(Kyun Main na sahe kaha na) shairi ka bara main plz. read

by muneeb on September 03, 2004, 03:58:37 PM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 7469 times)
muneeb
Guest
«Reply #15 on: September 05, 2004, 10:49:46 AM »
**********Thank you to all***********
"HAADSA--------
MUJHEY YOUN MEHSOOS HOTA HAI---
--KEH--
--MAIN JAHAN BHI AANKH JHAPKOON GA-
--WAHEIN PER HAADSA HO GA---
----------------------------------------------------BEWAFA HAI SARI DUNYA ,APNEY BHI KHUDGHARZ-
--MUKHLIS HAI TO "BE-CHARA"TANHA MERA DIL----
--------------------------------------------------**KAL WADA KIA AANEY KA------
**AAJ PHIR WADA-E-KAL---
--------------------------------------------------**APNEY KHEYALAT HUMEIN SOONP KAR TO DHAIKHO--
***HAR SHAKHIS AMANAT MEIN KHIYANAT NAHEIN KARTA----
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #16 on: September 05, 2004, 05:14:11 PM »
wow .bahot khoob muneeb.....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #17 on: September 05, 2004, 05:16:01 PM »
Yeh aankhon key jhapakney mein huwa sard yeh bazaar
Yeh shorat key khareedar ko shorat sey mila kya....
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #18 on: September 05, 2004, 07:25:19 PM »
Your Sentiments are  Just Tremendous! Pooja Ji! Keep it up!
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #19 on: September 06, 2004, 12:49:59 AM »
main bhool jaoon tumhyin aab yahi munasib hy.....
magar bhulana bhi chaoon tu kis tarhaan bhooloon
key tum tu phir bhi haqiqat hoo koi khaaab nahi..
yahan tu dil ka ya aalam hy kiya kahoon..
bhula na saka ya woo silsila jo tha hi nahi...
bhula saka na ya woo silsila jo tha hi nahi..
woo ik khayaal jo aawaz tuk giya hi nahi...
woo aik baat jo main kah nahi saka tum sey..
woo aik rabt jo hum main kabhi raha hi nahi..
mujhy hy yaad woo saaab jo kabhi hoowa hi nahi ....
aagar ya haal hy dil ka tu koi samjha ay ....
tumhyin bhulana bhi chaoon tu kis tarhaan bhoolon...
key tum tu phir bhi haqiqat hoo koi khab nahi...
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 2 hours and 24 minutes.

always smile

Posts: 15214
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #20 on: September 06, 2004, 05:18:56 AM »
tu mara gum me na hunsti hui aankho ko rula
main to mar mar ke bhi jiya jata hu , mera kya hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: September 06, 2004, 05:37:26 AM »
bahot khoob samnoj......................bahot accha likha aap ne........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #22 on: September 06, 2004, 05:42:44 AM »
Yeh Dhoop Key Tum Ho Musafir Yeh Nazr Mein Rakhna
Yeh Apna Saaya Bhi Na Hamara Safr Mein Rakhna…
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: September 06, 2004, 06:10:51 AM »
Good work all. Thanks AKS JI.

yah yaanden amanat hai apki
magar apko de nahi sakti
tumhari bewafai ke badle
itani si khayant ka to haq hai mujko
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #24 on: September 06, 2004, 06:48:38 AM »
Yaad E Khuda Men Jab Na Gie Dilse Uaki Yaad
Aaghe Khuda Ka Naam Hai Naseh Khuda Ke Baad.
Oothado Buzm Se Apnee Mujhe Lekin Yeh Samjhadon
Keh Ab Aisaa Bhi Deevanah Baree Mushkil Se Miltaa Hai....
Logged
nishita
Guest
«Reply #25 on: September 07, 2004, 06:19:17 AM »
thks waheed
Logged
muneeb
Guest
«Reply #26 on: September 07, 2004, 09:38:05 AM »
*************Thank you to All************
              Mein kuch lamhey aur tera saath chahta tha,
aankhoun mein jo tham gai woh barsaat chahta tha,
jo guzar rahi thi mujhey tarsatey huey,
aisi haseen aik aur raat chahta tha,
is key siwa to aur kuch na maanga tujhsey,
sirf aankhoun mein teri apna pyaar chahta tha,
suna hey mujhey bohat chahti hey woh magar,
mein uski zubaan sey aik baar izhaar chahta tha,
woh mujh per nazre karam kare mein is qabil kahaan,
is key chahney waaloun mein apna shumaar chahta tha,
jo zindagi tak haar dey meri mohabbat mein ,
mein to fakat aisa aik bimaar chahta tha.

**Thanx For Reading my personal shairi**
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: September 07, 2004, 03:15:30 PM »
wah!!!  bahoot hi khoob muneeb ji.
Logged
muneeb
Guest
«Reply #28 on: September 07, 2004, 03:45:01 PM »
***Thank you "Pooja"***

SAPNO K MOTEE PIROYA KAROON GA
TUMHAIN YAAD KAR K ROYA KAROON GA

TERI YAAD KEY JO DOLAT MUJHAY MILAY GI AI DOST
KABHI PAYA KROON GA USAY MAIN KABHI KHOYA KAROON GA

DAGH HAIN JO PYAR K MERE SEENAY PER
AANSOO BAHA BAHA K MAIN DHOYA KAROON GA

TUM KEHTEE HO MUJH SAY BICHAR KAR NEEND NAHIN AAYE GI
TO KIA MAIN TUM SAY BICHAR KAR SOYA KAROON GA?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: September 07, 2004, 05:20:57 PM »
bahoot khoob muneeb ji.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 04:27:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.187 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer