Is Zindagi ko Nibhau Kaise

by Pooja on April 16, 2006, 07:53:32 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 27
Print
Author  (Read 20538 times)
Pooja
Guest
«Reply #90 on: May 11, 2006, 03:00:25 PM »
dard hoga to dawa bhi koi hogi
iss dard ki dawa paau kaise
na aa tu, na hi aane de yaandon ko
akeli teri yaandon ka sath nibhau kaise

Ashaq bhi ab sath nahi mere
Jakham bhi kahi so gaye hai
nind nahi in ankhon mai ab to
khawab sare dhumil ho gaye hai!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi kaise bitayi humne by nikki in Shairi - E - Zindagi
KAISE KAATOGEE ZINDAGI HUMARE BINA by pandit in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3  All »
manu1979
Guest
«Reply #91 on: May 11, 2006, 03:11:06 PM »
Quote from: "Pooja"


tarpata hai dil, dil ko samjhau kaise
jo khel khalty hai zindagi usko nibhau kaise

waqat ke hatho, maat khati rahi hu main
phir bhi na badali, khud ko samjhau kaise

dil mai dard, dard mai jakham hai lakho
her jakham, tumko dikhau kaise

Pooja ajj ro bhi nahi sakty, kaise kahe kuch
marna chahti hai, is zindagi ko nibhaau kaise


kyaa baat hai pooja ji mai aap ka har kalam padhta hu aur bas padhta hi jaata hu,


aap aise hi likhte rahiye aur ham aap ko padhte rahenge
kuchh lines is mai bhi add karta hu

baat itni si hoti to shayad kah deti magar
aag barso ki lagi dil mai bujhaau kaise

Har chahere mai surat bas tumaare dikhe
mai khud ko ab aayine se chhupau kaise

apni parchhayi bhi mujhe ab raqueeb si lage
sunahari dhup mai ab manjhil ko paaun kaise

Teri nigaah se jo uthte hai laakho sawaalat
mai haal tumhe apne  dil ke bataun kaise

regards
manu
Logged
manu1979
Guest
«Reply #92 on: May 11, 2006, 03:49:42 PM »
aaur aage

sabab na puchh tu dil ke dhadakne ka
apna sina mai chir tujhe dikhaau kaise

Meri khamoshi mai chhoopi majbooriya
Apne bejubaan hotho se jataaun kaise

Hai chhupaya tujhko nigaaho mai apni
ab ranjish-e-gam mai bhi ashq bahaau kaise

regards
manu
Logged
Pooja
Guest
«Reply #93 on: May 11, 2006, 04:05:56 PM »
wah!! Kamal ka likh rahe hai app!!! Thanks for adding more ......

Dard ko dard sahlaane laga
wo meri juban mai gane laga

likha bahoot maine magar
koi mere likhe ko samjh jaane laga

likha apne jo, to mukmal hua yah likha
adhoora pan kahin simat jaane laga
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #94 on: May 11, 2006, 04:41:11 PM »
Quote from: "Pooja"

Dard ko dard sahlaane laga
wo meri juban mai gane laga

likha bahoot maine magar
koi mere likhe ko samjh jaane laga

likha apne jo, to mukmal hua yah likha
adhoora pan kahin simat jaane laga


sach  mein bahut khoob likha hai aapne manu ji and pooja u 2

dard ko dard sahlane laga ki dard ke haath nikal aaaye.
aapki awaz mein ye kaise ?? jasbaat nikal aaye.

aapki  rachna ko jo samjhane laga hai saki,
lagta hai usakay bhi kuch khayalat nikal aaye.

adurapan jab simatne ke antim kagaar per tha
pata nhi ye kaise viparit halat nikal aaye

soocha tha ye jeevan aakele hi kaat lenge.
ismay bhi unke ilzamaat nikal aaye.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #95 on: May 11, 2006, 04:52:23 PM »
wahkay abaat hai Kavi dost!!! bahoot hi acha likha hai apne!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: May 12, 2006, 04:45:31 PM »
Nice One Doston Sabne Acha Likha hai lage Raho,.
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #97 on: May 12, 2006, 05:25:21 PM »
Wowwww Beautiful .... Pooja ... as always

Bohat achha likha hai sab ne ... keep it up


Dard kahu ya dard ko dawa kahu
Is dard se dil ko behlauu kaise Huh?

Mohabbat me kya paaya kya khoya
Dosto.n ab aap ko batlauu kaise Huh?

Mareez e ishq ke hisse me ba aate hai kaante
In kaanto ko phool bana kar mehkauu kaise Huh?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #98 on: May 13, 2006, 07:59:36 AM »
Nice One Saba Ji,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #99 on: May 13, 2006, 08:02:26 AM »
Is Zindagi Mein Mile Hain Mujhe Gham Har Pal,..
Ab Maut ke Baad Chain Se Rehne Ka Wadaa Bhi Kar Nahi Sakte,..
Logged
skumar
Guest
«Reply #100 on: May 13, 2006, 10:47:20 AM »
bahut acha likha hai sab ne ...
arj hai ji....

Bebasi jurm hai hosla jurm hai
jindgi teri ik ik adaa jurm hai,
Kya sitam hai tere haseen shahr mein
Har taraf gaur se dekhna jurm hai....
Logged
manu1979
Guest
«Reply #101 on: May 13, 2006, 06:26:27 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Wowwww Beautiful .... Pooja ... as always

Bohat achha likha hai sab ne ... keep it up


Dard kahu ya dard ko dawa kahu
Is dard se dil ko behlauu kaise Huh?

Mohabbat me kya paaya kya khoya
Dosto.n ab aap ko batlauu kaise Huh?

Mareez e ishq ke hisse me ba aate hai kaante
In kaanto ko phool bana kar mehkauu kaise Huh?


bahut khoob sabaa ji aise hi likhti rahiyega
ragards
manu
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #102 on: May 14, 2006, 12:37:50 PM »
Quote from: "manu1979"
Quote from: "Saba_Saba"
Wowwww Beautiful .... Pooja ... as always

Bohat achha likha hai sab ne ... keep it up


Dard kahu ya dard ko dawa kahu
Is dard se dil ko behlauu kaise Huh?

Mohabbat me kya paaya kya khoya
Dosto.n ab aap ko batlauu kaise Huh?

Mareez e ishq ke hisse me ba aate hai kaante
In kaanto ko phool bana kar mehkauu kaise Huh?


bahut khoob sabaa ji aise hi likhti rahiyega
ragards
manu


Thank you Manu JI ... Usual Smile
Logged
JADUGAR
Guest
«Reply #103 on: May 15, 2006, 01:09:27 PM »
dard sath hai merae aur ghum mera sathi hai
zindgi bhoj si aur door tak udaasi hai
maikana ghar mera dost mera saaki hai
khali see hai jindgi bas teri yaad baki hai
in sukhe hooto par abhi ek muskaan baki hai[/img][/list][/code]
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #104 on: May 15, 2006, 01:11:31 PM »
wah jaadugar ji sach main jaadu
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 19, 2024, 06:59:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer