Mohabbat Humne Na Raas Aayi,..

by Jaanasheen on October 20, 2006, 04:06:16 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 5004 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: November 12, 2006, 03:54:50 PM »
Mohabbat ke Hum Poojaari Thi,..
Mohabbat Ko sab Kuch Maante The,..
Degi Kisi Mord Par Mohabbat Hume Dagaa,..
Ye Hum Na Kabhi Jaante The,..

_____________________-jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raas Aati Nahi Mohabbat Mujhko.......... by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Humne to mohabbat ki thi....!!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
RAAS NA AAI MOHABBAT..... by soudagar in Share: Poetry of Pain
angel4u
Guest
«Reply #31 on: November 12, 2006, 05:33:10 PM »

Teri Khushi Se Agar GhuM Me Bhi Khushi Na Hui,
Wo Zindagi To Mohabbat Ki Zindagi Na Hui,

Khayal-E-Yaar SalaMat Tujhe Khuda Rakhe,
Tere Bagair Kabhi Ghar Mein Roshni Na Hui,

Saba Ye Unse HaMara PayaaM Keh Dena,
Gaye Ho Jabse Yahan Subah ShaaM Na Hui...
* * * * * [NM]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: November 13, 2006, 12:48:40 PM »
Mujhe Na Raas Aayi Ye Zamaane Ki Rahaatein...
Aaj Bechain Hoon Kabar Mein Bhi Main Uske Liye,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #33 on: November 13, 2006, 06:14:14 PM »
bahut achhe azeem...


Gali Koonche Mein Barg-E-Khushki Ki Soorat Bikherna Tha,
Hawa Se Dosti Ka Koi To AnjaaM Hona Tha,

Junoonke Shaher Mein Lekin HaMari Haar LaziM Thi,
Idhar Ek Shayera Thi, Us Taraf ZaMana Tha,

Ye Sara UMar Kis Aashuftagi Mein Raegaan Kar Di,
Usi Ko Yaad Rakha Hai, Jise Dil Se Bhulana Tha,

Ajab Wehshat Ka AlaM Hai SaMajh Mein Kuch Nahi Aata,
Safar Ki Shab Musafir Ko Kahan KhaaMa Lagana Tha,

Diye Jo BaaM Par Rakhe The Maine Bujh Gaye Saare,
Isi Tareek Shab Mein Usi Ko Mere Gaanv Aana Tha,

Wo Jab Ojhal Hua To HuM Bhi Apne Aap Se Chaunke,
Use Awaz Deni Thi, Use Wapas Bulana Tha...
* * * * * [NM]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: November 16, 2006, 10:19:27 AM »
Shukriya Didi,..
And nice Sharing
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: November 16, 2006, 10:21:36 AM »
O teri Shaadi pe Nikla Janaaza Dekhle,..
Poora Kiya Maine Apna Ye Waada Dekhle...

Naata TUne Tord Diya hai,..
Jeena maine Chord Diya,..

O Teri Shaadi pe Nikla Janaaza Dekhle,..

____________________-Ata Ulla Khan-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: November 16, 2006, 10:25:50 AM »
sab ke Hothon pe Tabassum Tha Mere Marne Ke Baad..
Jaane Kya Soch Kar Rota Raha Kateel Mera,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
akssar
Guest
«Reply #37 on: November 24, 2006, 06:32:28 AM »
nice goin azeem ji & angel ji ......

yu, to teri mohabbat mai beetane the char pal
per dard mila jo tujhse dilko woh bhi kabul hai
----------------------aKs---------------------------
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: November 26, 2006, 03:19:37 PM »
Shukriya Akssar Bhai And majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: November 26, 2006, 03:21:23 PM »
Quote from: "akssar"
nice goin azeem ji & angel ji ......

yu, to teri mohabbat mai beetane the char pal
per dard mila jo tujhse dilko woh bhi kabul hai
----------------------aKs---------------------------


Bahoot Khoob Bhai..

Mile Mujhe Char Pal Ki Mohabbat Yahi Tamanna Thi Meri..
Afsos Ke Do Hi Pal Mile Mujhe Meri zindagi Ke "Jaanasheen",.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: November 26, 2006, 03:24:04 PM »
Quote from: "majid"
nice 2 alllllllllll

wafa ke naam pe
hote hai saikdon gunaah
saza unhe hoti hai jo hote hai begunaah.


Bahoot Khoob Bhai,.

Yahi To Dastoor Hai Zamaane Ka Ke Dete Hain sazaa Begunaahon,..
Jinhone Khata Ki Dard Dene Ki Wo To Muskuraate Hain Yahan,...

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 02:39:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer