rona chahti hoon..................

by tanhachand on December 09, 2005, 05:26:49 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10]
Print
Author  (Read 8274 times)
tanhachand
Guest
«Reply #135 on: January 02, 2006, 09:56:26 AM »
iss duniyaa main kutch log aise bhi hain

tumse hin khushi maangkar
dard degain jaanbujh kar

kasam khayegain apni wafaai ka
par yaad rakhna pehchan hai unka bewaafai ka

dosti ki aad main hote wo dushman hain
har dard ke hote wahi jimmedar hain

kutch logon ko pehchanna mushkil hai
dosti ke moukhote pehne hote wo jalimm hai

sang wo aise rahegain jaise kitne wo khush hain
tumhaari kaamyaabi se hoti unko hin jalan hai

kaise kooi bataaye kooi aise logon ko
ki khuda saath hote hain sachche logon ke .....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tujhe zindagi ki tarha chahti hoon.. by Aryaan in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
MAin chahti hoon.... by Princess21 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
TUMHE BHULANA CHAHTI HOON MAIN.... by srishti2511 in Shayri for Khumar -e- Ishq
MEIN CHAHTI HOON..... by Dr.Saira999 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
aaj rona main chahti hun... by lovely_charan in Miscellaneous Shayri
tanhachand
Guest
«Reply #136 on: January 03, 2006, 04:38:47 AM »
kutch toh baat hai aab
kaii sawaal jage hian aab

kya huaa hai ki abb pass ehsaas bhi nahi hai
kyoun hai aisa ki aab kooi khwaab bhi nahi hai

tum sach main bhool chuke ho kya
mujhko dafna chuke ho kya
 
tere ehsaas ko chune ko
 meri rooh bhi tadap uthi hai

tum toh ja juke the kab ke
aapki rooh bhi bhoola chuki hai kya

shayd aapki duaa kabool huii hoo
aapki mehant safal huii ho

tumko bhoolaa sakoon
aapki ye mannnat puri hui ho

khuda ke bhi khel hain niraale
har baar naye naye khel wo hain khelte

chlo achcha hin hai
aab bachaa bhi kya hai

bhool jaaon wahi achcha hai
kismat ka khel hin sachcha hai

isse koun kabhi bachta hai
ye toh sako ek din dasta hai .....................
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #137 on: January 03, 2006, 05:50:44 AM »
wah wah..... kya baat hai...tongue3

really goodwork tanhaji....Usual Smile
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #138 on: January 03, 2006, 11:50:27 AM »
bahoot khoob tanha............ tongue3

har saans,har dhadkan mein aap base hein
aap se durr hum kahaaan jayenge
khwaaboon mein aap
khayaloon mein aap hein.
bandh karenge jo aankhen
aap ko hi samne payenge.................
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #139 on: January 04, 2006, 05:42:16 AM »
Quote from: "mili_genie"
Dil Lagane hi Ada Koi Humse Sikhe
Pyar Me Ashq Bahana Koi Humse Jaane
Dard Chupana To Ek Aadat Hai
Aashiqi Ke Itihas Me Dastaan Likhna Koi Humse sikhe...




hmmmmmmmm..............shikhaana shuru kijiye .............plz
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #140 on: January 04, 2006, 05:43:08 AM »
Quote from: "Princess21"
NICeeeeeeeee!!



thanks dear!!!!!



...................................tc
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #141 on: January 04, 2006, 05:45:28 AM »
Quote from: "mili_genie"
wah wah..... kya baat hai...tongue3

really goodwork tanhaji....Usual Smile




thanks....................................

........................aapke new year wish and lots of mails ke liye
................................................. ................................................. .


................................................. ........................tc
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #142 on: January 04, 2006, 05:47:57 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"
bahoot khoob tanha............ tongue3

har saans,har dhadkan mein aap base hein
aap se durr hum kahaaan jayenge
khwaaboon mein aap
khayaloon mein aap hein.
bandh karenge jo aankhen
aap ko hi samne payenge.................



wow!!!!...........khusnaseeb hai wo
........................jiske aap ho
............................naseed hai  unka
.................................jinke liye kissi ke dil main itna pyaar ho.................
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #143 on: January 04, 2006, 10:34:54 PM »
isme thanx ki kya baat hai tanhaji....

zindagii tujh ko jiya hai koi afsos nahi
zeher Khud maine piya hai koi afsos nahi
maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein
bas yahi jurm kiya hai koi afsos nahi
meri qismat mein likhe the yeh unhi ke aansu
dil ke zakhmon ko siya hai koi afsos nahi
ab gire sang ke sheeshon ki ho baarish
ab kafan odh liyaa hai koi afsos nahi...

nm.....
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #144 on: January 05, 2006, 06:37:24 AM »
Quote from: "mili_genie"
isme thanx ki kya baat hai tanhaji....

zindagii tujh ko jiya hai koi afsos nahi
zeher Khud maine piya hai koi afsos nahi
maine mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein
bas yahi jurm kiya hai koi afsos nahi
meri qismat mein likhe the yeh unhi ke aansu
dil ke zakhmon ko siya hai koi afsos nahi
ab gire sang ke sheeshon ki ho baarish
ab kafan odh liyaa hai koi afsos nahi...

nm.....




nice wordsssssssss!!!!!


bye mili ..........................thanks aapke saath ke liye .....................

..................me going for ever ....................

................................................. ....tc ................
Logged
Princess21
Guest
«Reply #145 on: January 05, 2006, 06:42:37 AM »
Tanha kahan jaana hai appne?
Logged
mili_genie
Guest
«Reply #146 on: January 05, 2006, 02:31:44 PM »
are tanha ji kaha ja rahi ho... aap.. Shocked
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 06:58:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer