Jab Naam mitaana he hai mera.....
Toh yoon baar baar ret pe ise likhti kyu ho.....
Jab nahi Dard tumhe mujhse bichadne ka.....
Toh ro ro ke aankhen apni Sujaati kyu ho......
Karta tha jab bhi main tumse apni mahobbat ka Izhaar......
Tum kehti thi bikta hai Pyar yahan yeh hai Mahobbat ka Bazaar.....
Ab jab tumhe khud par nahi bharosa.....
Toh Parayeon ko apna bananti kyu ho......
Nahi Mahobbat pe yakeen......
Toh raah pe dekh mujhe NaZrein jhukati kyu ho....!!!!!![/i]

Wah kya baat hai Gaurav..... jaazbaat bahut hi masboot hai!..
Mitanay ke liyeh na likha thaa naam tumhara Is Ret Per....
Likha thaa apnay dil ko tasali ke liyeh..
Key abi bhi hai tu nazdik meray kehii isi Ret me...
Bichardnay ka Gum to tab thaa
jab thukraya tumnay.. hameh Isi Ret per..
Yeh kehker ke koi Ehmiyat nei hai hamarii.. aap kay dil meh..
Ab yeh jo Dard deya hai tumnay...kaiseh mitayeh is dil koh?
Chahah bhi to na mit seka yeh meray dil sey..
Rotay they hum akelay meh.. barishoo meh... Isi Ret per
Takay Na dekh seka koi humay... yeh ask bahatey hua..
royaa karenge aap bhi isii terah
aTakaa kahi jo aap kaa dil bhii merii tarah
Ab to ankhoo nay be saath chod diyaa..
ab ask bahaiyeh kis liyeh..
ab yunn jaan gavanaa kis liyeh... Isi ret per..
Mohabaat ka izhaar kia tumnay.. Yeh kehker..
"Hum bhi hai Mohabaat key Kheridaar Is Bazaar meh"!
Yehi Parayoon nay semjhaya is Nadaan ko..
nehi hai koi Yeh Pyaar Ki Muraat ....belay Insaan ho!
yeh to hai.. Bas Ek Hakikat......
Isi Ret Per mitaa di hamnay yeh chahaat
Mitaa dii sath humnay apni Mohabaat..
isi Ret Per....