nazm : yeh raat shayad dhal hi jayegi (zarraa)

by zarraa on August 14, 2012, 07:56:56 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2943 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: August 15, 2012, 12:11:32 PM »
yeh raat shayad dhal hi jayegi
magar ....
yeh akhiri kuchch saikadoN pal
jo ki itne syah haiN
khamosh haiN
ehsaas e tanhayee ko
soz e gham ke dekar pankh
lekar ja rahe haiN
bebasi ke arsh par
hai jis jagah pe lag raha
shayad subah ik yaad hai
jisko kaheeN par door aye
chhorhkar
jisko ki chhoonaa door
bas
mehsoos karne ke bhi qaabil
haiN naheeN ye haath
jo ab sirf uth sakte haiN
lekar yeh dua
ke aur kuchch ho ya n ho
bas ek halki si hi aahat hi
kahiiN kar de saba
ke kam se kam
yeh akhiri ke saiKadoN pal
jo bache haiN
unme se do chaar hi kat jayenge
bas is gumaaN ke saath hi “zarraa”
ke ab
yeh raat shayad dhal hi jayegi
magar ....

- ZARRAA



Bohat Dard Hai Is Nazm Mein,.
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #16 on: August 15, 2012, 06:05:42 PM »
Bohat Dard Hai Is Nazm Mein,.

Dard mehsoos karne ka shukriya Azeem ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #17 on: August 16, 2012, 10:09:15 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut sundar, bahut khoob likha hai aapne Zarraa ji...!!!
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #18 on: August 16, 2012, 02:53:31 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut sundar, bahut khoob likha hai aapne Zarraa ji...!!!

Apka bahaut bahaut shukriya Hriday ji
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #19 on: August 16, 2012, 03:07:40 PM »
realy pain full nice creation
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #20 on: August 17, 2012, 09:23:30 AM »
realy pain full nice creation

Thx Saahill
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #21 on: August 18, 2012, 02:29:57 PM »
bahut khoob,zarra ji.mahfil ko yunhi apne kalaam se rangeen banaayr rakhiye.
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #22 on: August 19, 2012, 04:36:36 AM »
bahut khoob,zarra ji.mahfil ko yunhi apne kalaam se rangeen banaayr rakhiye.

Shukriya Hassan sahab .... Ji yehi koshish rahegi ki bazm ki khidmat karta rahoon
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 41 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #23 on: August 19, 2012, 04:41:58 AM »
nice
raat manoj her roj dhalti hai
kismat kyu meri nahi badalti hai
yeh raat shayad dhal hi jayegi
magar ....
yeh akhiri kuchch saikadoN pal
jo ki itne syah haiN
khamosh haiN
ehsaas e tanhayee ko
soz e gham ke dekar pankh
lekar ja rahe haiN
bebasi ke arsh par
hai jis jagah pe lag raha
shayad subah ik yaad hai
jisko kaheeN par door aye
chhorhkar
jisko ki chhoonaa door
bas
mehsoos karne ke bhi qaabil
haiN naheeN ye haath
jo ab sirf uth sakte haiN
lekar yeh dua
ke aur kuchch ho ya n ho
bas ek halki si hi aahat hi
kahiiN kar de saba
ke kam se kam
yeh akhiri ke saiKadoN pal
jo bache haiN
unme se do chaar hi kat jayenge
bas is gumaaN ke saath hi “zarraa”
ke ab
yeh raat shayad dhal hi jayegi
magar ....

- ZARRAA


Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #24 on: August 19, 2012, 05:34:07 AM »
AI DOST RAAT KE HONO KA KABHI GAM NA KAR
BEBASI KE AALAM KI YEH SIYAH RAAT KHATAM TO HO HI JAYEGI
RAAT GUZARNE KE BAAD HI TO KHUSHI KI ROSHNI AAYEGI
YEH RAAT KITNI LAMBI HOGI YEH TO PATTAA NAHIN
BAS IRTNA TO VISHVAS HAI KI ROSHNI ZAROOR AAYEGI
US ROSHINI KA INTZAAR KARTE RAHO MERE DOST
ZINDAGI KAHTAM HONE SE PAHLE ROSHNI ZAROOR AAYEGI
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 41 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #25 on: August 19, 2012, 06:22:07 AM »
gd
AI DOST RAAT KE HONO KA KABHI GAM NA KAR
BEBASI KE AALAM KI YEH SIYAH RAAT KHATAM TO HO HI JAYEGI
RAAT GUZARNE KE BAAD HI TO KHUSHI KI ROSHNI AAYEGI
YEH RAAT KITNI LAMBI HOGI YEH TO PATTAA NAHIN
BAS IRTNA TO VISHVAS HAI KI ROSHNI ZAROOR AAYEGI
US ROSHINI KA INTZAAR KARTE RAHO MERE DOST
ZINDAGI KAHTAM HONE SE PAHLE ROSHNI ZAROOR AAYEGI

Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 11:37:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.161 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer