Roya nahi hu main.......(Ghayel)

by sajid_ghayel on December 30, 2008, 08:50:34 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 4308 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #15 on: December 30, 2008, 06:46:12 PM »
Bohat Achche Pooja Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #16 on: December 30, 2008, 06:58:14 PM »

tum bhi khafa ho log bhi beraham hain dosto
ab ho chala yaqin k bure ham hain dosto

kis ko hamare hal se nisbat hai kya karain
ankhain to dushmano ki bhi purnam hain dosto

apne siva hamare na hone ka gam kise
apni talash main to ham hi ham hain dosto

kuch aj sham hi se hai dil bhi bujha bujha
kuch shahar k chirag bhi madham hain dosto

is shahar-e-arzu se bhi bahar nikal chalo
ab dil ki raunaqain bhi koi dam hain dosto

sab kuch sahi 'Faraz' par itna zarur hai
duniya main aise log bahut kam hain dosto

_Ahmed Faraaz-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: December 30, 2008, 07:09:49 PM »
Bohat Achche Pooja Didi,.

bahut ki kamaal ka likha hai aap ney JI

Jasbir Singh

Jas ji and Lil bro... maine nahi likha, SG ne likhi hai wo lines, maine to yah likha hai ki unki kavita main se wo 6 lines mujhe behad pasand aai hai!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #18 on: December 30, 2008, 07:22:58 PM »
Rone Ka Mazaa Bhool Gaya Main, Aa Mujhe Rulaa Ke Jaa,.
Khushi Ki Umeed Lagaai Hai Tujhse, Aa Ise Bhi Bujhaa Ke Jaa,.

Teri To Adaa Hi Hai, Muskuraane Ki "Jaana,.
Aa Meri Barbaadi Pe, Jashn Koi Manaa Ke Jaa,.

Kab Tak "Azeem" Ke Toote Dil Se Kheligi Tu,.
Aa "Aye Azeem Ki Jaane, Ise Tu Mitaa Ke Jaa,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #19 on: December 31, 2008, 09:14:39 AM »
Bahot Khoob Sajid Bhaiya,.
And Jaya Didi,.
Yunhi Likhte Rakhiye,.

Bohat Shukriyaan Chote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahoot khoob SG, EK EK Line kamal ki likhi hai apne... magar yah last ki 6 lines to bahot he achi lagi:
 
[/b]

Thank You Very much Pooja Jee....

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #20 on: December 31, 2008, 09:17:26 AM »
bahut ki kamaal ka likha hai aap ney JI

Jasbir Singh

Bohat Achche Pooja Didi,.

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Kya baat hain maza aa gaya kabhi kabhi is tarah ki funny galtiyaan bhi honi chahiyaan life well done guys  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #21 on: December 31, 2008, 09:20:49 AM »
Rone Ka Mazaa Bhool Gaya Main, Aa Mujhe Rulaa Ke Jaa,.
Khushi Ki Umeed Lagaai Hai Tujhse, Aa Ise Bhi Bujhaa Ke Jaa,.

Teri To Adaa Hi Hai, Muskuraane Ki "Jaana,.
Aa Meri Barbaadi Pe, Jashn Koi Manaa Ke Jaa,.

Kab Tak "Azeem" Ke Toote Dil Se Kheligi Tu,.
Aa "Aye Azeem Ki Jaane, Ise Tu Mitaa Ke Jaa,.

___________________________-Jaanasheen-

Tum sach me Ahmed Faraaz ko bohat pasand karte ho shayed, bilkul wahi andaz-e-bayaan bohat khoob chote.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #22 on: January 01, 2009, 01:54:49 PM »
Tum sach me Ahmed Faraaz ko bohat pasand karte ho shayed, bilkul wahi andaz-e-bayaan bohat khoob chote.

Shukriya Bhaijaan,.
waise Ahmed Faraaz Ji Mere Fav8 Hain,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #23 on: January 01, 2009, 03:30:25 PM »
Kabhi kismat se kabhi duniya se darta raha hu main
Jaise bhi ho saka zinda raha hu main

Shayed mile hum kabhi bichde jaha par the
Is ummeed me aaj bhi, us mukam par khada hu main

Aa dekhle mujme tu apni khoobiyaan
Mujme mera ab kuch nahi, tera aaiina hu main

Takte hain mujko taare mere sath jagkar
Mukammal ho koi khwab, woh neend soya nahi hu main

Aa dekh le chehre mera waqt-e-rukhsati
Jaisa bhi hu kar itna yaqeen, paraya nahi hu main

Sadma kahu dard ki intehaa kahu apni halet ko kahu kya GHAYEL
Sabkuch to mera loot gaya, par roya nahi hu main

                            -Sajid Ghayel-

Bahut Bahut Khoob sajid saheb..bahut hi khoobsurati se likha hai aapne.. Applause Applause Applause
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #24 on: January 01, 2009, 03:32:42 PM »

Bahut accha laga padkar... aapkir ka line toh aankhon mein
aansoo laa diya jii... bahut ache ..
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #25 on: January 01, 2009, 05:56:57 PM »
Bahut Bahut Khoob sajid saheb..bahut hi khoobsurati se likha hai aapne.. Applause Applause Applause

Bahut accha laga padkar... aapkir ka line toh aankhon mein
aansoo laa diya jii... bahut ache ..

Sonia and Khwaish tareef ke liye bohat bohat shukriyaan
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #26 on: January 01, 2009, 07:57:15 PM »
Barbaad Hua Main, Mohabbat Karke "Azeem,.
Yun To Sunaa Tha Mohabbat Abaad Karti Hai,.

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #27 on: January 16, 2009, 09:36:10 AM »
Mujse kar ke bewafaiee Jitni bakshi hain tune shorat
Utna mashhoor woh shaks bhi nahi, tune jisse wafa ki hain

                         -SG-       
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 08:59:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer