Mere Haal Pe Muskuraana Nahi

by Jaanasheen on March 09, 2007, 08:00:27 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
Print
Author  (Read 5579 times)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #30 on: October 22, 2008, 03:52:16 AM »
Kya Karein Hum Un Mehfilon Mein Akele,.
Jab Koi Shaks Wahaan Jaana Pehchaana Nahi,.

____________________________-Jaanasheen-
MUJE SUNATE HAIN WOH YOINDIA KI SHAYRAO KI SHAYRI
AUR US PAR YEH SHART KE BILKUL MUSKURANA NAHI Giggle

                                 -SG-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere haal pe by thelostworld in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Mere Dil Ka Haal by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mere haal pe haste hain zamane wale!! by abdulqadeer in Ghazals
mere haal pe haste hain zamane wale!! by abdulqadeer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
HAAL MERE DESH KAA (SAMLANGIKTAA) by NETRAPAL in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: October 22, 2008, 08:25:53 AM »
Achcha Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: October 22, 2008, 08:26:41 AM »
MUJE SUNATE HAIN WOH YOINDIA KI SHAYRAO KI SHAYRI
AUR US PAR YEH SHART KE BILKUL MUSKURANA NAHI Giggle

                                 -SG-

Tumhaare Muskuraane Par Koi Aitraaz Nahi,.
Bas Meri Bebasi Ki Hasi Udaana Nahi,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #33 on: October 22, 2008, 08:30:53 AM »
Tumhaare Muskuraane Par Koi Aitraaz Nahi,.
Bas Meri Bebasi Ki Hasi Udaana Nahi,.
mere masoom se dost maine shayrao kaha tha ab kitna sahi hain pata nahi but i mean to say female shayer or shayra  Giggle aur tum emotional ho gaye yar tumhari hasi ke liye sajid apni nahi apni nahi celmira ki jan lele  Laughing hard
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: October 22, 2008, 08:34:56 AM »
mere masoom se dost maine shayrao kaha tha ab kitna sahi hain pata nahi but i mean to say female shayer or shayra  Giggle aur tum emotional ho gaye yar tumhari hasi ke liye sajid apni nahi apni nahi celmira ki jan lele  Laughing hard

Hum Bhi Musurate Hue Badal Hain Dost,.
Aansoon Bahaana Hume Kum Aata Hai,.
Aur Maine Wo Lines isliye Likhe, ke Mukhta ban Raha Tha,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #35 on: October 22, 2008, 08:41:12 AM »
Hum Bhi Musurate Hue Badal Hain Dost,.
Aansoon Bahaana Hume Kum Aata Hai,.
Aur Maine Wo Lines isliye Likhe, ke Mukhta ban Raha Tha,.

makhta ke chakkar me mudda q chodte ho
jane anjane me dosto ka dil q todte ho
kabhi bina kafiye ke guftugu karo humse
har baat ko shayri se q jodte ho
Logged
Talat
Guest
«Reply #36 on: October 22, 2008, 08:50:51 AM »
tumhari hasi ke liye sajid apni nahi apni nahi celmira ki jan lele  Laughing hard


Ya Rab Mere Doston Ki Muskurahat Rakhna Sada Salaamat
Warna Mere Marne Ki Dua Sajid Ji Kaise Kar Paayenge
{Modified}
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: October 22, 2008, 08:57:02 AM »

Ya Rab Mere Doston Ki Muskurahat Rakhna Sada Salaamat
Warna Mere Marne Ki Dua Sajid Ji Kaise Kar Paayenge
{Modified}

Maut Ki Duaa Tumhe Hum De Nahi Paayenge,.
Dost Hain Tumhaare, Tumhaare Saath Hi Mar Jaayenge,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #38 on: October 22, 2008, 09:02:15 AM »
Maut Ki Duaa Tumhe Hum De Nahi Paayenge,.
Dost Hain Tumhaare, Tumhaare Saath Hi Mar Jaayenge,.

Ya Rab Mere Doston Ki Muskurahat Rakhna Sada Salaamat
Warna Mere Marne Ki Dua Sajid Ji Kaise Kar Paayenge
{Modified}
AUR HUM DONO KI MAYYAT PE Giggle
EK DAM FREE FATYA PAD KE AAYEGE Laughing hard Laughing hard
Logged
k.shael
Guest
«Reply #39 on: October 22, 2008, 09:06:00 AM »
FATYA PADNE KA TAQALLUF TUM NA KARNA
BASS DO AANSOO SE HAME WIDA KARNA...
BY. K.SHAEL
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: October 22, 2008, 09:11:32 AM »
FATYA PADNE KA TAQALLUF TUM NA KARNA
BASS DO AANSOO SE HAME WIDA KARNA...
BY. K.SHAEL

Bahot Badhiya,.


Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #41 on: October 22, 2008, 09:12:15 AM »
FATYA PADNE KA TAQALLUF TUM NA KARNA
BASS DO AANSOO SE HAME WIDA KARNA...
BY. K.SHAEL

JATE JATE BHI TUM YEH KYA MANG BHAITHE
YEHI DO AASOO TO HAIN AB MILKIYAT APNI
                                         tearyeyed tearyeyed
                                         
 
Logged
k.shael
Guest
«Reply #42 on: October 22, 2008, 09:13:13 AM »
MANGTE JO TUM TO JAAN BHI KARTE HAZIR
YE BAAT AUR HAI DOST KI DO AANSOO BHI
KEEMTI HO GAYE...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #43 on: October 22, 2008, 09:16:58 AM »
MANGTE JO TUM TO JAAN BHI KARTE HAZIR
YE BAAT AUR HAI DOST KI DO AANSOO BHI
KEEMTI HO GAYE...
SACH KAHA BADE ANMOL HAIN YEH MERE DO AASOO
BAAD TERE HAR LAMHA TERI YAAD DILATE HAIN
JAB BHI YAAD AATA HAIN WOH TERA MUSKARANA
BIN BULAYE YEH MERI AAKHO ME CHALE AATE HAIN  tearyeyed
Logged
k.shael
Guest
«Reply #44 on: October 22, 2008, 09:20:22 AM »
MANA KI TUNE BADI KADAR KI MERI HASSI KI
PAR YE BHI SACH HAI TERE AANSOO KA SAILAB
AAB BHI RAKHA HAI APNE DIL ME HAMNE...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 09:52:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.17 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer