Honton pe hansi dekh li...

by Aryaan on May 06, 2005, 02:14:21 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3506 times)
Aryaan
Guest
«Reply #15 on: May 08, 2005, 01:07:40 AM »
Dil pe choat pari tau, nikal pare aansoo
Kisi ki yaad barhi tau, nikal pare aansoo

Bohat sanmbhaal ke rakha tha hum ne unn ko par
Dilon pe os pari tau, nikal pare aansoo

Tamaam umr kati paanion se larte huwe
Bhanwar mein naao phassi tau nikal pare aansoo

Jisey samajhte rahe QehQahon ki maala hum
Wohi kitaab parhi tau nikal pare aansoo
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Honton ke mehaktay by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Apne honton per sajana chahta... by qakhs in Shayari -e- Husn
Yun hi hansi hansi main!!!!! by Talat in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
MAI NE HONTON KI HANSI SE JIYA HAI... by N.R.MALIK in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Honton Ko Tere Honton Se Lagana Chahta Hu by awais_007 in Miscellaneous Shayri
jalpari
Guest
«Reply #16 on: May 08, 2005, 01:45:18 AM »
Quote from: "Aryaan"
Dil pe choat pari tau, nikal pare aansoo
Kisi ki yaad barhi tau, nikal pare aansoo

Bohat sanmbhaal ke rakha tha hum ne unn ko par
Dilon pe os pari tau, nikal pare aansoo

Tamaam umr kati paanion se larte huwe
Bhanwar mein naao phassi tau nikal pare aansoo

Jisey samajhte rahe QehQahon ki maala hum
Wohi kitaab parhi tau nikal pare aansoo

Aryaan..yeh bhi apki doosri kawitaon ki tarha bohut hi achi hai..
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #17 on: May 08, 2005, 07:06:36 AM »
Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan
Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha....wah wah kya khoob Aryan....so touching
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #18 on: May 08, 2005, 05:39:08 PM »
Quote from: "isha_verma7"
Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan
Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha....wah wah kya khoob Aryan....so touching

Thanks Isha & Jalpari.......
Logged
apnaa_koi
Guest
«Reply #19 on: May 08, 2005, 08:37:28 PM »
Quote from: "Aryaan"
Honton pe hansi dekh li, dil ke ander nahi dekha
  Yaaron ne mere gham ka samander nahi dekha

  Kitni haseen hai duniya ye dekha hai aap ne
  Marr marr ke jeene walon ka manzar nahi dekha

  Sheeshe ka makaan tumne bana tau liya aye dost
  Lekin waQt ke haath ka pathar nahi dekha

  Rishton ke toot-ne ka dard aap kya samjhein
  Woh lamha kabhi aap ne jee kar nahi dekha

  Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan
  Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha....


Another jem Aryaan...
Apke shayrii sir annkoun per

Always Anjli
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #20 on: May 09, 2005, 02:39:45 AM »
Quote from: "apnaa_koi"
Quote from: "Aryaan"
Honton pe hansi dekh li, dil ke ander nahi dekha
  Yaaron ne mere gham ka samander nahi dekha

  Kitni haseen hai duniya ye dekha hai aap ne
  Marr marr ke jeene walon ka manzar nahi dekha

  Sheeshe ka makaan tumne bana tau liya aye dost
  Lekin waQt ke haath ka pathar nahi dekha

  Rishton ke toot-ne ka dard aap kya samjhein
  Woh lamha kabhi aap ne jee kar nahi dekha

  Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan
  Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha....


Another jem Aryaan...
Apke shayrii sir annkoun per

Always Anjli

Shukriya Anjli.....aur aapki "daad" sarr aankhon par....Usual Smile
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #21 on: May 09, 2005, 03:02:35 AM »
zindagi bahut khubsoorat hai ....
yakeen to kar ke dekho
na manna hai to koi baat nahi ...
khud ko jala kar to dekho  
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #22 on: June 04, 2005, 03:09:33 PM »

Bhool gaya gham de ke mujhe jo
Main kyun uss ko yaad karoon
Main kyun uss ke pyar ki khaatir
Apna dil barbaad karoon
Jab uss ko mere gham ka ehsaas nahi
Pyar ki aahon ka harr aansu
Banta nahi hai taaj mehal
Qismat jinke sath ho unko
Milta hai chahat ka badal
Par aisi Qismat hi, mere paas nahi...
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #23 on: June 04, 2005, 03:21:57 PM »
Quote from: "Aryaan"
Honton pe hansi dekh li, dil ke ander nahi dekha
  Yaaron ne mere gham ka samander nahi dekha

  Kitni haseen hai duniya ye dekha hai aap ne
  Marr marr ke jeene walon ka manzar nahi dekha

  Sheeshe ka makaan tumne bana tau liya aye dost
  Lekin waQt ke haath ka pathar nahi dekha

  Rishton ke toot-ne ka dard aap kya samjhein
  Woh lamha kabhi aap ne jee kar nahi dekha

  Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan
  Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha....


Aryaan it's really good
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #24 on: June 04, 2005, 03:55:53 PM »
Naveed n Aryan ji u both write really good!!!! :wink:
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #25 on: June 04, 2005, 04:00:41 PM »
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Aryaan"
Honton pe hansi dekh li, dil ke ander nahi dekha
  Yaaron ne mere gham ka samander nahi dekha

  Kitni haseen hai duniya ye dekha hai aap ne
  Marr marr ke jeene walon ka manzar nahi dekha

  Sheeshe ka makaan tumne bana tau liya aye dost
  Lekin waQt ke haath ka pathar nahi dekha

  Rishton ke toot-ne ka dard aap kya samjhein
  Woh lamha kabhi aap ne jee kar nahi dekha

  Bhatke hain roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan
  Afsos ke apni rooh ke ander nahi dekha....


Aryaan it's really good

Shukriya Rohit.......
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #26 on: June 04, 2005, 04:01:15 PM »
Quote from: "hina_chandni"
Naveed n Aryan ji you both write really good!!!! :wink:

 Shukriya Hina.....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #27 on: June 04, 2005, 04:11:42 PM »
hmmmmmmmm........wah!!!!!!!!!  aryan  bahot  khoob.............very  nice  written.........
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #28 on: June 04, 2005, 04:13:17 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
hmmmmmmmm........wah!!!!!!!!!  aryan  bahot  khoob.............very  nice  written.........

Bohat shukriya Waheed.....
Logged
jalpari
Guest
«Reply #29 on: June 04, 2005, 07:16:43 PM »
Quote from: "Aryaan"

Bhool gaya gham de ke mujhe jo
Main kyun uss ko yaad karoon
Main kyun uss ke pyar ki khaatir
Apna dil barbaad karoon
Jab uss ko mere gham ka ehsaas nahi
Pyar ki aahon ka harr aansu
Banta nahi hai taaj mehal
Qismat jinke sath ho unko
Milta hai chahat ka badal
Par aisi Qismat hi, mere paas nahi...

very nice Aryaan!!!!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 03:18:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.18 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer