Mukkaddar Ki Ruswai,.

by Jaanasheen on November 20, 2007, 02:12:57 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2443 times)
amit250587
Guest
«Reply #15 on: December 13, 2007, 10:01:32 AM »
TOD KE DIL MILEGA KYA TUMHE
KUDHA KE GHAR BHI ANDHERA MILEGA TUMHE
SOK SE AAJMA LO MERI WAFA KO
KI MERA DIL BHI TADPTA MILEGA TUMHE
DIL KE SO TUKDE KAR DO HAR TUKDE MEIN
DEKHNA AAPNA HI CHERA MILEGA TUMHE
DIL KUDHA KA GHAR HAI YE BAAT MANO MERI
OR KHI NA YE KUDHA NA MILEGA TUMHE
TUM KHI BHI RHO PAR YE JAAN LO
SANG-2 MERA SAYA MILEGA TUMHE
KAJAL JO HAI TAKDIR MEIN WHI MILEGA TUMHE
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ruswai by tushar_4u_im in Shairi - E - Zindagi
shikva aur ruswai by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
ruswai........... by roshni246 in Shayri-E-Dard
ruswai by pritam tripathi in Shayri-E-Dard
amit250587
Guest
«Reply #16 on: December 13, 2007, 10:05:30 AM »
KYA KHU AARJU KYA HAE MERI !
AARJU SABSE JUDA HAI MERI!!
MATLABI MUJHE SAMAZNE WALE!
SIDI SADI SI ADA HAI MERI !!
TERE KADMO PE MERA DAM NILE !
EY HAMSAFAR YE DUA HAI MERI!!
Logged
amit250587
Guest
«Reply #17 on: December 13, 2007, 10:07:08 AM »
JMI MEIN KUCH NMI SI THI
PHOOLO KE ANCHAL MEIN KUCH KMI SI THI !!
MERI MOHOBBAT THUKRAKAR JANE WALE !
JRA YE TO BTA MERI MOHOBBAT MIEN KMI KYA THI
Logged
amit250587
Guest
«Reply #18 on: December 13, 2007, 10:10:07 AM »
KABHI KAHMOSHI BHI BHAUT KUCH KAH JATI HAI !
TADAPNE KE LIYE BAS YAAD HI RAH JAATI HAI !!
KYA FARK PADTA HAI DIL HO YA KOYLA !
JALNE KE BAAD SIRF RAKH HI RAH JAATI HAI !!

CHANDNI RAAT MEIN BARSAT BURI LAGTI HAI !
GHAR MEIN HO LAS TO BARAT BURI LAGTI HAI!!
JUTHE SAPNO SE DIL NHI BARTHA YAARO!
JAB DIL MEIN HO DARD TO HAR BAAT BURI LAGTI HAI !!
Logged
hashmat
Guest
«Reply #19 on: December 13, 2007, 11:00:16 AM »
accha likhte hain aap
Logged
mask
Guest
«Reply #20 on: December 14, 2007, 06:22:43 AM »
Bahut khoob...

accha likhte hain aap
Logged
mask
Guest
«Reply #21 on: December 14, 2007, 06:23:23 AM »
Bahut khoob...bahut khoob

KABHI KAHMOSHI BHI BHAUT KUCH KAH JATI HAI !
TADAPNE KE LIYE BAS YAAD HI RAH JAATI HAI !!
KYA FARK PADTA HAI DIL HO YA KOYLA !
JALNE KE BAAD SIRF RAKH HI RAH JAATI HAI !!

CHANDNI RAAT MEIN BARSAT BURI LAGTI HAI !
GHAR MEIN HO LAS TO BARAT BURI LAGTI HAI!!
JUTHE SAPNO SE DIL NHI BARTHA YAARO!
JAB DIL MEIN HO DARD TO HAR BAAT BURI LAGTI HAI !!
Logged
kudrat
Guest
«Reply #22 on: December 14, 2007, 07:56:19 AM »
good work amit
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: December 16, 2007, 07:57:47 AM »
Nice One Amit Ji,
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 16, 2007, 08:01:09 AM »
Shaam Youn Hee Dhalay Hum Nahi Chahtay
Ghum Say Fursat Milay Hum Nahi Chahtay
Phir Naya Waar Sehnay Ko Tayyar Hain
Tu Pareshan Rahay Hum Nahi Chahtay

Aaj Ansoo Bahanay Say Mutt Rookay Koi
Aaj Barish Thamay Hum Nahi Chahtay

Hum Teray Baad Ujray Hoay Theek Hain
Ab Kahin Dil Lagaeiny Hum Nahi Chahtay

Teray Pekar Ko Hum Dekhtay Hi Rahain
Tu Nazar Say Hutay Hum Nahi Chahtay

Kis Qadar Dil Nasheen Hai Yeh Mojoun Ka Shoor
Ghum Ka Darya Rukay Hum Nahi Chahtay

Iss Qadar Pyar Say Tu Pukara Na Kar
Aag Dil Ko Lagay Hum Nahi Chahtay
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: December 16, 2007, 06:25:21 PM »
BAHUT KHOOB AZEEM..AMIT AAP NE UMDA LIKHA HAI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: December 17, 2007, 01:05:10 PM »
Shukriya Khawaish Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: January 14, 2008, 03:03:52 PM »
bahoot khoob jaanasheen and nice work by all!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: January 16, 2008, 01:41:37 PM »
Shukriya Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: January 16, 2008, 01:42:33 PM »
Tanhaai Me Doobe Hain Hum Bhi, Hume Bhi Fursat Nahi,.
Dekha aaj Humne Rang Zamaane Ka Yahan Kisi Ko Kisi se Chahat Nahi,.

Hume Akele Aakhir Kabtak Wafaa Nibhaate "Jaanasheen",.
Jab Khud Mohabbat Ko Humari Mohabbat Ki Zaroorat Nahi,.

Ab Jab Doob Gaye Tanhaaion Me To Rona Chahte Hain,.
Hain Toofaan Dil Me Magar lekin Aankhon Ko Rone Ki Adat Nahi,.

_____________________________________________-Azeem-
 
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 02:47:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer