaa ho, jo kuchh ho
kaash ke tum mere liye hote

merii qismat mein Gam gar itanaa thaa
dil bhii yaa rab ! kaii diye hote

aa hii jaataa vo raah par 'HumTum'
koii din aur bhii jiye hote ..

HumTum

Yeh khalish kar degi deewaanaa mujhe
jaan kar bhi kyun na pehchaanaa mujhe

Aashiqi ke zikr main ek ajanabi
keh gayaa mera hi afsaanaa mujhe

Na mila hai na milega pyaar mujhe
Band kar do aur behalaanaa mujhe

tum bhi Khafaa ho log bhii beraham hain dosto
ab ho chalaa yaqiin ke bure ham hain dosto

kuchh aaj shaam hii se hai dil bhii bujhaa bujhaa
kuchh shahar ke chiraaG bhii maddham hain dosto

HumTum

Dil mein chupaa liya hai tere gham ko isliye
Ye bhi  bichar  na  jaaye  tere pyar ki   tarha
keh rahe hai wo ki wafa na ki unhone humse
bewafa to hum hai koi samjha de unhe zara

vafaa ke Khvaab muhabbat kaa aasara le jaa
agar chalaa hai to jo kuchh mujhe diyaa le jaa

nadaamaten hon to sar baar-e-dosh hotaa hai
'HumTum' jaan ke evaz aabaruu bachaa le jaa...

HumTum

wow wow wow  kya  baat  hai  yahan........  bahot  khoob  doston........

Is Shehr-E-Taabnaak Mein Aisa Koi To Ho
Jalte Jhulaste Jismon Ko Dekhe, Ridaayen De

Ai Dost Jahaan Mein Koi Bhi Aisa Nahin Rahaa
Chup Chup Ke Jo Har Aik Dil Ko Duaayen De...... sad5

Rida =  Chadar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gunaah by mohd_i'm in Shayri-E-Dard
....~~~Gunaah~~.... by HumTum in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
gunaah kya hai..?? by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
*****GUNAAH***** by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
Gunaah by angel4u in Shayri-E-Dard
Arifa
Guest
«Reply #46 on: February 27, 2005, 12:25:43 PM »
wahwah waheed bhai bohat khoob
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #47 on: February 27, 2005, 12:36:25 PM »
ur  welcome  arifa  sis..............  :lol:
Logged
Arifa
Guest
«Reply #48 on: February 27, 2005, 12:44:12 PM »
laboo par jhoothe tubbasum ko sab ne dekha hai
padi na zakhm e jigar par nazar zamane ki
Logged
nikki
Guest
«Reply #49 on: February 27, 2005, 12:53:00 PM »
wao!!  nice work....  Arifa sis n Waheed bhai..
Logged
bond
Guest
«Reply #50 on: February 27, 2005, 02:24:00 PM »
NICE ALL..........

bhuul shaayad bahut baDii kar lii
dil ne duniyaa se dostii kar lii

tum muhabbat ko khel kahate ho
ham ne barbaad zindagii kar lii

us ne dekhaa baDii inaayat se
aaNkhon aaNkhon meIn baat bhii kar lii

aashiqii meIn bahut zaruurii hai
bevafaaii kabhi kabhii kar lii

ham nahiin jaanate chiraaGoon ne
kyon andheron se dostii kar lii

dhaDakanein dafn ho gayi hongii
dil mein diivaar kyon khaDii kar lii

(NM)
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #51 on: February 27, 2005, 10:30:25 PM »
dhaDakanein dafn ho gayi hongii
YADEEIN BHSAM HO GI HON GI
Logged
nishita
Guest
«Reply #52 on: February 28, 2005, 09:12:22 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"

tere paas aane ko jii chaahataa hai
naye zaKhm khaane ko jii chaahataa hai

zamaanaa meraa aazamaayaa huaa hai
tujhe aazamaane ko jii chaahataa hai

rukh-e-zindagii se naqaabein ulaT kar
haqiiqat dikhaane ko jii chaahataa hai...

HumTum

Waafa ko hum azmana chahte hai,
Use is imtehan me lana chahte hai,

Purane zakhm bhar jane se pehle,
Nayi ek chhot khana chahte hai,

Ye ankhen aur bharr aati hai,
Agar hum muskurana chahte hai,

Nishita ko hai iqrar-e-ulfat ki kashish,
tumhe wafa-e-mohabbat samjhana chahte hai....

qahar ho yaa balaa ho, jo kuchh ho
kaash ke tum mere liye hote

merii qismat mein Gam gar itanaa thaa
dil bhii yaa rab ! kaii diye hote

aa hii jaataa vo raah par 'HumTum'
koii din aur bhii jiye hote ..

HumTum

Yeh khalish kar degi deewaanaa mujhe
jaan kar bhi kyun na pehchaanaa mujhe

Aashiqi ke zikr main ek ajanabi
keh gayaa mera hi afsaanaa mujhe

Na mila hai na milega pyaar mujhe
Band kar do aur behalaanaa mujhe

tum bhi Khafaa ho log bhii beraham hain dosto
ab ho chalaa yaqiin ke bure ham hain dosto

kuchh aaj shaam hii se hai dil bhii bujhaa bujhaa
kuchh shahar ke chiraaG bhii maddham hain dosto

HumTum

Dil mein chupaa liya hai tere gham ko isliye
Ye bhi  bichar  na  jaaye  tere pyar ki   tarha
keh rahe hai wo ki wafa na ki unhone humse
bewafa to hum hai koi samjha de unhe zara

vafaa ke Khvaab muhabbat kaa aasara le jaa
agar chalaa hai to jo kuchh mujhe diyaa le jaa

nadaamaten hon to sar baar-e-dosh hotaa hai
'HumTum' jaan ke evaz aabaruu bachaa le jaa...

HumTum

ek lamhe ki thi pyaas wo bhi na bhujaai kisi ne
jaane  kaisi  mohabbat  apni  nibhaai  kisi  ne
maut  bhi  na  aaii  aur  ishq  bhi  rooth  gaya
duniyaa  me  ye  kaisi  saza  paaii  kisi  ne

nm
Logged
nishita
Guest
«Reply #53 on: February 28, 2005, 09:12:53 AM »
waah waheed and bond.. very nice.... thanks all
Logged
HumTum
Guest
«Reply #54 on: February 28, 2005, 01:38:59 PM »

YooNto ik umr hui ye sunte-sunte
Badi ‘Paak’ si shey hai mohobbat yaaroN,
Apne is paak se Zajbe ko bhi
Paap ki tarha chhupata hai koi,

Kisi ek dil me thodi si jageh paane ko
Or darmiyaaN ye nazdikiyaaN barhane ko,
Sachi or jhhoothi jamaane bhar ki
KahaaniyaaN jaane kitni hi, banata hai koi,

Yaar kehte haiN ke is din to jataao chaahat
Is tarah khud ko bhala satata hai koi,
Wo "HumTum" kehta ke taareek me kya rak.kha hai
Or kuchh is tarah se khud ko hi behlaata hai koi?

HumTum
Logged
nishita
Guest
«Reply #55 on: February 28, 2005, 05:26:52 PM »

Log kehte hain waqt chalta hai
Aur insaan bhi badalta hai

Kaash ruk jaaye waqt aaj ki raat
Aur badle na mera yaar aaj ki raat

bata de wo dil ki baat aaj ki raat
dede wo mera saath bas aaj ki raat
Logged
HumTum
Guest
«Reply #56 on: February 28, 2005, 05:39:37 PM »

urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
jinse shikve haiN unhe paas bulayeiN pehle

faasle zindgi se aur badhaa denge tiri
khud ko aihsaan tire yaad dilayeiN pehle

Haay mazbooriyaN shayar ki zamane waloN
HumGhazal ho bhi to khud ko rulayeiN pehle

Jinse kahni haiN hume pyaar ki bateiN apni
Unko ye shauk "HumTum" sher sunayeiN pehle ...

HumTum
Logged
nishita
Guest
«Reply #57 on: February 28, 2005, 05:52:39 PM »

bohat achhe

Fasle hain abhi kuch manzilon ke samne
dermiyan koi nahi hai, aaina hai samne
soch me dooba hai shayar,kab milegi manzil usse
Main kyu palkhein uthao jab humsafar hai saamne
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #58 on: March 01, 2005, 01:46:19 AM »
GOOD ONE NISHITA
Logged
HumTum
Guest
«Reply #59 on: March 01, 2005, 09:38:07 AM »
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"

YooNto ik umr hui ye sunte-sunte
Badi ‘Paak’ si shey hai mohobbat yaaroN,
Apne is paak se Zajbe ko bhi
Paap ki tarha chhupata hai koi,

Kisi ek dil me thodi si jageh paane ko
Or darmiyaaN ye nazdikiyaaN barhane ko,
Sachi or jhhoothi jamaane bhar ki
KahaaniyaaN jaane kitni hi, banata hai koi,

Yaar kehte haiN ke is din to jataao chaahat
Is tarah khud ko bhala satata hai koi,
Wo "HumTum" kehta ke taareek me kya rak.kha hai
Or kuchh is tarah se khud ko hi behlaata hai koi?

HumTum

Log kehte hain waqt chalta hai
Aur insaan bhi badalta hai

Kaash ruk jaaye waqt aaj ki raat
Aur badle na mera yaar aaj ki raat

bata de wo dil ki baat aaj ki raat
dede wo mera saath bas aaj ki raat

urz kar denge hunar aakh bhar aaye pehle
jinse shikve haiN unhe paas bulayeiN pehle

faasle zindgi se aur badhaa denge tiri
khud ko aihsaan tire yaad dilayeiN pehle

Haay mazbooriyaN shayar ki zamane waloN
HumGhazal ho bhi to khud ko rulayeiN pehle

Jinse kahni haiN hume pyaar ki bateiN apni
Unko ye shauk "HumTum" sher sunayeiN pehle ...

HumTum

bohat achhe

Fasle hain abhi kuch manzilon ke samne
dermiyan koi nahi hai, aaina hai samne
soch me dooba hai shayar,kab milegi manzil usse
Main kyu palkhein uthao jab humsafar hai saamne

tuu kisii aur kii jaagiir hai ai jaan-e-Gazal
log tuufaan uthaa denge mere saath na chal

ab kisii aur kii baahon mein hain baahein terii
ab kahaaN meraa Thikaanaa hai kahaaN teraa mahal...nm

HumTum
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 01:53:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer