kitne lachar hum hai

by suman59 on July 20, 2012, 02:09:32 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3455 times)
pankajwfs
Guest
«Reply #15 on: July 23, 2012, 09:28:49 AM »
Kitne bebas, kitne lachar hum hain
Apni hi nazer mein gunehgar hum hain

Kisi ka sahara kya banenge
Khud girti huyi diwar hum hain

Koyi kaam ka ab raha nahi
Beete huwe kal ka ishtehar hum hain

Kareeb na aana, dhoob jaoge
Sahil-e-sagar nahi majdhar hum hain

Aaina dekha toh hua ehsaas
Kitne bhure hai kitne bekar hum hain



WAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAH WAAAAAAAAAAAAAAH KYAAAAAAAAAA KHUUUUUUUUUUUUUUUB Gazal likhi hai aapne Suman ji marvelous creation daad aur mubaarakbaad qabool kariye meri taraf se aur ek rau bhi..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KITNE DOOR KITNE PAAS by poem143s in Shayri-E-Dard
kitne din by lambas in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
**Lachar umeedein** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
Lachar mohabbat by raajaindra in Shayari -e- Husn
Lachar log.... prakrati by prakrati in Miscellaneous Shayri
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: July 23, 2012, 12:55:04 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut sundar bahut bahut khoob likha hai aapne Suman ji... ek dum massstt zabardasttt...!!! too good likha hai ji aapne...!!!

sahaare ke liye nahi bas saath chalne ke liye saath maangaa hai,
zindagi guzaarne ke liye haathon me tumhaaraa haath maanga hai,

chot itne khaaye hain maine ki ab to choton ki aadat se ho gayi hai,
maine kisi marham ke roop me nahi bas yunhi tumharaa saath maanga hai,

kisne kaha ki tum kisi kaam ke nahi ho, khud se poochh ke dekho,
tumhaare aankhon me apna kal dekh ke tumhaaraa saath maanga hai,

aaina jhoot kehta hai jise shikayat hai ki tum me kuch baat nahi,
maine tumse zyaadaa tumhe pehchaan ke tumhaaraa saath maangaa hai...

*****HRIDAY*****
Logged
suman59
Guest
«Reply #17 on: July 24, 2012, 03:46:35 PM »
ye sab  padh ke dekhie na meri to aankhen num hain sad5

sory reshma  sad7
Logged
suman59
Guest
«Reply #18 on: July 24, 2012, 03:47:20 PM »
wakai, bahut khoob... Usual Smile

 Applause Applause

tks jee
Logged
suman59
Guest
«Reply #19 on: July 24, 2012, 03:50:39 PM »
Bahut khoob Applause Applause

kinare aa ke bhee kinaara na milaa
ab doob jaane ko taiyaar hai hum

 Applause Applause
Logged
suman59
Guest
«Reply #20 on: July 24, 2012, 03:51:36 PM »
bahut achha likha hai suman ji, dhero dad

thank you nandbahu jee
Logged
suman59
Guest
«Reply #21 on: July 24, 2012, 03:53:04 PM »

            NAAICE


thankkkkkkksssss KA
Logged
suman59
Guest
«Reply #22 on: July 24, 2012, 03:54:43 PM »
Bahut Hi Sunder Likha Hai Suman Ji Mubarak Ho

TKS SANJEEV JEE
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 24, 2012, 03:56:10 PM »
Kitne bebas, kitne lachar hum hain
Apni hi nazer mein gunehgar hum hain

Kisi ka sahara kya banenge
Khud girti huyi diwar hum hain

Koyi kaam ka ab raha nahi
Beete huwe kal ka ishtehar hum hain

Kareeb na aana, dhoob jaoge
Sahil-e-sagar nahi majdhar hum hain

Aaina dekha toh hua ehsaas
Kitne bhure hai kitne bekar hum hain




Kaafi Gehre Khayalaat Hai Suman Ji..

Pehli Baar Padha Hai Aapko..Bahut Bahut Khooob!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
suman59
Guest
«Reply #24 on: July 24, 2012, 04:01:07 PM »

Kaafi Gehre Khayalaat Hai Suman Ji..

Pehli Baar Padha Hai Aapko..Bahut Bahut Khooob!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


khwaish jee aap ka likha dekhkar toh ham baar baar yahi sochte rahe ke na likhu .. kabhi hindi to eng mein galatiyan kar deti hu tongue3 aur dr.saini jee sudharte hai hame. aur nikaar aajayega lagta aap ko hame aisa hi saat diya to...

thanks khwaish jee.
Logged
suman59
Guest
«Reply #25 on: July 24, 2012, 04:02:07 PM »
Bohut khoob Ma'm Bohut khoob ghazalkahi hai dheerrrooon Daaad qubool kijiye

tks beta
Logged
suman59
Guest
«Reply #26 on: July 24, 2012, 04:03:43 PM »
WAAAAAAAAAAAAAAAAAAAAH WAAAAAAAAAAAAAAH KYAAAAAAAAAA KHUUUUUUUUUUUUUUUB Gazal likhi hai aapne Suman ji marvelous creation daad aur mubaarakbaad qabool kariye meri taraf se aur ek rau bhi..

bahut bahut shukriya pangaj jee. itni badi aapki tarif padkar toh dil garden garden hogaya hahaha
Logged
suman59
Guest
«Reply #27 on: July 24, 2012, 04:04:30 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut sundar bahut bahut khoob likha hai aapne Suman ji... ek dum massstt zabardasttt...!!! too good likha hai ji aapne...!!!

sahaare ke liye nahi bas saath chalne ke liye saath maangaa hai,
zindagi guzaarne ke liye haathon me tumhaaraa haath maanga hai,

chot itne khaaye hain maine ki ab to choton ki aadat se ho gayi hai,
maine kisi marham ke roop me nahi bas yunhi tumharaa saath maanga hai,

kisne kaha ki tum kisi kaam ke nahi ho, khud se poochh ke dekho,
tumhaare aankhon me apna kal dekh ke tumhaaraa saath maanga hai,

aaina jhoot kehta hai jise shikayat hai ki tum me kuch baat nahi,
maine tumse zyaadaa tumhe pehchaan ke tumhaaraa saath maangaa hai...

*****HRIDAY*****

thank you very much jee
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: July 24, 2012, 04:08:43 PM »
khwaish jee aap ka likha dekhkar toh ham baar baar yahi sochte rahe ke na likhu .. kabhi hindi to eng mein galatiyan kar deti hu tongue3 aur dr.saini jee sudharte hai hame. aur nikaar aajayega lagta aap ko hame aisa hi saat diya to...

thanks khwaish jee.


Haaye Aisa Naa Kahe Suman Ji Aap..Hum To Chaahenge Ke Aap Aur Khoobsurat,Aur Jaandaar Likhte Rahe Aur Aapne Bilkul Sahee Teacher Ko Chuuna Hai..Dr.saini Ji Se Ache Teacher Koi nahi..Haan Kabhi Unke Assistant Ki Zaroorat Ho to hum Haazir hai.. tongue3 tongue3

Aur Ab humara saath zaroor bana rahega icon_flower icon_flower
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #29 on: July 24, 2012, 04:14:27 PM »
bohut khub suman ji
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 10:54:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer