Jee chahta hai

by Ricky on January 14, 2006, 06:19:23 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3300 times)
tushar_4u_im
Guest
«Reply #15 on: January 26, 2006, 04:04:54 PM »
Quote from: "Ricky"
Thankyou Rajbir and Chandsi

Kuch naa badlega ..

Sharafat sae duniya k liye haath badaya
Masumiyat sae kadam uthaya
Socha k rawayatein badal  jayengi
lekin _humne sirf ek aur shor hee machaya !!!


tum aab sarafat kya dikhate ho jalaya hai tumne humara ghar ........

kiya hai zulm o sitam kiya hai tumne hi to ghar se begharr........

mai to aab bhi apna dard sametker aapna gharonda bana lunga.......

tum mehlo me reh ker bhi dhundo aapne nishan...................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dil chahta hai by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
!!__-Main osy chahta hun-__!! by khamosh.larka in Shayri for Khumar -e- Ishq
Chahta He... by Farah Aziz in Shayri for Khumar -e- Ishq
DUA CHAHTA HU......(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
ye dil bhi bada nadaan hai asif chahta hai use jo ise chahta kahan hai by Asif samani jaunpuri in Shayri-E-Dard
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #16 on: January 26, 2006, 06:38:24 PM »
Tushaar....

What you got from that..

Well.. I posted ::

Sharafat sae duniya k liye haath badaya
Masumiyat sae kadam uthaya
Socha k rawayatein badal jayengi
lekin _humne sirf ek aur shor hee machaya !!!


let me expalin what I meant .The above lines says that..

Tried hard to go with this world, tried to our best for making good changes but still all those efforts were useless because this world really don't deserve to go good.. people still believe all those old things whether they are wrong or right. So our effort of changing the system (rawayatein) was useless.. was nothing more than just another effort which was never noticed.

But you answerd as if I have done something wrong with you personally.
Anyways..

Har lavs hazaar matlab rakhta hai,
Zarurat ho to sirf ek gehere vichaar ki




And chandsi , it was good. just a little misleading last stanza.

So
Humara har ek lavs ek awaaz hai,
Humara har ek bol ek saaz hai,
Khuda toh dekhta hee hai ...
Zamana dekhe aisa bhi kuch andaaz hai !!
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #17 on: January 26, 2006, 08:06:29 PM »
hum main gar kutch baat hai
humaara har lavz agar aawaj hai
hum khud ki gun gaaye na gaayein
karein kutch aisa ki duniyaa  gun gaaye_tab kooi baat ho............


......thanks  for every thing ..........
Logged
natural
Guest
«Reply #18 on: January 27, 2006, 08:53:53 AM »
Very Nice Rickyji & TanhaChandji....... Usual Smile

Quote from: "RICKY"
Sharafat sae duniya k liye haath badaya
Masumiyat sae kadam uthaya
Socha k rawayatein badal jayengi
lekin _humne sirf ek aur shor hee machaya !!!


Quote from: "TanhaChand"
kya likhon ki dil main _aab kutch hai hin  nahi
wo jo tha dill MAIN mere _uski parchaahi tak bhi nahi
kisi ke paas sukh hai _toh kisi ke paas khushi bhi nahi
main kya likho ki aab _mere pass bacha kutch bhi nahi

do palon ka pyaar tha _paaya maine
gooroor kiya jispar or khushi paaya maine
aaj wahi sare aam badnaam kar raha hai mujhko
hai mera pyaar paap se badhkar _ehsaas dila raha mujhko

ye khuda aisi kisi ko jindagi na dena
jindagi main kisi ko pyaar ki AISI saza na dena
kisi ke pyaar ko aise goonahon ka naam na dena
bepanah ho mohabbat jisse _ussi se ho rooswaai _aisi shaam na dena
Very Well Written ....
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #19 on: January 28, 2006, 10:32:36 AM »
ji chahta hai aab door chali jaaoun
tum se bandha har rishta mita doon
par........
tum ho dill main dil main hin rahoge
maine chaahe antim nishaani mita doon

jindagi ke kaii roop rang hain
khushi na sahi dard hin sahi
par.........
rahoge toh paas hin chaahe jiss roop main
tum hin kaho kaise har kahaani mita doon......
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #20 on: January 28, 2006, 01:29:03 PM »
Dil Cahata Hai.. Tayree zulfoo ko sawaru Ayasay..
Dil Cahata Hai.. Tujkoo Neharu Ayasay...

Tayree Cahata Ko May Cahu Kaysay..
Dil ke Cahata Ko Bhulaa kaysay..

Mayray Asahkoo May hee Mayraa Afsanaa hai..
Na Janay Mayraa dil Que... tayraa devanaa hai...

Ques....
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #21 on: January 28, 2006, 02:36:42 PM »
lafzo me aahsas a baya  kara jaye kaise......

tumse hi bichre the kabhi aab tum se fir mila jaye kaise......

her taraf hi humare badnaam hone k charche hai ...........

tumhe humare naam se bhi door kiya jaye kaise
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #22 on: January 28, 2006, 03:30:11 PM »
Quote from: "tanhachand"
ji chahta hai aab door chali jaaoun
tum se bandha har rishta mita doon
par........
tum ho dill main dil main hin rahoge
maine chaahe antim nishaani mita doon

jindagi ke kaii roop rang hain
khushi na sahi dard hin sahi
par.........
rahoge toh paas hin chaahe jiss roop main
tum hin kaho kaise har kahaani mita doon......




*************************************************

ji chahta hai bhoola doon par bholaaou kaise
tumse bandha har rishta mita doon kaise
tum hin dil main ho tum hi rahoge chahe jaise
main har nishaani mitaa doon chaahe jaise

jindagi roolaaye mujhko chahe jaise
tum sataao mujhko chaahe jaise
hai mujhe sneh tumse  aise
marte ko jeevan ki_ chaah  ho jaise ...............
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #23 on: January 29, 2006, 02:56:03 PM »
Nice work all..

Hasratein-kwahishon mein sabhi jee rahe,
Koshishe jeene ki sabhi kar rahe,
Gar mile khushi tumhe kisi k saath
kyun unn lamhon ko tum mitane ki zidd kar rahe !!
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #24 on: January 31, 2006, 06:16:53 PM »
hmmmm................

ziddd..............lamhain.............khwaahish. ........hasratain..........................


bada mushkil hai ...........................
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #25 on: February 01, 2006, 02:27:04 AM »
zidd meri ki usoolono pe hin chalna hai
hasratain aisi ki aasamaan ko choona hai
khwaahish aisi ki usoolon ko todti hai
lamhae hain jo _imtihaan leti hai
imtihaan ko jitna_ toh hin jeevan hai

par....................


aise jeevan se kya_ jismain keval rona hai
hasratin daba _ bas rote hin rehna hai
hai khuda bade hin sang dill
jisne banaaya usko bhi tang dill...............
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #26 on: February 01, 2006, 07:16:33 AM »
Jee chahta hai kabhi sub yeh badal jaaye,
Kuch silsile aise ho ke rooh ko sakoon mil jaaye,
Dard dil ka, yeh maddham maddham tadap meri,
Bechaini, kasak, yeh ashkon se bheegi palkein,
Kabhi koi aisa mile in sabka dhang badal jaaye,
Koi humdard humsafar ho mera ke
yeh zindagi meri bhi sawarr jaaye...........
gesu's tadap!!!!!!!!
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #27 on: April 09, 2006, 04:43:58 AM »
Quote from: "Gesu"
Jee chahta hai kabhi sub yeh badal jaaye,
Kuch silsile aise ho ke rooh ko sakoon mil jaaye,
Dard dil ka, yeh maddham maddham tadap meri,
Bechaini, kasak, yeh ashkon se bheegi palkein,
Kabhi koi aisa mile in sabka dhang badal jaaye,
Koi humdard humsafar ho mera ke
yeh zindagi meri bhi sawarr jaaye...........
gesu's tadap!!!!!!!!



nice...................
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #28 on: April 10, 2006, 04:45:05 PM »
ji chahta hai ..................

ki sahbdo main likh doon
kutch aisa _jisse main goon goonaa paoun
mila mujhe apnnapan aapke iss ghar main
uss pyaar ko kaise main sabdon main sametoon....


................................................. ......thanks !!




.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #29 on: April 10, 2006, 05:04:45 PM »
nice  work  all.  tongue3
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 01:02:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer