+++++Mujhe Bhul Jao+++++

by punam on February 26, 2008, 04:45:31 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2606 times)
Rajbir
Guest
«Reply #30 on: May 14, 2008, 12:07:50 PM »
Shihab bhai

Bahut sahi farmaya ! Applause

Very nice !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tum mujhe bhUl bhI jAo.... by lamhay_terbin in Shayri-E-Dard
- Mujhe Bhul Mat Jana - by Meena in Miscellaneous Shayri
mujhe bhul jao by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mujhe bhul jana~~~~~Rahi~~~~~~~ by Rahi2001 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mujhe tum bhul jao... mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
~princess~
Guest
«Reply #31 on: May 14, 2008, 12:11:46 PM »
bohot khoob majid baba
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #32 on: May 14, 2008, 12:12:53 PM »
Oye hoye yeh rajkumari ji bhi aa gayi Winking
Logged
~princess~
Guest
«Reply #33 on: May 14, 2008, 12:18:35 PM »
hehehhehe ji agayi
Logged
punam
Guest
«Reply #34 on: May 14, 2008, 12:19:02 PM »
Superb, very thoughtful and comes directly from the heart, imaginative creation. Bravo!!  Applause

Thanx syed ji...yeh thread kahi chupa hua tha..isse bahar nikale..aur padhe..

bahot khoob likha aap ne shihab ji...
Logged
syednaami
Guest
«Reply #35 on: May 14, 2008, 03:20:38 PM »
Zindagi Main Jo Chahe Mil Jaaye Mumkin Hai Kya.!
Aur Bina Koi Aas Kiye Mar Jaaye Mumki Hai Kya.!

Sapne Rishtey Khwahish Uljhan Aur Dard...
In Sab Ka Bojh Utha Paana Mumkin Hai Kya.!
..................
Soch Samajhkar Bhala Kab Likhi Jaati Hai Gazle.!
Koi Yun Hi Ho Jaaye Deewana  Mumkin Hai Kya.!


Arey Shihab baba, yeh kya itna dard mand likhte ho, kuchh barf sa bhi likh dete.
Itna deep hai ki padhne waala bhi dard ko mahsoos karta hai.
Superb, Bravo!!
Jawab bhi mil jayega.....
Logged
Talat
Guest
«Reply #36 on: May 14, 2008, 03:23:21 PM »
Zindagi Main Jo Chahe Mil Jaaye Mumkin Hai Kya.!
Aur Bina Koi Aas Kiye Mar Jaaye Mumki Hai Kya.!

Sapne Rishtey Khwahish Uljhan Aur Dard...
In Sab Ka Bojh Utha Paana Mumkin Hai Kya.!

Zameeno Pe Ye Khichi Hui Lakeere Mit Jaati Hai
Par Dilo Main Basi Nafrate Mitana Mumkin Hai Kya!

Is Zindagi Ke Safar Main Chalna Hoga Tanha.
Saath Chale Ye Saara Zamaana Mumkin Hai Kya.!

Soch Samajhkar Bhala Kab Likhi Jaati Hai Gazle.!
Koi Yun Hi Ho Jaaye Deewana  Mumkin Hai Kya.!


Bohot khoob Shihab !!
Logged
syednaami
Guest
«Reply #37 on: May 15, 2008, 11:37:14 AM »
Har Azeem shayar aise hi word use karta hai jaise tumne kiye hain. Well done..  icon_salut
Logged
syednaami
Guest
«Reply #38 on: May 15, 2008, 12:06:12 PM »
Oye yeh Shukriya kis liye, bhai bhi kaha aur aisa bola phir bhi.
Jo kaha bas kaha sach hi kaha, yeh bhashan dekar samjhaoge bhai ko.

-=-=-=-=-=-=-=-=-

Apni awaaz ko mere saaz se milaya hota, -
Mere Pyar ko apne man men samaya hota, -
Kabhi jhoot moot hi aazmaya hota, -
Dard diya par kabhi dil se bhi sataya hota. -


(Syed Naami)
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #39 on: May 16, 2008, 12:48:18 PM »
Wah ! wah !

Syed and Shihab bros !

Lage raho Winking
Logged
syednaami
Guest
«Reply #40 on: May 16, 2008, 01:08:44 PM »
Wah ! wah !
Syed and Shihab bros !
Lage raho Winking

Thanks Chacha jee, Lage to huey hain aur kya khadde khoden.  tongue3
Logged
Roja
Guest
«Reply #41 on: May 16, 2008, 04:23:58 PM »
Zindagi Main Jo Chahe Mil Jaaye Mumkin Hai Kya.!
Aur Bina Koi Aas Kiye Mar Jaaye Mumki Hai Kya.!

Sapne Rishtey Khwahish Uljhan Aur Dard...
In Sab Ka Bojh Utha Paana Mumkin Hai Kya.!

Zameeno Pe Ye Khichi Hui Lakeere Mit Jaati Hai
Par Dilo Main Basi Nafrate Mitana Mumkin Hai Kya!

Is Zindagi Ke Safar Main Chalna Hoga Tanha.
Saath Chale Ye Saara Zamaana Mumkin Hai Kya.!

Soch Samajhkar Bhala Kab Likhi Jaati Hai Gazle.!
Koi Yun Hi Ho Jaaye Deewana  Mumkin Hai Kya.!


Wah wah Majid ji bahut khoob bahut khoob  Applause
(Mere dil ne kaha aap jaisa likhna mumkin hai kya?
nahi nahi mumkin nahi...)
Logged
syednaami
Guest
«Reply #42 on: May 16, 2008, 10:18:19 PM »
Nahi Bhai Jaan Meri Itni Aukad Kaha Ki
Aap Ko Kuch Main Samjhaun?
Woh Bus Aapne Tareef Ki To Dil Samabhl Nahi Paaya
Aur Keh Diya Aapko Bura Laga Ho To Plz Maaf Karde...!

wah bhai jaan bohat khoob kaha aapne..
kosis karta hoon galti maaf ho..hhm
........

Mere Geeto Main Yun Naam Tumhara Na Hota
Gar Humne Tumhe Yun Tootkar Chaha Na Hota.
Jarur Aake Rakh Dete Tere Dil Par Haath Hum
Gar Humari Majburiyon Ne Hume Roka Na Hota.


Yeh geet hi hota sirf to achha tha, -
Chaahat na hoti to kya bura tha, -
Humen agar maot milti jald is duniya men, -
Majboor apne jazbaat men mera jahan na hota. -


(Syed Naami)
Logged
syednaami
Guest
«Reply #43 on: May 17, 2008, 01:55:47 PM »
Zindagi mushkil nahin hamnafas, -
Uss tak kyun nahin meri dasttaras, -
Yehi gham dil men ghun lagata hai, -
Milna hai to kaise todun yeh qafas. -


(Syed Naami)
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #44 on: November 28, 2008, 09:22:00 AM »
Zindagi Main Jo Chahe Mil Jaaye Mumkin Hai Kya.!
Aur Bina Koi Aas Kiye Mar Jaaye Mumki Hai Kya.!

Sapne Rishtey Khwahish Uljhan Aur Dard...
In Sab Ka Bojh Utha Paana Mumkin Hai Kya.!

Zameeno Pe Ye Khichi Hui Lakeere Mit Jaati Hai
Par Dilo Main Basi Nafrate Mitana Mumkin Hai Kya!

Is Zindagi Ke Safar Main Chalna Hoga Tanha.
Saath Chale Ye Saara Zamaana Mumkin Hai Kya.!

Soch Samajhkar Bhala Kab Likhi Jaati Hai Gazle.!
Koi Yun Hi Ho Jaaye Deewana  Mumkin Hai Kya.!



wonderful shihab ji  Applause
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 11:51:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer