Rokar to dekh le........(Ghayel)

by sajid_ghayel on January 10, 2009, 07:10:50 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1684 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: January 11, 2009, 11:26:27 PM »
 Applause Applause Applause

wah wah wah kaya baat hai, bahoot khoob SG JI.... bahoot khoob likha.... Good work by others too
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Ko Dekh Chehraa na dekh....! by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 11 12 »
Na dekh.. by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
dekh le by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dekh ke Humein woh ... by honeyrose in Shayri for Dard -e- Judai
Rokar Na De Mere Pyar Ko Duriya...........Touhid by Mohammad Touhid in Miscellaneous Shayri
Alam Qazi
Guest
«Reply #16 on: January 12, 2009, 03:55:12 AM »
Abb koi gunaah nahi, deedar-e-yaar mein
Janaaza uthne ko hai, Aa mera chehra tou dekh le..

waaaah bahot khooooooobbbb.....
very nice sajid
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #17 on: January 12, 2009, 04:42:45 AM »

Ab koi gunah nahi deedar-e-yaar mein
Janaza uthne ko hain, aa mera chehra to dekhle

            -Sajid Ghayel-      

•   Graveyard 
[/color][/b]
[/quote]

Subhan Allah Kya Likha Hai Sajid Bhai kasam se yaar meri mahobbath ko mujh se ruba ro kara diya yaar !! eakbaar fir tarif karne ka dil kiya mera yaar bhai kya likha kya likha hai is ghazal ki respect me sirf qamush rahena acha lagta hai likhne ko mann nahi karta sirf padne ko dil karta hai yaar sajid bhai !! allah apke is kalam ko daad se mala maal karega zaroor !!

Qadeer Toopchi
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #18 on: January 12, 2009, 05:08:27 AM »
Mit jaoogan main kasam hain aa mita ke dekh le
Mera yeh wada bhi aaj, aazma ke dekh le

Ab koi gunah nahi deedar-e-yaar mein
Janaza uthne ko hain, aa mera chehra to dekhle

Tere diye hue zakhm karte hain teri aarzoo
Dard ho jaye thoda kam, aa mere zakhmo ko dekh le

Shehar-e-khamosha* me ab karte hain basera
Mehmaa_n na bano mana, par mera ghar to dekh le

Khud ko dete ho fareb haskar, GHAYEL ki  maut pe
Tere dard ki gawahi tere askh tuje dege, tu ek baar rokar to dekh le

                                     -Sajid Ghayel-      

•   Graveyard 




Well, I am speechless...  icon_silent
But, really don't want to be speechless at this wonderful creation which is full of sentiments and emotions.. I just wonder how efficiently one could express so much pain with so much sincerity..

Too Good Sajid Ji...  icon_thumleft
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #19 on: January 12, 2009, 07:52:06 AM »
Applause Applause Applause

wah wah wah kaya baat hai, bahoot khoob SG JI.... bahoot khoob likha.... Good work by others too

Bohat Bohat shukriyaan Pooja..

Abb koi gunaah nahi, deedar-e-yaar mein
Janaaza uthne ko hai, Aa mera chehra tou dekh le..

waaaah bahot khooooooobbbb.....
very nice sajid

Bohat Shukriyaan Alam

Ab koi gunah nahi deedar-e-yaar mein
Janaza uthne ko hain, aa mera chehra to dekhle

            -Sajid Ghayel-      

•   Graveyard 
[/color][/b]


Subhan Allah Kya Likha Hai Sajid Bhai kasam se yaar meri mahobbath ko mujh se ruba ro kara diya yaar !! eakbaar fir tarif karne ka dil kiya mera yaar bhai kya likha kya likha hai is ghazal ki respect me sirf qamush rahena acha lagta hai likhne ko mann nahi karta sirf padne ko dil karta hai yaar sajid bhai !! allah apke is kalam ko daad se mala maal karega zaroor !!

Qadeer Toopchi

Arey mere dost itni tareef na karo bada nervous ho jata hu tumne mera kalam pada isse badhkar aur kya ho sakta hain mere liye. Bohat shukriyaan tumhari duao ke liye jitna mere liye manga hain usse char guna Khuda tumhe ata karein. AAMEEN



Well, I am speechless...  icon_silent
But, really don't want to be speechless at this wonderful creation which is full of sentiments and emotions.. I just wonder how efficiently one could express so much pain with so much sincerity..

Too Good Sajid Ji...  icon_thumleft


Tareef karne ka andaz bhi tumhara zara hatke hain aur yahi cheeze to sabse pyari hain tumhari   Giggle Waise aajkal ho kaha tum aur bohat shukriyaan izzat bakhsne ke liye
Logged
HumTum
Guest
«Reply #20 on: January 12, 2009, 02:16:23 PM »
Bahut acche Sajid... Very nice.
Logged
Roja
Guest
«Reply #21 on: January 12, 2009, 02:26:45 PM »
Thank u very much Roja

Welcome jii


Her Ek Kadam Pe Apne Dil Ka Karar Khoke
Meri Jaan-e-Jaan Mujhe Aur Dhoka Khane Ko Keh Raha Hai.. sad7
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: January 12, 2009, 06:40:04 PM »
Mit jaoogan main kasam hain aa mita ke dekh le
Mera yeh wada bhi aaj, aazma ke dekh le

Ab koi gunah nahi deedar-e-yaar mein
Janaza uthne ko hain, aa mera chehra to dekhle

Tere diye hue zakhm karte hain teri aarzoo
Dard ho jaye thoda kam, aa mere zakhmo ko dekh le

Shehar-e-khamosha* me ab karte hain basera
Mehmaa_n na bano mana, par mera ghar to dekh le

Khud ko dete ho fareb haskar, GHAYEL ki  maut pe
Tere dard ki gawahi tere askh tuje dege, tu ek baar rokar to dekh le

                                     -Sajid Ghayel-      

•   Graveyard 


Bahut Bahut khoob Sajid Bhai.. Applause Applause Applause

Aap Ka Yeh Likha Padhkar Ek Sher Yaad Aa Gaya...

Dard Ko Bhi Dard Ab Hone Laga Hai
Dard Bhi Ab Apne Zakhm Dhone Laga Hai
Humein Apna Dard Ab Dard Nahi Lagta,
Kyonki Dard Bhi Humein Chukar
Ab Rone Laga Hai....
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #23 on: January 19, 2010, 01:17:30 PM »
Waah Sajid ji behtareen ghazal likhi hai aapne. Marhaba
Mit jaoogan main kasam hain aa mita ke dekh le
Mera yeh wada bhi aaj, aazma ke dekh le

Ab koi gunah nahi deedar-e-yaar mein
Janaza uthne ko hain, aa mera chehra to dekhle

Tere diye hue zakhm karte hain teri aarzoo
Dard ho jaye thoda kam, aa mere zakhmo ko dekh le

Shehar-e-khamosha* me ab karte hain basera
Mehmaa_n na bano mana, par mera ghar to dekh le

Khud ko dete ho fareb haskar, GHAYEL ki  maut pe
Tere dard ki gawahi tere askh tuje dege, tu ek baar rokar to dekh le

                                     -Sajid Ghayel-      

•   Graveyard 

Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 12:36:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer