Kya kahe humne kya kya dekha~~ (Shikha)

by Shikha12 on March 07, 2007, 01:51:38 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2799 times)
khushiiiii
Guest
«Reply #15 on: March 21, 2007, 08:11:18 AM »
Quote from: Shikha12
Humne mehboob ki aankhon par
Haathon ko apne rakh kar dekha…
Nafraat ke aangaaro ko jab unkii
Nazaron mey dehekta dekhaa….
Aur Unhii haathon ko dil par rakh kar,
Apnii Hasraton ko khud apnii Aankhon se Jaltaa dekhaa…
Chand ki tarah humne Pyar ko bhi martaa dekha…

Ek ajnabii si nazar deewar ko bhedtii hui,
Ek ukhdii hui saans jigar ko chedtii huii…
Khud ki talaash mey bhatak rahii hai ruhh,
Do pal ka bhii nahin jaise mere naseeb mey sukoon…
Ghar ke saajo-samaan ko khud par Humne haste dekha…
Apne Wajood ko bhi sajawat ka saamaan Bante dekha…

Harr rishte par ek maut khud ki paayii hai,
Bazaar mey jaise bolii khud apni lagayii hai…
Koii zeher jaise apne haathon pee liya humne,
Zehar pee ke bhee magar kaise jee liya humne…
Khulii aankhon sey kaisa khaufnaak yeh sapnaa dekha…
Kaii Zehreele naagon ko kadmon sey lipatt.tey dekha…

Ek hi manzar yeh har raat ka hota hai,
Chand bhi aakar meri chhatt pe rota hai…
Palkon mey namii hoti hai bikhrii bikhrii…
Dil phir bhi nayii umeed koi pirotaa hai…
Woh toh takkiye ko aangosh mey le lete hai,
Jaane kaise woh chain ki neend so lete hai…
Raat ki raani ko kabhii khidkii pe Mehekta dekha…
Humne raaton ko aankhon aankhon mey guzartaa dekhaa…

Bahuttt khoob Shikha Ji................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Humne dekha hai .................!!!!!!!!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
*~Dil Se Kahe Doh*~ by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Humne dekha hai... by daljeet_faqeer in Shairi - E - Zindagi
Jin sapno ko kabhi dekha tha humne by kamal.shayari in Share Poetry You Like
Humne tujhmein Khuda dekha by Gyan Prakash in Shayri for Khumar -e- Ishq
Shikha12
Guest
«Reply #16 on: April 01, 2007, 07:47:29 AM »
Thanks a lot.. Jagdish and Khushi....
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: April 01, 2007, 06:44:24 PM »
Shikha...thats really beautiful work !! Usual Smile
Logged
banku
Guest
«Reply #18 on: April 01, 2007, 07:49:45 PM »
GREAT...........GUMNAM ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #19 on: July 16, 2007, 07:45:01 AM »
Quote from: Shikha12
Humne mehboob ki aankhon par
Haathon ko apne rakh kar dekha…
Nafraat ke aangaaro ko jab unkii
Nazaron mey dehekta dekhaa….
Aur Unhii haathon ko dil par rakh kar,
Apnii Hasraton ko khud apnii Aankhon se Jaltaa dekhaa…
Chand ki tarah humne Pyar ko bhi martaa dekha…

Ek ajnabii si nazar deewar ko bhedtii hui,
Ek ukhdii hui saans jigar ko chedtii huii…
Khud ki talaash mey bhatak rahii hai ruhh,
Do pal ka bhii nahin jaise mere naseeb mey sukoon…
Ghar ke saajo-samaan ko khud par Humne haste dekha…
Apne Wajood ko bhi sajawat ka saamaan Bante dekha…

Harr rishte par ek maut khud ki paayii hai,
Bazaar mey jaise bolii khud apni lagayii hai…
Koii zeher jaise apne haathon pee liya humne,
Zehar pee ke bhee magar kaise jee liya humne…
Khulii aankhon sey kaisa khaufnaak yeh sapnaa dekha…
Kaii Zehreele naagon ko kadmon sey lipatt.tey dekha…

Ek hi manzar yeh har raat ka hota hai,
Chand bhi aakar meri chhatt pe rota hai…
Palkon mey namii hoti hai bikhrii bikhrii…
Dil phir bhi nayii umeed koi pirotaa hai…
Woh toh takkiye ko aangosh mey le lete hai,
Jaane kaise woh chain ki neend so lete hai…
Raat ki raani ko kabhii khidkii pe Mehekta dekha…
Humne raaton ko aankhon aankhon mey guzartaa dekhaa…

Wah Wah Shikha Ji...... Kya Baat Hai.. bahut Hi Khubsoorat Rachbna Pesh Ki Hai
aapne.. Dard Bhari yeh aapke Rachna Dil ko Chhoo gai.. Kamaal kar Diya aapne
Humesh Ki Tarah...........!!!!!! Bahut khooooooob... Usual Smile Usual Smile

Vicky
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #20 on: July 16, 2007, 08:08:38 AM »
Bohat khoob Shikha ji,very well written.
Logged
sanya310
Guest
«Reply #21 on: July 16, 2007, 09:47:31 AM »
Beautiful Shikha di.. really touchin..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #22 on: July 23, 2007, 08:17:08 AM »
Thanks a lot... Talat, Vicky, Nidhi and Sanya... Usual Smile
Logged
paani
Guest
«Reply #23 on: July 27, 2007, 08:50:41 AM »
Quote from: gumnam
Quote from: Shikha12
Humne mehboob ki aankhon par
Haathon ko apne rakh kar dekha…
Nafraat ke aangaaro ko jab unkii
Nazaron mey dehekta dekhaa….
Aur Unhii haathon ko dil par rakh kar,
Apnii Hasraton ko khud apnii Aankhon se Jaltaa dekhaa…
Chand ki tarah humne Pyar ko bhi martaa dekha…

Ek ajnabii si nazar deewar ko bhedtii hui,
Ek ukhdii hui saans jigar ko chedtii huii…
Khud ki talaash mey bhatak rahii hai ruhh,
Do pal ka bhii nahin jaise mere naseeb mey sukoon…
Ghar ke saajo-samaan ko khud par Humne haste dekha…
Apne Wajood ko bhi sajawat ka saamaan Bante dekha…

Harr rishte par ek maut khud ki paayii hai,
Bazaar mey jaise bolii khud apni lagayii hai…
Koii zeher jaise apne haathon pee liya humne,
Zehar pee ke bhee magar kaise jee liya humne…
Khulii aankhon sey kaisa khaufnaak yeh sapnaa dekha…
Kaii Zehreele naagon ko kadmon sey lipatt.tey dekha…

Ek hi manzar yeh har raat ka hota hai,
Chand bhi aakar meri chhatt pe rota hai…
Palkon mey namii hoti hai bikhrii bikhrii…
Dil phir bhi nayii umeed koi pirotaa hai…
Woh toh takkiye ko aangosh mey le lete hai,
Jaane kaise woh chain ki neend so lete hai…
Raat ki raani ko kabhii khidkii pe Mehekta dekha…
Humne raaton ko aankhon aankhon mey guzartaa dekhaa…
BAHUT KHUB LIKHA HAI SHIKHA JI...

VAAR WO KARTE RAHE,JAKHM HUM KHAATE RAHE,
HAI YAHI RISHTA PURANA USKE MERE DARMIYA.
JAGMAGAAYEGA MERI PEHCHAAN BAN KAR MUDDTO,
EK LAMHA,ANGINAT SHAAM-O-SAHAR KE DARMIYA...

Dard to bah raha hai aapki har line se ...
Bhaut hi khub Shikha.. marvelous ..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #24 on: July 27, 2007, 12:34:31 PM »
Thanks a lot Paani ji...
Logged
SHONA
Guest
«Reply #25 on: August 03, 2007, 07:38:20 PM »
Ek hi manzar yeh har raat ka hota hai,
Chand bhi aakar meri chhatt pe rota hai…
Palkon mey namii hoti hai bikhrii bikhrii…
Dil phir bhi nayii umeed koi pirotaa hai

simply beautiful...
 
   waqt to hum bhula chuke hai
   kahin muqaddar bi na bhula de
   pyar hum isliye nahi karte kyonki
    darte hai koi phir sa na rula de
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #26 on: September 23, 2008, 12:08:52 PM »
simply beautiful...
 
   waqt to hum bhula chuke hai
   kahin muqaddar bi na bhula de
   pyar hum isliye nahi karte kyonki
    darte hai koi phir sa na rula de

Nice Lines Shona... Usual Smile (Sorry for so late response)




Logged
Shikha12
Guest
«Reply #27 on: September 23, 2008, 12:09:38 PM »

फिर मौसम बाहार सा महसूस हुआ है,
सूखे गुलाबों को किताबों में महकते देखा...
मची हलचल सी कैसी यह दबे अरमानो की,
फिर तुझको यादों के आँगन से गुज़रते देखा...
---------------------------------------------------------
Phir mausam bahaar sa mehsoos hua hai,
Sookhe gulaabon ko kitaabon mein mahakte dekha...
Machi halchal si kaisi yeh dabe armaano ki,
Phir tujhko yaadon ke aangan se guzarte dekha...

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: September 24, 2008, 05:26:34 AM »
Bahut Bahut Khoob Shikha.. Applause Applause Applause
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #29 on: September 24, 2008, 06:55:16 AM »
Bahut bahut shukriya Khwaish...
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 05:54:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer