JABAAN PEH NAAM NA TERA ABB LAYENGEY

by jasbirsingh on December 02, 2008, 04:10:46 AM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 2564 times)
sjid hadayat
Guest
«Reply #30 on: December 07, 2008, 07:46:32 PM »
Nice work SG, Bekarar Ji,Hadayat Ji aur Jas Ji

shukria Rajesh ji

Sajid Hadayat
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~TERA NAAM~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
tera naam by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
WO TERA NAAM THA by Qutubuddin in Shayri for Khumar -e- Ishq
tera hi naam by ranjana in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4  All »
tera naam by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
jasbirsingh
Guest
«Reply #31 on: December 08, 2008, 08:22:19 AM »
Nice work SG, Bekarar Ji,Hadayat Ji aur Jas Ji

Thanks Rajesh

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #32 on: December 08, 2008, 08:26:05 AM »
Jasbir paa ji,
Honey ji say direct pooch lien... baat mushkil hoi tu hum dost aap ki safarish ker dien gay...k.... erz kia hay

jas ji ki bachat kerao
honey ji ko safarish lagao
dono he apnay dost hien
dono he ka gher basao

Sajid Hadayat



Thanks Sajid


DOSTOH KI DUA KABOOL HOTI HAI
SACCHAYI JOH INMEH BHARPOOR HOTI HAI
RABB BHI KAB TAK YUHI BAITHA RAHEYGA
DOSTOH KI DAU JARUR KABOOL HOTI HAI


THANKS ONCE AGAIN FOR YOUR SWEET CONCERN SAJID


JASBIR SINGH
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #33 on: December 08, 2008, 09:02:12 AM »

Thanks Sajid


DOSTOH KI DUA KABOOL HOTI HAI
SACCHAYI JOH INMEH BHARPOOR HOTI HAI
RABB BHI KAB TAK YUHI BAITHA RAHEYGA
DOSTOH KI DAU JARUR KABOOL HOTI HAI


THANKS ONCE AGAIN FOR YOUR SWEET CONCERN SAJID


JASBIR SINGH


*dost hain yeh aapke aakhir kuch to kamaal dikhayenge
Dua ki yeh apko har mumkin koshish Bargah-e-Illahi se qabool farmayenge..!!!*
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: December 08, 2008, 10:48:40 AM »
Zabaan Par Naam Na Tera Ab Laayenge,.
Tanha Aaaye The, Tanha Chale Jaayenge,.

Yunto Paane Tumhe, Muskaddar Nahi Mera,.
Lekin Jab Tak Zinda Hai, Bhulaa Na Paayenge,.

Karli Tumne Humse, Bewafaai To Kya "Jaan",.
Hum To Wafadaar Hai, Wafaa Hi Nibhaayenge,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #35 on: December 08, 2008, 11:30:26 AM »
Zabaan Par Naam Na Tera Ab Laayenge,.
Tanha Aaaye The, Tanha Chale Jaayenge,.

Yunto Paane Tumhe, Muskaddar Nahi Mera,.
Lekin Jab Tak Zinda Hai, Bhulaa Na Paayenge,.

Karli Tumne Humse, Bewafaai To Kya "Jaan",.
Hum To Wafadaar Hai, Wafaa Hi Nibhaayenge,.

_________________________-Jaanasheen-


HAI, KYA BAAT KAHI HAI AAP NEH


JABAAN PEH TERA NA ABB NAAM LAYENGEY
AAKHOH MEH NA AASSO ABB AANEY PAYENGEY
SILA JOH TUMNEY DIA PYAR KA
ISEY KISI KOH KEHNEY NA HUM JAYENGEY

JASBIR SINGH
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #36 on: December 08, 2008, 06:54:08 PM »
Zabaan Par Naam Na Tera Ab Laayenge,.
Tanha Aaaye The, Tanha Chale Jaayenge,.

Yunto Paane Tumhe, Muskaddar Nahi Mera,.
Lekin Jab Tak Zinda Hai, Bhulaa Na Paayenge,.

Karli Tumne Humse, Bewafaai To Kya "Jaan",.
Hum To Wafadaar Hai, Wafaa Hi Nibhaayenge,.

_________________________-Jaanasheen-

Bohat khoob kaha jansheen...

Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #37 on: December 09, 2008, 09:56:29 AM »
NA ABB KIS AUR PEH HUM YAKEEN KAR PAYENGEY
JABAAN PEH NAAM NA TERA ABB HUM LAYENGEY

BEWAFA BANAYA HAI TUMNEY HAMEY MEHFIL MEH
ABB NA ISS MEHFIL HUM KABHI JAA PAYENGEY
JABAAN PEH NAAM NA TERA ABB HUM LAYENGEY



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: December 11, 2008, 12:37:16 PM »
Bohat khoob kaha jansheen...

Sajid Hadayat

Shukriya Sajid Bhaijaan,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #39 on: December 11, 2008, 12:47:44 PM »
NA ABB KIS AUR PEH HUM YAKEEN KAR PAYENGEY
JABAAN PEH NAAM NA TERA ABB HUM LAYENGEY

BEWAFA BANAYA HAI TUMNEY HAMEY MEHFIL MEH
ABB NA ISS MEHFIL HUM KABHI JAA PAYENGEY
JABAAN PEH NAAM NA TERA ABB HUM LAYENGEY



JASBIR SINGH

Bahut Khoob Jas Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #40 on: December 12, 2008, 04:31:28 PM »
NA ABB KIS AUR PEH HUM YAKEEN KAR PAYENGEY
JABAAN PEH NAAM NA TERA ABB HUM LAYENGEY

BEWAFA BANAYA HAI TUMNEY HAMEY MEHFIL MEH
ABB NA ISS MEHFIL HUM KABHI JAA PAYENGEY
JABAAN PEH NAAM NA TERA ABB HUM LAYENGEY



JASBIR SINGH

Bahut Khoob Jas Ji


Thanks Rajesh

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: December 13, 2008, 11:33:49 AM »
Tera Koi Kasoor Nahi, Apni Hi Ye Galti Thi, Jo Mohabbat Ki,.
Ab Kisi Ko, Is Zamaane Mein Apna Khissa Hum Nahi Sunaayenge,.

Chupp Jaayenge Kisi Andhere Mein, Tera Naam Nahi Bataayenge,.
Mohabbat Ke Saath Tera Naam Bhi Bhool Jaayenge,.



____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #42 on: December 13, 2008, 11:53:59 AM »
bahoot khoob Jas and Lil bro
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #43 on: December 13, 2008, 11:59:46 AM »
Tera Koi Kasoor Nahi, Apni Hi Ye Galti Thi, Jo Mohabbat Ki,.
Ab Kisi Ko, Is Zamaane Mein Apna Khissa Hum Nahi Sunaayenge,.

Chupp Jaayenge Kisi Andhere Mein, Tera Naam Nahi Bataayenge,.
Mohabbat Ke Saath Tera Naam Bhi Bhool Jaayenge,.



____________________________-Jaanasheen-


bahut hi badiya kaha jahanasheen


BHOOLNA ABB MANBOORI HO GAYI HAI
JINDAGI ABB ADHURI HO GAYI HAI
HASNEY KHELNEY KEY DIN HUYE ABB KHATAM
TANHAYI ABB UMAR BHAR KI HO GAYI HAI


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #44 on: December 13, 2008, 12:00:54 PM »
bahoot khoob Jas and Lil bro

THANKS JI


JASBIR SINGH
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 10:31:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.201 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer