....~~Hasrat~~....

by HumTum on January 27, 2005, 11:56:33 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2678 times)
HumTum
Guest
«Reply #15 on: January 28, 2005, 05:24:41 PM »
Quote from: "nikki"
good work Hum Tum ji n Pooja ji...

tumhe us pyaar ki kasam jo kisi roz kiya tha
guzre waqt ki tarah guzar mat jana
yaadon ke bahane hi sahi...milne jaroor aana...



nice one ......

milne to aa jaye Hum, dar sa lagta hai lekin
RanZ aur DarD se dosti hai meri ..............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ibadatt ki hasrat si hai by poem143s in Shayri-E-Dard
Itni si Hasrat by jass_eins in Shayri for Khumar -e- Ishq
hasrat by salaam2all in Shayri for Khumar -e- Ishq
hasrat by aftab alam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
HASRAT by jay091081 in Gujarati
nikki
Guest
«Reply #16 on: January 28, 2005, 05:28:52 PM »
nice ...

dar kis baat hai tumhe?
maine to apni duniya hi ranz-o-gum se sajai hai...


khud ko akela mat samzho
is kashti mein aur log bhi sawaar hain
Logged
HumTum
Guest
«Reply #17 on: January 28, 2005, 06:02:26 PM »
Quote from: "nikki"
nice ...

dar kis baat hai tumhe?
maine to apni duniya hi ranz-o-gum se sajai hai...


khud ko akela mat samzho
is kashti mein aur log bhi sawaar hain



very good ......

mein kasey yaqeen ker looN ke ho tum bhi gum ke sagar mein
Ke meine kaye hain Dokehey duniya mein har dum har pal......
Logged
nikki
Guest
«Reply #18 on: January 28, 2005, 06:07:19 PM »
very nice...

jab itne dhokhe khaye hain to darna kaisa
sabko itne maoke diye hain ..to hum se hi se bach ke nikalna kaisa....
Logged
HumTum
Guest
«Reply #19 on: January 28, 2005, 06:15:19 PM »
Quote from: "nikki"
very nice...

jab itne dhokhe khaye hain to darna kaisa
sabko itne maoke diye hain ..to hum se hi se bach ke nikalna kaisa....



good.....

gar ik aur dhokha mila to mar jaunga...
tuuta hua hooN mein, na hath lga ke bikher jaunga.....
Logged
nikki
Guest
«Reply #20 on: January 28, 2005, 06:27:21 PM »
too good...


aji humne kab kaha ki hum dhokha denge
tere zakhmo ko hum sehlayenge....
tere gum ko apna samazh kar apnayenge
tuzhe hasna hum fir se sikhayenge..
Logged
nikki
Guest
«Reply #21 on: January 28, 2005, 06:41:33 PM »
sorry last one incomplete reh gaya...
ab complete karti hun

ho sake to yakin karke dekh
ek baar mere dil ke muhalle se bhi gujar ke dekh


jo khud bikhra hua hai
woh kisi ko kya haath lagayega
jisne khai hain zamane ki thokrein
woh kisi ko kya thes pahunchayega
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #22 on: January 28, 2005, 06:41:40 PM »
gr8 going buddies... nicci n humtum
Logged
nikki
Guest
«Reply #23 on: January 28, 2005, 06:43:15 PM »
thanx Heart.....
Logged
jeenu
Guest
«Reply #24 on: January 29, 2005, 06:46:23 AM »
hay Hum-Tum,
1st poetry in this thread was really nice...
its ur own...Huh?


Na tha wasta koi sher se na tha shayri se main aashnaN
Tere dard ne teri yaad ne mujhe sher kehna sikha diaa.!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #25 on: January 31, 2005, 09:09:47 AM »
Quote from: "jeenu"
hay Hum-Tum,
1st poetry in this thread was really nice...
its ur own...Huh?


Na tha wasta koi sher se na tha shayri se main aashnaN
Tere dard ne teri yaad ne mujhe sher kehna sikha diaa.!!


Thanks jeenu ji...... aur jo pehle wali poerty hai woh to bus yun hi dil ke zazbatooN ne kuch lafzooN ka roop le liya varna hum kha aur shayri kha.
God bless you.

HumTum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #26 on: January 31, 2005, 09:20:44 AM »
Quote from: "nikki"
sorry last one incomplete reh gaya...
ab complete karti hun

ho sake to yakin karke dekh
ek baar mere dil ke muhalle se bhi gujar ke dekh


jo khud bikhra hua hai
woh kisi ko kya haath lagayega
jisne khai hain zamane ki thokrein
woh kisi ko kya thes pahunchayega


Kyu bulati hai usse jo bikhra hai..
sansoN pe jiski Maut ka pehra hai..
"HumTum" kya dega tumjey.........
uski to roshni per bhi anderoN ka pehra hai....

bus sun sakta hun teri dastaN...
aur woh zazbaat jo tere ander hai..
kabhi fursat miley to suna dena...
00353872819750 yeh mera no hai...

sory nikki ji aur koi line nhi bni....

HumTum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #27 on: January 31, 2005, 10:17:46 AM »
banDh aakhoN se phir usne haath, haath mein diya,
humko sunayee dene lage nagme pyaar ke.

aur phir meri aagosh mein simTa hua badan,
kayee baar humse qatl hue *itkhtiyaar ke.
Logged
jeenu
Guest
«Reply #28 on: February 01, 2005, 11:59:40 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "jeenu"
hay Hum-Tum,
1st poetry in this thread was really nice...
its ur own...Huh?


Na tha wasta koi sher se na tha shayri se main aashnaN
Tere dard ne teri yaad ne mujhe sher kehna sikha diaa.!!


Thanks jeenu ji...... aur jo pehle wali poerty hai woh to bus yun hi dil ke zazbatooN ne kuch lafzooN ka roop le liya varna hum kha aur shayri kha.
God bless you.

HumTum



u wel come Hum_Tum jee,

Agar bura na maane to ek baat kahoon ki us poetry ko mane ek dusri
poetry forum main kisi shayar Hassan_bashir ke naam se bhi dekha hai
to main confuse hoon ke yeh aap ki hai ya Hassan ki ?? please aap clear
karengey is baat ko Huh??

b coz jo insaan shayri ko dil se pasand karta hai aur velue bhi samjhta hai
woh kisi aur ki shabashi apne sar lena kabhi nahin chahega ..hai na Huh?

thanks

Jeenu
Logged
HumTum
Guest
«Reply #29 on: February 01, 2005, 12:11:53 PM »
Quote from: "jeenu"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "jeenu"
hay Hum-Tum,
1st poetry in this thread was really nice...
its ur own...Huh?


Na tha wasta koi sher se na tha shayri se main aashnaN
Tere dard ne teri yaad ne mujhe sher kehna sikha diaa.!!


Thanks jeenu ji...... aur jo pehle wali poerty hai woh to bus yun hi dil ke zazbatooN ne kuch lafzooN ka roop le liya varna hum kha aur shayri kha.
God bless you.

HumTum


you wel come Hum_Tum jee,

Agar bura na maane to ek baat kahoon ki us poetry ko mane ek dusri
poetry forum main kisi shayar Hassan_bashir ke naam se bhi dekha hai
to main confuse hoon ke yeh aap ki hai ya Hassan ki ?? please aap clear
karengey is baat ko Huh??

b coz jo insaan shayri ko dil se pasand karta hai aur velue bhi samjhta hai
woh kisi aur ki shabashi apne sar lena kabhi nahin chahega ..hai na Huh?

thanks

Hi jeenu ji.... well i don't know wether the poetry was the totally same which you saw in another forum or not. but ya i would say all the kalam wasn't mine but some of the shares were mine and other shares one of my frd gave it to me who lives with me in ireland. i don't know from where she get. but ya thanks very much for your comments and from now on i will write " not mine " if won't be mine..... Thsnks very much

HumTum
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 04:43:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.174 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer