Intezaar ....

by Qutubuddin on October 24, 2004, 09:58:45 AM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 3608 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: November 08, 2004, 04:52:51 PM »
wowoow!!! bahoot khoob!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Intezaar Hi Intezaar by Devdas_online in Shayri-E-Dard
Intezaar..Intezaar.. by mera_waqt in Shayri for Dard -e- Judai
Intezaar by harinderbhasin in Shayri for Dard -e- Judai
Intezaar by vinery in Shayri for Dard -e- Judai
intezaar by sweetarjita in Shayri for Dard -e- Judai
immi
Guest
«Reply #31 on: November 08, 2004, 05:01:12 PM »
Bahot khub all of u
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #32 on: November 08, 2004, 05:11:24 PM »
THNKX WAHEED ...N AKELA JEE
N DILJALA ITS TOO NICE...
Logged
diljala
Guest
«Reply #33 on: November 09, 2004, 04:16:05 AM »
Thanks Pooja Ji

Urj Hai

yaad karanaa har ghadi us yaar kaa
hai vazifaa mujh dil-e-bimaar ka
Kehte hain ummeed pe jeeta hai zamaana
Woh kya kare jis ko koi ummeed nahin hai
Logged
diljala
Guest
«Reply #34 on: November 10, 2004, 07:26:30 AM »
Thanks SADIQA JAWED JI

Uraz Hai

Har waqut kagajo.n per kalm chalya na karo.....
na jane ku.n lagat hai humai.n khat likh rahai ho tum
phir shuru ho jata hai intezar ....
phir bhi wo khat nahi mile na janae kya likh rahai ho tum
jeetai thai barbad aur marne per bhi kaha.n abad ...
har waqut hai intezar kya likh rahai ho tum
ab to likhna chor do ke hum zinda hi nahi hai...
marne per bhi sitam kyo.n aur kya kar rahai ho tum
dakha tha jab tum mere qubr per aaye thai..
dakh kar soch tha ki kya kar rahai thai hum.
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #35 on: November 10, 2004, 03:58:54 PM »
ITS MY PLEASUR MR.DILJALA....

AIK MASOOM SI GEHRI KHAI HAI
 JISY DIL KA NAM BHI DYTY HAIN
IS KHAI MAIN APNYAT HAI
JISY LOG MOHABAT KEHTY HAIN
APNAYAT MAIN IK SAYA HAI
TASVEER JISY HUM KEHTY HAIN
IS SAY MAIN TASVEER HO HAI
WO TERI HAI SAB KEHTY HAIN
Logged
Pooja
Guest
«Reply #36 on: November 10, 2004, 09:46:30 PM »
Intzaar, mere dardo se saja hua ek bajar
Jisme mai khud hi dard bachati hu apni tamnaao ka
Khud hi dard kharadati hu apne kuch ansuoo se
her ghari dard se dard milta hai,
kaya yah mere Intzaar ki ab intihaan hai..........
Logged
diljala
Guest
«Reply #37 on: November 11, 2004, 05:10:48 AM »
Thanks SADIQA JAWED ji Pooja JI

Uraz hai

Ajj phir intezar hai mera mahboob aane ko hai
bachain dil ko karar aanai ko hai
aaj phir se dedare yaar hoga ye soch rahai thai
lamba hai intezar mera mahboob aane ko hai
phir bhi na aaya mera mahboob na jane kya soch usnai
mai bhi kar raha hu.n tum bhi karo intezar mahboob aane ko hai...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #38 on: November 11, 2004, 05:16:18 AM »
Nice diljale ji!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #39 on: November 12, 2004, 01:33:23 PM »
Quote from: "Pooja"
Intzaar, mere dardo se saja hua ek bajar
Jisme mai khud hi dard bachati hu apni tamnaao ka
Khud hi dard kharadati hu apne kuch ansuoo se
her ghari dard se dard milta hai,
kaya yah mere Intzaar ki ab intihaan hai..........


wow pooja...nice wordings.......bahot accha laga padhkar.........

Yeh Ajeeb Imtihan Hain Ke Tumhi Ko Bhoolna Hai
Mile Kab The Is Tarah Hum Tumhein Be-dili Se Pehle...........
Logged
diljala
Guest
«Reply #40 on: November 20, 2004, 07:21:47 AM »
Nice Pooja Ji and waheed bhai

uraz hai

agale dard ka intezar hi hud hai intezar ka pooja
hum to isi intezar mai.n zeeye jatai hai.n
ab to kudha hi intezar hai mera janm bhar ke liye
ab to safar ka waqut hai per mai.n phi bhi intezar mai.n hu.n
Logged
diljala
Guest
«Reply #41 on: November 20, 2004, 09:15:32 AM »
Thanks To All
Uraz Hai

ek yaad hey ke damun-e-dil chorti nahi
ek bail hey ke lipti hoi hey shajur ke sath

is murhuley ko muat bhi kehtey hain dustoo
ik pal main tout jaien jaha umer bhur ke sath
Logged
Nino
Guest
«Reply #42 on: November 20, 2004, 09:31:49 AM »
Wah bahoot khob nice all
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #43 on: November 20, 2004, 10:45:24 AM »
Quote from: "diljala"
Nice Pooja Ji and waheed bhai

uraz hai

agale dard ka intezar hi hud hai intezar ka pooja
hum to isi intezar mai.n zeeye jatai hai.n
ab to kudha hi intezar hai mera janm bhar ke liye
ab to safar ka waqut hai per mai.n phi bhi intezar mai.n hu.n


thanx diljale...............also nice one dear.............

Saath tumhara kaya chootha tha har dard sey rishta toota tha,
Yeh aansoo hai khushi key aansoo tum ko paa kar roye hain.
Apni hi majboori thi jo hount hamarey khul na sakey,
Jab bhi maanga Khuda sey tum ko bas haath utha kar roye hain.......
Logged
diljala
Guest
«Reply #44 on: November 22, 2004, 03:04:43 AM »
Thanks Waheed Bhai

Uraz hai

Ek ashiq ka kabi dard se rista nahi toota waheed
ye to wo rishta hai jo hur bar nibhaya jata hai
ishq mai.n hur baar ishq nahi milta badle
kabhi kabhi badle mai.n dard bhi paya jata hai
ishq ke dard ko dard na samajh ai waheed
hur ashiq hai jo isi dard ko liye zeeye jata hai


""
Mana ki dard ka rishta toot bhi jaye to kaya gam hai
hur gum ki dawa ishq mai.n dard ko hi kaha jata hai..""
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 10:49:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer