*Tanha*

by Roja on January 27, 2009, 02:21:02 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1501 times)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #15 on: January 28, 2009, 12:39:05 PM »
Usual Smile

Nice lines from you Sajid ji..  love4

Game dil ki sadao mein shamil ho tum sajid
Mohabbat ke gardish ka sahil ho tum..

Kehne ke liye toh bahut kuch ho tum..
Magar aaj Roja tanha hai,

Is tanhayiyon ka bi karan ho tum

Itna yakeen se na mujpe tohmat laga tu Roja
Jis din yaqeen tuta, tu bhi toot jayegi

Main har waqt tujhe bulaoo, yeh zaruri nahi hain pagli
Bas yeh aitbaar hain kafi, tu ek roz laut aayegi

                     -SG-
Logged
Roja
Guest
«Reply #16 on: January 28, 2009, 01:29:26 PM »
Itna yakeen se na mujpe tohmat laga tu Roja
Jis din yaqeen tuta, tu bhi toot jayegi

Main har waqt tujhe bulaoo, yeh zaruri nahi hain pagli
Bas yeh aitbaar hain kafi, tu ek roz laut aayegi

                     -SG-



Phool berse teri raho mein,
Dilse nikli dua hai meri

Ashkon se deep jalaya humne
Tujhme khuda ko paya hai humne...



Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #17 on: January 28, 2009, 01:36:33 PM »

Phool berse teri raho mein,
Dilse nikli dua hai meri

Ashkon se deep jalaya humne
Tujhme khuda ko paya hai humne...


Tu mujme pa le khudi ko
Main samjhuga tune pa liya khuda

                         -SG-
Logged
Roja
Guest
«Reply #18 on: January 28, 2009, 01:52:37 PM »
Tu mujme pa le khudi ko
Main samjhuga tune pa liya khuda

                         -SG-


 Usual Smile
Mujh per na kaamyabi ki raat aayegi,
Ya fir aapki chahat ki bersaat aayegi..

Isse mere naseeb ki baat nahi Sajid
Hoga wohi joh Aapke dil mein baat aayegi..!! Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: January 28, 2009, 02:01:08 PM »
Nice One Roja Didi,.
Sabne Bohat Achcha Likha Hai Nice One,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #20 on: January 29, 2009, 04:17:14 AM »
Usual Smile
Mujh per na kaamyabi ki raat aayegi,
Ya fir aapki chahat ki bersaat aayegi..

Isse mere naseeb ki baat nahi Sajid
Hoga wohi joh Aapke dil mein baat aayegi..!! Usual Smile


Apne dil ki kehdu, to jal jayega zamana
Main aag hu Roja, mere pass tu na aana
Garmi-e-mohabaat se, kahi tu pighal na jaye
Bhule se bhi kabhi, na tu Ghayel ko aazmana\

                    -SG-
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #21 on: January 29, 2009, 04:52:42 AM »
Sajid Sahab Eak nayab chiz nazar kar raha hon tawajo chahonga aur is sher tak pahonch gaye to kasam khuda ki dil se ro padoge app janab !!

De ke saqth faqon ka dilasa Sajid !!
Ajab log the wo pathar ubalne wale !!

Qadeer Toopchi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #22 on: January 29, 2009, 07:05:52 AM »
Sajid Sahab Eak nayab chiz nazar kar raha hon tawajo chahonga aur is sher tak pahonch gaye to kasam khuda ki dil se ro padoge app janab !!

De ke saqth faqon ka dilasa Sajid !!
Ajab log the wo pathar ubalne wale !!

Qadeer Toopchi

Bohat khoob agar ghazal ka hissa hain to nayee thread banakar ise post kare plz aur agar nahi hain to ise poora kare aur post kare bohat umda aur tadpa dene wali baat kahi hain tumne.  Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 03:21:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer