Meri Mohabbat Meri Sazaa,.

by Jaanasheen on September 19, 2007, 02:08:38 PM
Pages: 1 [2] 3 4  All
Print
Author  (Read 4393 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: February 15, 2009, 02:45:48 PM »
Very good janasheen ji!
Chitra ji n Doll ji
Shihab ji nice sharing Thumbs UP
Thank U, Salma Ji,.

Wo Mere Liye Is Jahaan Se Bhi Bardhkar Tha "Azeem,.
Jisne Zamaane Bhar Ki Ruswaai Mere Naam Likhdi,.

_______________________________-Jaanasheen-


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: February 22, 2009, 01:39:36 PM »
Wah Azeem Bhai Kya Baat Hai..
Bohat Khoob Keep It Up Bhai...


Ye Khamoshi Si Hi Gar Aabroo Hai Unki
To Shihab Khud Ko Yun Hi Badnaam Hone De



Hmm, Great Lines Majid Bhai,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #17 on: February 22, 2009, 02:03:38 PM »
Thank U, Salma Ji,.

Wo Mere Liye Is Jahaan Se Bhi Bardhkar Tha "Azeem,.
Jisne Zamaane Bhar Ki Ruswaai Mere Naam Likhdi,.

_______________________________-Jaanasheen-




Zamane ki parwa na huyi unhe,
Daag bewafaai ka mere naam kar gaye,
Humne to mangi thi chand khusiya Unse,
Wo Mehfil me hume badnaam kar gaye!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: February 22, 2009, 02:09:54 PM »
Zamane ki parwa na huyi unhe,
Daag bewafaai ka mere naam kar gaye,
Humne to mangi thi chand khusiya Unse,
Wo Mehfil me hume badnaam kar gaye!

Waah Kya Khoob Yaar Bohat Achche,.

Sab Jaante Hain Bewafaai Ka Taaj Maine Sarpe Liya,.
Yun To Mujhe Bewafaa Kehkar, Bachne Ki Koshish Na Kar,.

Main Hoon, Aaj Bhi Wafaadaaron Mein Shaamil,.
Mujhe Tu Badnaam Karne Ki Saazish Na Kar,.

__________________________-Jaanasheen-

Logged
salma786
Guest
«Reply #19 on: February 23, 2009, 10:19:04 AM »
Waah Kya Khoob Yaar Bohat Achche,.

Sab Jaante Hain Bewafaai Ka Taaj Maine Sarpe Liya,.
Yun To Mujhe Bewafaa Kehkar, Bachne Ki Koshish Na Kar,.

Main Hoon, Aaj Bhi Wafaadaaron Mein Shaamil,.
Mujhe Tu Badnaam Karne Ki Saazish Na Kar,.

__________________________-Jaanasheen-



Very nice Azeem ji

Ab to tanhaiyon ki adat hogayi hai,
Apne hi khushiyon se bagawat hogayi hai,
Kya kare khuda se bewafaai ka shikwa,
Hume unki is ada se bhi mohabbat hogayi hai!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: February 23, 2009, 10:25:22 AM »
Very nice Azeem ji

Ab to tanhaiyon ki adat hogayi hai,
Apne hi khushiyon se bagawat hogayi hai,
Kya kare khuda se bewafaai ka shikwa,
Hume unki is ada se bhi mohabbat hogayi hai!


Hmm Great Yaar Nice One Again,.

Meri Har Adaa Tujhe Mohabbat Karne Par Majboor Karegi,.
Mujhe Bewafaa Kehne Waali Mere Khone Ke Khayaal Se Bhi Tu Daregi,.

_____________________________-Jaanasheen-




Logged
salma786
Guest
«Reply #21 on: February 23, 2009, 10:42:03 AM »
Hmm Great Yaar Nice One Again,.

Meri Har Adaa Tujhe Mohabbat Karne Par Majboor Karegi,.
Mujhe Bewafaa Kehne Waali Mere Khone Ke Khayaal Se Bhi Tu Daregi,.

_____________________________-Jaanasheen-




Gar Khud ko Khone se  hum darte,
Tujhe yun abaad na karte,
Gar Ishq me yun majboor na hote,
Khud ko yun barbaad na karte!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: February 23, 2009, 10:45:21 AM »
Gar Khud ko Khone se  hum darte,
Tujhe yun abaad na karte,
Gar Ishq me yun majboor na hote,
Khud ko yun barbaad na karte!


Mohabbat Humne Maana, Zindagi Barbaad Karti Hai,.
ye Kya Kam Hai Ke Marjaane Bhi Duniyaa Yaad Karti Hai,.

______________________-Not Mine,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #23 on: February 23, 2009, 10:55:01 AM »
Mohabbat Humne Maana, Zindagi Barbaad Karti Hai,.
ye Kya Kam Hai Ke Marjaane Bhi Duniyaa Yaad Karti Hai,.

______________________-Not Mine,.

Applause Very true say!

Mohabbat me jo marjaye,
Sab ka ye naseeb nahi hota,
Mar jane pe Khuda ke,
Har koi kareeb nahi hota!
(Visit ths link ull get to know Mohabbat pe jaan gawane pe kya hota hai Thumbs UP)
http://www.yoindia.com/shayariadab/shayriedard/mohabbat-ke-kisse-t43641.0.html;msg856985#msg856985
Logged
k.shael
Guest
«Reply #24 on: February 23, 2009, 10:55:28 AM »
Bahut Khoob Azeem,

Na Na karte karte wo apni zindagi bann gayi,
Pyaar to tha nahi par bandagi bann gayi,
Agar tadpana hi maqsad tha unka,
To tadapna apni raza ban gayi...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: February 23, 2009, 10:58:36 AM »
Applause Very true say!

Mohabbat me jo marjaye,
Sab ka ye naseeb nahi hota,
Mar jane pe Khuda ke,
Har koi kareeb nahi hota!

waah waaha Kya Baat Kahi Hai,.
Nice One,.

Khuda Sabke Kareeb Hai,Khuda Kabhi Kisi Se Khafa Nahi Hota,.
Hum Hi Bhool Jaate Hain Khuda Ko, Wo Kabhi Bewafaa Nahi Hota,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: February 23, 2009, 10:59:58 AM »
Bahut Khoob Azeem,

Na Na karte karte wo apni zindagi bann gayi,
Pyaar to tha nahi par bandagi bann gayi,
Agar tadpana hi maqsad tha unka,
To tadapna apni raza ban gayi...

Shally.

Waah, Kya Khoob Shally, Nice Lines yaar,.

Kamaal Ka Likha Hai,.
Nice One And Thank U,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #27 on: February 23, 2009, 11:01:46 AM »
Very nice shally ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #28 on: February 23, 2009, 11:02:41 AM »
Waah, Kya Khoob Shally, Nice Lines yaar,.

Kamaal Ka Likha Hai,.
Nice One And Thank U,.

Shukriya Azeem,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #29 on: February 23, 2009, 11:03:54 AM »
Very nice shally ji

Shukriya Salma Dear,

Shally.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 04:18:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer