haye....Yeh dard.........

by Princess21 on February 12, 2005, 06:19:34 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2013 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #30 on: February 14, 2005, 07:31:51 AM »
Quote from: "Princess21"
Ur welcome Aryaan...

Fakhar for you....

HUmain yehi baat pehle bhi kabhi kisi ne kahi thi..
yeh sun kar humain bhi buhat khushi huee thi...
Par jab hum unhen dil se chahne lage..to...
Un ko to humari fikar hi nahi thi...
Hum ne unn se Pyar keun kya?....
Yehi soch kar main dukhi huee thi...

YEh pyar Ki baton par se yakeen hutne laga hai...
Dil baar baar dukhe...yeh saha nahi jata hai...



excllent  work  all...............    sabhi  logon  ne  bahot  acha  likha  hai.........  :lol:

Yehi Hai Vo Jagah Jisko Muqaam'e Ishq Kehte Hain
Yehan Per Zindagi Khwaabon Ki Tasweerein Banati Hai..................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
door khade ho kar haye vo muskurana aapka by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
haye allah by Shikhar Insa in Share:Love Poetry
haye yeh ishq by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Haye re yeh mehngai by soudagar in Miscellaneous Shayri
Haye Mohabbat… by Iqtedar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aryaan
Guest
«Reply #31 on: February 14, 2005, 07:37:25 AM »
shukriya  Waheed.....


Main tau samjha tah ke laut aate jaane waaley
Tu ne jaa  kar  tau,  judaai  meri  kismat  kar  di
Logged
Princess21
Guest
«Reply #32 on: February 14, 2005, 07:51:55 AM »
thanx
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #33 on: February 14, 2005, 07:58:42 AM »
ur  welcome  princi.............aryan..........

nice  aryan..............  :lol:
Logged
Meena
Guest
«Reply #34 on: February 14, 2005, 08:40:14 AM »
wah wah to princess, waheed ji aryaan ji!

 :D

Aryaan ji:

"Main tau samjha tah ke laut aate jaane waaley
Tu ne jaa kar tau, judaai meri kismat kar di"


apki kismat banane ka haq apne unhe diya hi kyu,
dil toot hua  apne wapas lyia hi kyu,
ki na usne wafa aur chal diye chod kar,
uska intezaar aye dost tumne kiya hi kyu? :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #35 on: February 14, 2005, 09:42:23 AM »
Quote from: "Meena"
wah wah to princess, waheed ji aryaan ji!

 :D

[you]Aryaan ji:[/you]

"Main tau samjha tah ke laut aate jaane waaley
Tu ne jaa kar tau, judaai meri kismat kar di"


apki kismat banane ka haq apne unhe diya hi kyu,
dil toot hua  apne wapas lyia hi kyu,
ki na usne wafa aur chal diye chod kar,
uska intezaar aye dost tumne kiya hi kyu? :D



Shi lihkha hai meena ji, lekin hamara jwab phir se kuch aur hi hai... zra gaur farmaiyega...

ishq fanaa kaa naam hai ishq mein zindagii na dekh
jalvaaa-e-aaftaab ban zarre mein roshanii na dekh

shauq ko rah-numaa banaa jo ho chukaa kabhii na dekh
aag dabii huii nikaal aag bujhii huii na dekh

tujh ko Khudaa kaa vaastaa tuu merii zindagii na dekh
jis kii sahar bhii shaam ho us kii siyaah shavii na dekh

HumTum
Logged
Princess21
Guest
«Reply #36 on: February 23, 2005, 08:13:34 PM »
Thanx meena sis..
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #37 on: February 23, 2005, 08:28:28 PM »
Quote from: "Meena"
wah wah to princess, waheed ji aryaan ji!

 :D

[you]Aryaan ji:[/you]

"Main tau samjha tah ke laut aate jaane waaley
Tu ne jaa kar tau, judaai meri kismat kar di"


apki kismat banane ka haq apne unhe diya hi kyu,
dil toot hua  apne wapas lyia hi kyu,
ki na usne wafa aur chal diye chod kar,
uska intezaar aye dost tumne kiya hi kyu? :D

kya baat hai aapki Meena....Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #38 on: February 23, 2005, 08:34:26 PM »
Be-dard zamaane ne bohat hum ko sikhaaya
Ek baar hansaaya tau sau baar rulaaya
Jo taaj mahal hum ne tasavur mein banaaya
Mitti ka ghar bhi na tha jab hosh hamein aaya...
Logged
Princess21
Guest
«Reply #39 on: February 23, 2005, 08:56:13 PM »
Wowwww Aryaan kya baat hai buhat hi nice... Usual Smile

Be-dard zamaane ne bohat hum ko sikhaaya
Ek baar hansaaya tau sau baar rulaaya
Jaise ji rahe the waise hi reh jaate zindagi bhar...
To pher keun tum ne aake meri zindagi main mujhe jeena sikhaya..
Tum ne to mujhe apni ek addat see daal di hai...
Chor kar chale gaye mujhe....Phir se dard bhara toophan meri zindagi main aya....
Aisa hi karna tha gar tum ko mere saath!!...
KEun tum ne meri ankhon main yeh sapna Sajaya.. :cry:

Aryaan koshish ki hai pata nahi acha lage ke nahi!! :oops:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #40 on: February 23, 2005, 08:59:14 PM »
How sad Princess.... aap ki koshish kabhi bekaar nahi jati..
Bohat achey....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #41 on: February 23, 2005, 09:16:55 PM »
wah!!! bahoot khoob!! khas kar Aryaan ji bahoot acha likha hai apne!!!!

Khud hi paya, kuch kar lo, ab na jaye bhulaya
hi...yah dard, na jai, kisi bhi tarah churraya!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #42 on: February 23, 2005, 09:22:30 PM »
Shukriya Pooja... n  Nice one......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #43 on: February 24, 2005, 01:40:48 AM »
Quote from: "Princess21"
Wowwww Aryaan kya baat hai buhat hi nice... Usual Smile

Be-dard zamaane ne bohat hum ko sikhaaya
Ek baar hansaaya tau sau baar rulaaya
Jaise ji rahe the waise hi reh jaate zindagi bhar...
To pher keun tum ne aake meri zindagi main mujhe jeena sikhaya..
Tum ne to mujhe apni ek addat see daal di hai...
Chor kar chale gaye mujhe....Phir se dard bhara toophan meri zindagi main aya....
Aisa hi karna tha gar tum ko mere saath!!...
KEun tum ne meri ankhon main yeh sapna Sajaya.. :cry:

Aryaan koshish ki hai pata nahi acha lage ke nahi!! :oops:



DIL K DRWAZA
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 04, 2024, 05:44:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer