One Of My Best Shayari,. I Hope All The Friends Will Read It

by Jaanasheen on August 28, 2006, 02:07:11 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
Print
Author  (Read 8403 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #45 on: August 31, 2006, 09:24:29 AM »
good job  All..................
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #46 on: August 31, 2006, 11:13:03 AM »
Kya Baat Hain Jaanasheen Bhai, kya khoob likha hain aapne!

Bohat Khoob, accha likha hain sabne!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #47 on: August 31, 2006, 01:08:32 PM »
Quote from: "ranjana"

jo dil mein bas jaate hain woh fir juda nahi hote hain
dil ki dharkano mein woh ek  raag ban ke dharkate hain
jo likha hota hai hamare naseeb ke panno per
woh in aankho mein khawab ban ke basa karte hain!!


pata nhi takdeer humo kahan kahan pekhti hai,
jo likhi nhi hai naseeb mein mere unhi ke khwab dekhti hai.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #48 on: September 04, 2006, 03:43:21 PM »
Ho chuke badnaam hum teri mohabbat mein,
Dard to waise hi dhool gaye the teri muskurahat mein ...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #49 on: September 05, 2006, 12:38:52 PM »
wha kya baat hai jhl ji.
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #50 on: September 05, 2006, 03:18:30 PM »
bahut khoob likha hai aap sabne..........

dard

meri sari besukuni
mera sara dard tujhse
mere dil ke is jahaan me
 tuhi laya beqarari
magar aaj sochati hun
ki jab tu nahi tha mujh me
to kushi bhi tab kahaan thi
tere saath hi to aai
ki tere bagair to main
kuchh bhi nahi kabhi thi.............
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: September 05, 2006, 03:42:20 PM »
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob likha hai aap sabne..........

dard

meri sari besukuni
mera sara dard tujhse
mere dil ke is jahaan me
 tuhi laya beqarari
magar aaj sochati hun
ki jab tu nahi tha mujh me
to kushi bhi tab kahaan thi
tere saath hi to aai
ki tere bagair to main
kuchh bhi nahi kabhi thi.............


Waaah Didi Bahoot Khoob Likha Hai Apne,..

Khushi Ka Ek Ehsaas Bankar Tum Aaye Zindagi Mein Meri,..
Aaj Udaas Hoon Main Ye Bhi Tera Hi Ehsaas Hai,..
Warna Khabar Kahan Hoti Hume Ke Ishq Mein Dard Bhi Hote Hain,..
Is Dard Ka Ehsaas Dil Ko Dilaane Ke Liye Shukriya,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: September 05, 2006, 03:44:24 PM »
Quote from: "Ravi_Dave"
Kya Baat Hain Jaanasheen Bhai, kya khoob likha hain aapne!

Bohat Khoob, accha likha hain sabne!


Shukriya Ravi Bhai,..
Gar App Bhi Kuch Likh Kar Jaate To Kuch Seekhne Ko Naseeb Hota,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: September 05, 2006, 03:49:10 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Ho chuke badnaam hum teri mohabbat mein,
Dard to waise hi dhool gaye the teri muskurahat mein ...


Bahoot Khoob Bhai,..

Mohabbat Humne Maana Zindagi Barbaad Karti hai,..
Ye Kya Kam Hai ke Marjaane Se Duniyaa Yaad Karti Hai,..

___________________________________-Shakeel Badayuni-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #54 on: September 05, 2006, 03:53:51 PM »
thanx  janasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: September 05, 2006, 03:56:19 PM »
U Are Always Welcome Sis,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: September 05, 2006, 04:17:14 PM »
Dard Ki Dastaan Likh Raha Hoon Main,..
Apno Ki Khushi Ke Liye Bikh Raha Hoon Main,.
Phir Bhi Sab Kehte Hain Mujhe Ke,..
Mujhe Wafa Nibhaana Nahi Aata,..
Isliye Lahoo Apna Baha Kar Wafaa Sikh raha Hoon Main,..

__________________-Azeem-________________
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #57 on: September 05, 2006, 04:18:10 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob likha hai aap sabne..........

dard

meri sari besukuni
mera sara dard tujhse
mere dil ke is jahaan me
 tuhi laya beqarari
magar aaj sochati hun
ki jab tu nahi tha mujh me
to kushi bhi tab kahaan thi
tere saath hi to aai
ki tere bagair to main
kuchh bhi nahi kabhi thi.............


Waaah Didi Bahoot Khoob Likha Hai Apne,..

Khushi Ka Ek Ehsaas Bankar Tum Aaye Zindagi Mein Meri,..
Aaj Udaas Hoon Main Ye Bhi Tera Hi Ehsaas Hai,..
Warna Khabar Kahan Hoti Hume Ke Ishq Mein Dard Bhi Hote Hain,..
Is Dard Ka Ehsaas Dil Ko Dilaane Ke Liye Shukriya,..

_________________________________-Jaanasheen-


bahut khub shakeel ji & good one jaasheen...

agar khusi mili thi kabhi teri baaton se,
to aaj dard milta hai teri yadoon se.
ishq aur... dard ka rang dikhlane ke liye sukriya.
pehle  dil dhadkane ke liye ab dil jaalane ke liye sukriya.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: September 05, 2006, 04:21:34 PM »
Waah Bhai Bahoot Khoob Likha Hai,..

Khushi Bhi Hume Raas Na Aayi Yahan,.,..
Aansoon Nikal Aate Hain Muskuraane Se pehle,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #59 on: September 05, 2006, 04:32:54 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Waah Bhai Bahoot Khoob Likha Hai,..

Khushi Bhi Hume Raas Na Aayi Yahan,.,..
Aansoon Nikal Aate Hain Muskuraane Se pehle,..

_____________________________-Jaanasheen-


good one jaansheen...

pyaar kho  gaya aapna jatane se pehle.
wo chali gayi mere zindgi mein aane se pehle.
her gum chala aata hai bulane se pehle
isiliye to aansoo nikal aate hai muskurane se pehle.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 03:35:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer