*~%Nafrat hogaye hai%~*

by honeyrose on September 07, 2008, 08:53:32 AM
Pages: 1 [2] 3 4  All
Print
Author  (Read 3759 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: September 12, 2008, 02:32:26 PM »
Shukriya.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: September 12, 2008, 02:34:16 PM »
Khuda Unhe Salamth rakhe Jo nafrat Humse Karte hain,.
Pyaar Nahi Nafrat Hi Sahi, Par Kuch To Humse Karte hain,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #17 on: September 13, 2008, 04:22:48 AM »
" Nafrat Ho gayee Hai ".........Is Ounwaan k Tehat Azeem aapne aur Honey JO bhi Likha Hai Sub padha..bilkool sahih maa'no me aap ne badhiya Likha Hai

Azeem aap ko to hum duaein de Rahe hai aur Honey bhi Shameel hai..k kabhi aap ko jis tarha aap ne sher me Nafrat aur bewafaai dikhaate ho..wo aapko kabhi kahin kisi dost se na' mile..aub. Allaah aapko amaan mei rakhe !!! aamin
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: September 13, 2008, 02:03:49 PM »
Shukriya Bhaijaan,.
Duaaon Ke Liye,.
Allah Rabbul Izzat,.
Aap Ko Bhi Achche Dost Bakhshe,.
Aameen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: September 13, 2008, 02:06:01 PM »
Nafraton Ka Na Kabhi Tum Diya Jalaa Na Mere Naam Ka,.
Main To Pyaasa Suraj Tha Kabhi, Urooj-e-Shaam Ka,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #20 on: September 13, 2008, 02:24:12 PM »
Bohat khoob likha hai bhai jaan


Shukriya aapka Razaa joh aapne saath diya..
aapki duaaon ka shukriya Razaa...




Humne aapke zindagi mein phool barsaye
Aapne mere muhabbat ko nafrat se barsaye

Umeed karte hai ki teri aadat badal jaaye
Wahi raah se phir humen muhabbat mil jaaye

Aapki khatir aankhon mein intezaar karte
Fariyad karte hai ke tum mere paas phir aaye
Logged
NODER
Guest
«Reply #21 on: September 13, 2008, 03:56:11 PM »
Jaanashen bhai, honerose sahiba, sab ne bahut umda likha hai.  Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #22 on: September 13, 2008, 04:17:18 PM »
Shukriya NODER aapka... happy9
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: September 14, 2008, 08:25:06 AM »
Shukriya Noder Ji,..
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #24 on: September 15, 2008, 01:16:07 AM »
Waah Waah Waah lagta he jitni der mein ham sochh bhi nahi paate aap log likh dete ho..... honeyrose ji...azeem bhai...bohot khoob!.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #25 on: September 15, 2008, 02:26:04 AM »
Bahut khoob...

Nafraton ki shikan jo maathe pe ab saja rakhi hai,
mere husn mein isne kuch aur hi jaan daal rakhi hia,
Tere jaane se ab kya gam karun aye sanam
wafa ke taur pe jo tune nafrat aabaad rakhi hia...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #26 on: September 15, 2008, 07:53:48 AM »
Waah Waah Waah lagta he jitni der mein ham sochh bhi nahi paate aap log likh dete ho..... honeyrose ji...azeem bhai...bohot khoob!.

Shukriya Sayyid ji aapka aapne padha yahi humare liye khushi ki baat hai..


Bahut khoob...

Nafraton ki shikan jo maathe pe ab saja rakhi hai,
mere husn mein isne kuch aur hi jaan daal rakhi hia,
Tere jaane se ab kya gam karun aye sanam
wafa ke taur pe jo tune nafrat aabaad rakhi hia...

Very nice lines angel dear ...


Aapne hote woh aaj paraaye hogaye
Mujhe zindagi se door kar gaye
Duniya ke zilat se kab tak chupte
Ek na ek din haqeekat ka samna toh karte
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #27 on: September 15, 2008, 08:08:28 AM »
nice creation honey ji
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #28 on: September 15, 2008, 08:22:57 AM »
nice creation honey ji

Thanks bhawna dear...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #29 on: September 15, 2008, 12:46:10 PM »
Shukriya Sayyid ji aapka aapne padha yahi humare liye khushi ki baat hai..


Very nice lines angel dear ...


Aapne hote woh aaj paraaye hogaye
Mujhe zindagi se door kar gaye
Duniya ke zilat se kab tak chupte
Ek na ek din haqeekat ka samna toh karte


Very nice lines honey...

Haqeeqaton ki chubhan ab yun dasne lagi hia,
jaise aag koi seene mein har pal jalti hia,
Nafrat ho gayi jo khud apne wajood se,
saanse bhi ab aane jaane se hichkichati hia...
Logged
Pages: 1 [2] 3 4  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 09:11:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.157 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer